markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..
    dear har aik kaam k karnay ka apna apna andaaz hota hay laikin jub tak ham usay sahi tarha say smajh nai laitay hain hamain us main kaam karnay ka koi bhi khaas faida hasil nai hota hay isi jisk liye lazmi hay k hamain is market ko smajhnay k baad he agar ham is main koi risk laitay hain to hamain uska tab he sahi faida hasil hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

    A.o.alikum
    Best trader banny kaliye sub sy rules samjhny chahye. Mehnat or lagan sy jam krny wala member kabhi nakam ne rehta.
    • #3 Collapse

      Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

      Ji bilkul aapki baat theek hai ki agar aap forex business mein ek kamyab trader banna chahte Hain to aapko chahie ki aap market ko acche tarike se samjhe aur uske mutabik kam Karen kyunki jab tak aap market ko nahin samjhen ge aap kamyab nahin Ho payenge aur aapko loss ka samna karna padega
      • #4 Collapse

        Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

        market ki movement ko samajh lena aur market ka achcha analysis kar lena ek kamyab trader Ki nishani hoti hai aur vah is SAB kuchh karke ismein kamyab hota hai to isiliye hamen bhi pahle apni earning per focus nahin karna chahie aur na hi hamen pahle hi trading start kar deni chahie hamen chahie ki Ham pahle market per najar rakhe aur market ko apni taraf se analysis karna sikhen jab Ham market ko analysis karna Sikh jaate Hain to hi hamen kamyabi hasil hoti hai aur ham Tere kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

          ji han market ka samajh nahi hamari asal kamyabi hai agar Ham market to analyses karke trade karenge to Ham inshallah ismein cprofit Hasil karenge aur ham ismein jitna aur soch samajh Kar kam karenge hamare liye itna hi jyada faydemand hoga
          • #6 Collapse

            Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

            forex trading market ko samajhna bahut jyada jaruri have jab Ham market ko samajh jaenge to Ham Kya sakte hain ki Ham forex mein kamyab ho gaye hain kyunki forex market ki movement bahut jyada fluctuate karti hai agar Ham forex market ko samajh jaenge to Ham trading co samajh jaenge aur jab Ham trading co samajh jaenge to abhi Ham kamyab trader bankar bahut acchi earning karenge isiliye jitna jyada ho sake forex trading market ko samajhne ki koshish karen
            • #7 Collapse

              Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

              Assalamu alaikum kesy hein sub umeed krty hein k ap sub Harriet sey hon gay or sub apna apna kam achy sey kr rahy hon gay ji bilkul thek kaha apny market ko smjhna bht mushkil hai kafi time or mehnat lgti hai market ko smjhny mein Jin doston ney apna forex pay name binya hai un ney din rat Kam Kya hai ap sub b janty hein k aik Kam hai k market ko smjh kr signal use kejay or apna lot size kesa hona chahy jis sey sey humri earning achi ho
              • #8 Collapse

                Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                Jee bilkul sahiii kaha aap ney keh market ko jab hum sahi trah se samjh letay hain aur trade karney se pehlay acha analysis kar laitay hain toh asal men yehi kamyaabi hai. Market ki movements toh aahista aahista change hoti rehti hai. Uss pe phir proper time aur nazar kar market ko bhi conquer kar saktay hain. Istrah meri sab members se request hai keh hum achi trah iss kaam ko understand kar lain aur market kay algorithm ko follow karain.
                • #9 Collapse

                  Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                  Forex forum a hard worker na bahut jyada jaruri hota hai mehnat ke sath kam karna chahie jitne jyada Ham mehnat karenge... Agar Ham chahte Hain ki hamara work bahut achcha Ho aur iski hamare Baki quality bahut acchi to uske liye sabse jyada jaruri baat hoti hai hamen regulatory ke se kam karna chahie kyunki Forex magaram regulatory kaise kam karte hain aur 50 post karte hain Ludhiana to iske bad hamen weekly acche se accha hona shasan ho sakte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear har aik kaam k karnay ka apna apna andaaz hota hay laikin jub tak ham usay sahi tarha say smajh nai laitay hain hamain us main kaam karnay ka koi bhi khaas faida hasil nai hota hay isi jisk liye lazmi hay k hamain is market ko smajhnay k baad he agar ham is main koi risk laitay hain to hamain uska tab he sahi faida hasil hota hay.
                    Asalam-o-alaikum dear forex forum friend ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge ji bilkul market ko samajhna hi Asar Mein Aapki kamyabi Hai Kyunki jab tak aap market ko analyse Nahin Karte aur Market ke upar Apna Burhan se nahin Karte tab tak aapka profit gain Karna Bada Mushkil ho jata hai isliye Kamyab hone ke liye aapko chahie ki Jyada Se Jyada knowledge ko gain Karen aur Apna experience Hasil Karen iske liye aap senior se poochh sakte hain ke market ko kaise use karna hai aur Market per kam kaise karna hai Kyunki seniors ke bagair kam karna Itna Aasan Nahin Hai Magar Ustad ke koi bhi kam Akele nahin kiya Ja sakta isliye Hamen chahie ki Kamyab hone ke liye Hamen help ki jarurat Hoti Hai To Hamen Apne senior se yah aap YouTube per videos Bukhara ke jariye apni knowledge gain Karen aur apne Forex Mein kamyabi ke liye hardworking Karte Rahen Taki aapko kamyabi ho aur aap ek Achcha profit gain kar saken.
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                      bilkul , market ko learn krna intihai zrori hai , dekhen kisi bhi business ko kerne k lye usko seekhna intihai zrorihai, agar ap business ko seekhen ge nahi to us me chances zyada hon g k apko nuqsan hoga, lihaza koi bhi smajhdar aadmi business start krne se pehle usko achi trah se smjhe ga, phir us business me invest krega, lihaza forex trading bhi to aik business hai , isme invest krne se pehle leran kren ke market kese kaam krti hai, forex ki market intihai risky hoti hai un logon k lye jo apni trade ko achi trah se manage nahi krte.
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                        Ji han bilkul Forex members market ko samajh Lena Hi kamyabi Hai Jo log market ko samajh lete hain vah Achcha profit nikal lete hain apni trade se marking ko samajhna ek bahut badi Maharaj bhi Samjha Jata Hai Hamen market ko free time mein knowledge Karte Rahana chahie tha ki apni trade ke Waqt Ham acche tarike se Murti ko Samajh Kar trade open Karen aur accha profit Hasil kar le
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                          Aslam o Alakum
                          Dear forex member analyses ke nam se to ap waqif hi hon ge hamain market achi tarhan trade open karne ke lye market ko analyse karne ki zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan anlyse karte hain to hamari earning bhi bhot zyada izzafa ho jata hai kyun ke ham market ko analyse karne ke bada sahi derection main chal rhe hote hain is lye hamain marekt ko analyse karne ki bhot zyada zrorat hoti hai agar ham market ko achi tarhan analyse karte hain to bhot kuch hasil kar pate hain is lye kehta hun ke kabhi jald bazi se trade open na karen our hamesha trade open karne se pehly kam az kam market ko 15 mints ke lye analyse karna chahye jab ham is tarhan ka kaam karte hain to hamain bhot kuch hasil hota hai our hamari tradign profitable ho jati hai forex market professional traders ka one stop station hy jahan life change hoti jisky liye market ko achi tarah sy study or analysis karne ki zarurat hy. Market beshak apne har trader ko equally opportunity deti hy jis mein aksar avail karne mein kamyab hoty or zyada tadad traders ki fail reason sirf yehi ky jo fail hoty na wo apne seniors ko follow karte or na hi market ky flow mein hoty. Forex ko three types sy analysis kiya jata hy technical analysis, fundamental analysis and sentimental analysis. Traders jo technical mind rakhte wo apne mind ki capacity ky hisab sy technical analysis ko choose karte jo ky kafi hard hy lakin isko study or utilize karne sy trader long term trading karne mein kamyab bhi hota or survive bhi karta hy. Fundamental analysis 1% market mein work karti hy lakin ye 1% 90% traders ko fail karne mein kamyab hoti hy jabky sentimental analysis sirf experts karte lakin zyada tar newcomers try karte or losing karna unki habit ban jati hy. Isliye har trader ko apne leader ko achi tarah sy analysis karna hoga or technically operate karke behtareen benefit hasil karna hoga or beshak successful trading ka rasta lamba hota hy lakin agar success ka aim leky target fit kiya jaye tou forex sy life time earning ki ja sakti hy. main ye samajhta hon ke jo traders analyse ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab trader nhi ban sakte our na hi woh market se kabhi bhi profit hasil kar sakte hain hamain forex business main profit hasil karne ke lye din raat mehnat karne ki zrorat hoti hai tab hi ap market ko achi tarhan analyse kar pate hain our is tarhan ap ko market analyese ki ihmiyat ki samajh bhi ane lagti hai daar members main ye samajhta hun ke jo kabhi bhi market analyses ko ihmiyat nhi dete woh kabhi bhi kamyab nhi ho pate hamain forex busines main analyse ke baghiar kabhi bhi kamyab nhi ho sakte.
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                            G han dosto bilkul forex market ko analyse karna aur market ki movement ko samjhe usko sahkni ki koshish karen waly he kamyab hoty hai Humen chy Demo account per regular basis par parctice kary or market sy related knowledge or experience increased karna chahie tabhi hum kamyab trader bnaa shkty hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet ko samjh laina he asal main kamyabi hay..

                              G ha dosto aisa hi hy ka market ko smjh lana hi asal kamyabi hy es lia hamee chahia ka ham mahnat sa kam karee aur market ko smjhee aur a6a profit hasil karee thanks friends

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X