Nakami ki wja??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Nakami ki wja??

    Forex m nakami ki ek bari waja jald bazi hai hmen sabr se kam lena chaeyi or forex KO smjhty rhna chaeyi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Nakami ki wja??

      My dear friend assalamu alaikum ummid karta hu AP sab khairiyat se hongy forex trading mn nakami ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading ko jo log earning ka asan zria smjh kr join krtay hn aur mehnat nhi krtay to woh log forex trading mn nakam ho jatay hn aur jo log mehnat krtay hn woh forex trading mn kamyabi bhi hasil krtay hn Apne trading co open Karte Hain To Ham Apne trade ko open karne mein jaldbaji karte hain aur Forex rules ko follow Nahin Karte Jiski vajah se Hamari trade Hamare against Chali jaati hai aur Hamen Apne trade se nuksan ho jata hai lekin Agar Ham Apne trade ko Soch samajhkar aur proper planning ke sath aur apni Satrangi strategy Banakar Forex rules ke mutabik open karne ki koshish karen to Ham Apne trade Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apne trade ko secure bana sakte hain isliye Hamen Hamesha Apne trading co Forex rolls ke mutabik open karne ki koshish Karni chahie agar poor ho to traders ko agar strong signals be mil jaye aur market ki condition aur movement be traders key ley clear ho per be traders ko nakami hi milti hay esi tarha se risky trading ki jaye to achi planning key bawajood aur market key bary me achi information be traders ko nakam traders bana sakti ha uske liye main bahut hi to mehnat experience knowledge and learning ki jarurat padati hai main kam Ki Sabse Badi vajah gaya hai ki Ham jaldbazi Karte Hain Har kam Mein Jab Kisi Kaam mein jyada baje ki Jaaye To vah Kam Kabhi pura Nahin Hota Hamesha na Kami hoti hi hai isliye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki Ham na kamina Ho Bankar kamyabi ho.
      • #78 Collapse

        Re: Nakami ki wja??

        Hello members kaise hain aap sab ummid hai sab theek Honge dear member Jab aap Forex per kam Karte Hain To Aap Ki Na Kami Ki Sabse Bari vajah ye hoti hai ki ek to aap daily ka kam daily Nahin Karte aaj ka kam kal per chhor date Hain hard work Nahin Karte tabhi aapko Acha bonus bhi Hasil Nahin Hota phir aapko achi earning bhi Hasil Nahin Hoti to isliye aap Kamyab bhi nahin ho sakte Kyunki Jo log bhi Kamyab Hai unhu ny mehnat karke hi voh kamyabi Hasil ki hoti hai muft Mein Kabhi Mehnat ke bagair Kuchh Bhi Nahin Milta yah Baat aap Hamesha ke liye Apne mind mein rakhen aur na kami ki Ek Aur bari wja ye hai ki Ham Bagher knowledge ke kam karna start kar dete Hain To Jin Logon ke pass knowledge Nahin Hota unko Har step pr problem face karni parti hai isliye koshish karen Apne knowledge Ko Jitna zyada ho sake increase Karen Aur dusron Ko Bhi guide Kare Khud bhi guideline liya Karen thank you
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #79 Collapse

          Re: Nakami ki wja??

          Assalam 0 alaikum my dear forex member aàj ka hamara topic ha nakami ke waja to dosto main apko batata hun k nakami ke kya waja hoti ha number 1 jab hum forex ma lalach kartay hain or humay loss ka samna karna parh jata hai or number 2 hum dil laga kar mehnat nahi katray time pas kartay hain or number 3 jab hum bonus na milnay ke surat ma hum hoslay or sabar say kam nahi kartay hum ye sochtay hain k bonus nahi mila hum kam kun karen

          اب آن لائن

          Working...
          X