chlty trade ka close ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    mery bhai hamen forex treading mn jitna acha experience ya profit ho ga hamen utna he fida ho ga keu ky foex hamara life change krta han or hamen apni life change krny ky le ya koi bhe online businesss art kr skty ahn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      aapka trade to hi close hota hai agar aapne apane trade me take profit ka us ekiya ho ya fir aaap stop loss ka use kare to aapka tarde auti close hoga aur jab aapka account me margin call aata hai uske baad aapka trade auti close hoga uss epahale kabhi nahihota hai aapka koi bi trade auti close
      • #348 Collapse

        trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa aur yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
        • #349 Collapse

          Bhai jaan hamari trade jab close hoti hai jab hume loss ho raha hota hai aur hamare account me belance nahi hota jab khud hi auto close ho jati hai.........
          • #350 Collapse

            wesy es k baray mein koi information tu nahi aaj tak mere saath kabi be asa nahi howa es liye mein es cheeze se etfaaq nahi karta so i like forex community and forum thankful for question
            • #351 Collapse

              Koi bhi trade auto close tab tak nahi hoti jab tak hum khud us ko TP ya Stop loss na de dain. Aur jab hum kisi trade ko tp de dety han to wo khud hi closed ho jati hai aur stop loss ki soorat main loss hi main closed ho jati hai. Lehaza long trade ko TP aur Stop loss zaroor dena chahiye ta keh trade control hi main rahe.
               
              • #352 Collapse

                My friend tells me that trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa aur yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
                 
                • #353 Collapse

                  My experience tell me that wesy es k baray mein koi information tu nahi aaj tak mere saath kabi be asa nahi howa es liye mein es cheeze se etfaaq nahi karta so i like forex community and forum thankful for question
                     
                  • #354 Collapse

                    You are Saying absolutely right plan I Loss can come with do the job development investing proficiency everyday many dealer seaport genuine knowledge Loss will not probable occur flagellation do the job both sort of really studious financier circulation sis apiece day forex marketplace split.
                       
                    • #355 Collapse

                      Your Question is right demo and real is real demo account py app sirf yeh seekh sakty hain k kaam kaisay karna hai isky ilawa demo account ka koi faida nahi q k jab hum demo main trade krty hai toh hum itny continuous nahi hoty q k humain pta hota hai yeh humaray real money nahi blky virtual money hain so hum trade ko bohat lightly laitay hain
                       
                      • #356 Collapse

                        aksar asa hota hay kay jab hum trade lagatay hain or agar stop loss or taka profit bi lagaya hota hay tu bi trade cut jati hay kyun margin call aajati hay or automatic trade cut jati hay.
                        • #357 Collapse

                          haan aesa hota he kai baar merey sath bhi howa he lakin wo demo main hota he abhi tal real main aesa nahin howa lakin ye kiuon hota he is ka mujey bhi elam nahin he ke jub hum ne tp bhi nahin lgai our sl bhi nahin lgaya our margin caal bhi nahi ai tu trade kiuon close hoi he
                          • #358 Collapse

                            bhai agar long term trade lagai ho tau khud se tau kabhi b close nahi hoti. shaid aap ka balance khatam ho gaya ho jis ki vaja se aap ki trade khud hi close ho gayi thi. is k elawa stop loss lagane per b trade khud hi close ho jati hai.
                            • #359 Collapse

                              dear mujhey app ki yeh bat samaj main naui ai hai kyu kay trade main jab tak app take profit nai lagatay ho to app ki trade kabhi bhi khud nai rukti hai auto trade main to nai rukti app nay take profit ya stop loss na lagaya ho or khud trade ruk jao aisa nai hota hai.
                              thanxs
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                my dear this is true that if you have the information about the good work and doing the work accoring to the work and the r5ule of the forex trading so try to do this wor k sas tyou have the information and doing this.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X