Nakami ki wja??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Nakami ki wja??

    Dear friend Forex trading n kam ki wajah jaldbazi aur lalach hai jaldbazi aur lalach se dur Rahe soch samajhkar trading karenge apne analysis ko strong banane jitna Achcha analysis itni acchi karne isiliye soch samajhe Kar trading Karen market ko acchi tarah analysis karke hi Achcha entry point milane per trade open Karen aap Jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake isiliye hamesha mehnat karne aur accha profit Hasil karne ki koshish karen agar jaldbazi aur lalach ke sath trading karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Nakami ki wja??

      Assalamu Alaikum Mere Pyare doston kaise hain aap Mein ummid karte ho kya aap sab Allah Pak Ka Karam se Khush aur khairiyat se Honge Aap Ki Baat bilkul durust hai aapane bahut acchi baat share ki hai main aapki is Baat se Mustafa ko aur Main is bare mein yah Kahana chahti Hun Ki Pakistan Forex varame Hamen Jyada Se Jyada mehnat se kam karna chahie Jo log mehnat Nahin Karte vah Hamesha nakam Hote Hain Jo log laparvahi karte hain unko kabhi bhi kam yah bhi nahin milati Hamen chahie ke Ham Apna Kam Maiya Re Karen aur apne kam mein jo mistakes Hoti Hai Hamari vah Hamen check kar leni chahie aur unhen theek kar lena chahie Hamen Apne mistakes ko kabhi bhi najarandaaz nahin karna chahie aur Hamen Apne kam ko start karne se pahle Iske bare mein pura knowledge gain kar lena chahie aur Hamen Jyada Se Jyada Pakistan Forex form Mein learning Karni chahie aur Apna time ismein spend karna chahiye Taki Ham Jyada Se Jyada learning Karke Jyada Achcha work kar sake aur apne working skills Mein improvement La sake Agar Ham kamyabi Chahte Hain To Hamen Khud Mein improve Lana Hoga Jitna Jyada Ham Khud Ko improve Karenge utani hi acchi kamyabi ki taraf Ham badhate jaenge Agar Ham bilkul Nigam Mein Aur alsi Ho Jaenge aur bilkul mehnat Se Kam Nahin Karenge to yah Hamari nakami ki vajah hai agar Ham mehnat karne ke bavjud na kam ho rahe hain to yah Hamare experience ki Kami Hai Hamen Apne experience Jyada Se Jyada increase karna chahie Itna Achcha hamare pass experience Hoga utani hi acchi Ham earning kar sakte hain mehnat aur experience ka Daman Kabhi Nahin chhodana chahie
      • #33 Collapse

        Re: Nakami ki wja??

        Forex trading mee na kam hone ki bahut sari wajohat ho sakti hai inmein se Chand ek yah bhi ho sakti hai ek member Jo Forex ko join karte hi lalach mein a jata hai aur Forex mein lalchi hokar kam Karta Hai trading karte hue jyada se jyada lot size ka istemal Karta Hai vah trader Forex mein kabhi bhi kam yad nahin ho sakta hai aur aisa bhi trading Forex mein kamyab nahin ho sakta Jo jaldbaji mein trading karta hai isiliye hamen chahie ki Ham hamesha Forex mein sabar ke sath aur lalach se Park kam Kiya Karen iske bad hi hamen Forex mein acchi tarah se kamyabi Mil sake gi agar Ham lalach karenge aur jaldbazi se aaj kam karenge Forex mein interest nahin lenge to Ham ismein kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge
        • #34 Collapse

          Re: Nakami ki wja??

          Nakaami ki sab sy barhi wajah over confidence banta hai youn to confidence hona Bahut achi quality hai aur trading mein successful hone ke liye confidence ka hona bahut zaruri hota hai magar over confidence ek asa factor hai jo aap ko successful nahin hote deta isliye aap jab bhi trade karen to limit exceed na kiya karen..
          • #35 Collapse

            Re: Nakami ki wja??

            Dear forex members hum forex mein sirf apni gltyon ki wjha se hi nakam hotai hain hum sirf tab nakam hotai hain jab humare pass knowledge aur experience kam hota hai. Aur jese k hum sab jantai hain k kisi bhi cheez ka knowledge agar kam ho to to us kam mein nuqsan hi hota hai. Is liye hamesha trade pore knowledge aur experience k sath krne chye...
            • #36 Collapse

              Re: Nakami ki wja??

              Asslamolaikum dear forex member,
              I hope aap sab khairiyat se honge,
              Forex aik online business hai jisko aap jitni jyada time denge utani jyada aapko yahan per kamyabi milati hai ismein nakami Ki sabse Bari waja yahi hai ki Ham usko serious nahin lete Hain Ham Pakistan Forex ko timing nahin dete Hain jab aap time nahin dete Hain to phr aap kaise kamyabi agr aap kamyabi chahty hain to Forex ko time de apni daily ki posting ki target ko complete Karen trade karne se pahle demo account ma jyada se jyada practice Karen phr aap zarur yahan p kamyab Ho jaenge thankyou
              • #37 Collapse

                Re: Nakami ki wja??

                Assalamu alaikum friend Forex mein aap apne work ko achcha Nahin karte mehnat ni karte Apne kam ko sahi tarah se nahin karti jisse aapko bahut hota hai usse apna Kam ho jaate Hain isliye Apne gaon mehnat ke sath aur imandari Ka sath Karti Hain to aap kabhi bhi new work mein nakam Nahin ho sakte aap hamesha kamyab rahenge agar aap apne ghar ko achcha karte rahe 👍
                • #38 Collapse

                  Re: Nakami ki wja??

                  Assalam o Alaikum dear forex friends
                  My dear friends forex mn nakami ki bade waja ha experience ka hona . Market ko learn na karna. Technical analysis study na karna. Is nakam hota hn. Is liya ap mare instructions ko follow karen or learning karen. zindigi rahe to per milta Hain ab Tak ke liye chawalali ki taraf se Allah Hafiz!
                  • #39 Collapse

                    Re: Nakami ki wja??

                    Forex Trading profit kamany ka aik axha zariya hy lkn kch log isko easy way of earning smjh kr trading krty hyn or unko ko market condition ka bhi pta chl jay to aksr vo nakam hty hyn kiun ky vo kisi axhi plaining ky sth trading start nahi krty or aksr to jaldbazi myn forex rules ko bhi follow ni krty jis wajah sy unko trade myn loss hta or bht si mushkilat dekhni prti trading ky doran.
                    • #40 Collapse

                      Re: Nakami ki wja??

                      assalamu alaikum dear members I hope you all are fine I am also fine yahan per kuchh log na kam ho jaate Hain to Na kami ki sabse badi vajah yah hai vah log swasth hote hain kam ko time nahin dete mehnat nahin karte shortcut dhundhte rahte hain to is vajah se unhen Na kami milati hai aur vah log loss HAL karte hain kamyab hone ke liye aap logon ko mehnat karna padegi
                      • #41 Collapse

                        Re: Nakami ki wja??

                        Nakami KE but se waja hote hen ik to hame Kam ke bare information ni hote or hmara knowledge Kam KE bare itna strong no hota KE Kam ko ham apne trekay se best Kar sake is lye Kam ko acha karne ke lye zrori hi ke AP Kam ke traf tawjo den or pnay Kam ko samjhbkar Karen jis wakt ham soch samjh Kar Kam ko Karen gay us wakt Kam men hmara experiance bhr increase her ga or hame nakami bur ni ho ge or jab ham Kam men hosla chore den gay to hame nuksan ho ga nakam hone KE sorat men hame Kam ko ni chorna chahye balke Kam ko karte rahe Kam ham karte rahe gay to hame faida ho ga acha bonus I ga or Kam Karen gay to hame faida hasil ho ga Pakistan forex pe kam Karne walay members ko hamesha soch samjh KE sath trading Karne chahye jab ham apnay Kam men nakam ho jate hen to apni nakami no dekhte apni mistake KE traf tawjo den or mistake na Karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Nakami ki wja??

                          Dear Forax members hope you are doing well and getting good income from Forax business.
                          Kisi bhi Business mein mistakes boht ziada important hoti hn ap ki success or failure mistakes par e base krte hn.
                          Agr ap mistake se learn krte hn or future ma us se avoid krte hn to ye ap ki success ho ge or ap ko kamyabi ki tarf le kr jaye ge.
                          Agr ap mistake ko minor smj kr ignore mr dete hn to ye ap ko failure ki trf le jaye ge q k ap ne is se kuch sekha nahe or na e ap future ma is se save ra skte hn.
                          Is lye zrori ha k ap apni mistakes ko avoid na kren or is learn kren or future ma ise repeat na hone dyn..
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Nakami ki wja??

                            Assalamu alaikum my dear trader and my respected member Main To aapko ek hi baat kahunga ki Ham is vajah Se Na kam Hote Hain Ham hard work Karte Nahin minut Karte Nahin ham log Chahte Hain Ki aise hi Ham logon ko bahut acchi earning Ho Jaaye learning ke bagair Aisa Mumkin Nahin Hai mehnat karne se hi sab kuch Hasil hota hai jo log mehnat karte hain vah na kam Kabhi Nahin Hote Ham Logon Ko Bhi chahie ki ham log bhi mehnat Karen hardwork ke sath kam Karen aur bahut Achcha bola Hasil Karen aur jab Ham trade Karenge to humko faucet bhi achcha Hoga bus kam Humne hard work ke sath karna hai
                            • #44 Collapse

                              Re: Nakami ki wja??

                              Nuksan ki vajah members Is Tarah ka maksad hi hai ki nuksan Kis vajah Se hote hain doston nuksan Hamen Hamari apni mistake ki vajah Se Hota Hai Kisi Waqt Ambe Sabri ka Mushaira Karte Hain Kabhi Ham Aage Karnal se nahin Karte Kabhi Hamara focus Nahin Hota Kabhi Ham galat pair ka intekhab Karte Hain To Kabhi Ham jaldbazi Karte Hain Agar Ham yah mistake na Karen To Ham acche trade kar sakte hain isliye trade karne se pahle aap apni mistakes ko Dur Karen Apna focus Jarur kam Karen aur apne experience market endless aur apne knowledge Ke mutabik Jab aap trade Karenge to aap profit Hasil Karenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Nakami ki wja??

                                Assalam-o-Alikum
                                Dear Forax members hope you are doing well.
                                G hn apne bilkul theek kaha hai boht se log Forax business ma fail ho jate hn is ki boht c reasons ho skti hm lekin meri nzr ma jo sb se bri reason ha wo market knowledge ka na hona ha.
                                Q k Boht se logon ko pata e nae hota k Forax market kese operate ho rahe ha or is ma trade kese krni ha .
                                Without knowledge jb wo blind trade krte hn to un ka account wash ho jata ha..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X