ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jee student ko forex trading ager kerni he hai tu per is main thora tim e dy aur sath sath apni study ko be menatin ker ly tha ky forex be ho jaye aur study per effect be na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ha ha good thing for the students so dear student give your attention to your study and make the record in their studies and then in your part time you can earn from it but most of time you should give to the study
      • #48 Collapse

        No doubt forex trading students ke lye boht he interesting aur profitable work hay students ko chahyee keh apnay free time mein he forex per trading kia karin aur ziada consenctrate un ko apni study per he dena chahyee.
        • #49 Collapse

          student forex szaroor karien mabar student saath mein study b karien aur khabi b forex k liya study na chorien kiyun k forex bohut hi unpredictsble business hai aur yaha. kab kia hojayee kisi ko nahi pata isliha appko pharyew complete karni chahiya ta k app k saath future k liya back up hoo.
          • #50 Collapse

            dear frand jab mery college k ak teacher ny forex trading k bary me btya to oc ny kha k study phly or ye bad me ha so agar hum student hain to phky student krni chaiy or ye kam bad me ata ha.
            • #51 Collapse

              yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kyu mere khayal se students ko apni taleem kay sath saht trading bhi karni chahiye aur forex trading business ko sab se phele learn karna chahye aur forex aik asan aur profitable business hay.
              • #52 Collapse

                Ap nay thk kaha agar students trade karain gay to woh utna hi kamjab hun gay aur trade ki waja say aghy bhi barhain gay aur un ko paisay kamany ka soruce bhi avail ho ga aur iss say un kay andar himat aur hosla paida ho ga
                • #53 Collapse

                  g dear main ap ki baat sy bilkul agree krn gi k students jo hain wo trading k kam zror karein mgr itna itme dein forex ko k un ki study pr koi bura asar na pary aik time table bna lein k itne time study ko dein gay or itne time forex ko dein gay
                  • #54 Collapse

                    yes friend you are right students ko chaheay k woh forex ko as a part time hi join karain taky un ke studies ka loss nhe ho,forex k zariay woh apny studies k akharajat ko bhe utha sakty hain
                       
                    • #55 Collapse

                      g bhai jan ap bilkul thek keh rahe hen g forex trading business me forex k trader ko jo student hun forex k alawa b to un k lie zruri ha k wo forex k alawa apni taleem pe b tawajo den ta k un kki taleem mutasir na ho forex ki waja se g
                      • #56 Collapse

                        Dear frnd ye Apka Bhot hi Acha Mashvira hai Student k liaye Q k uska Ju taleem ka Waqat hai wo Dubara nahi aa sakta. Beshak al trading Kare lkn Usko Makhsos Waqat nikal ly.. Aur ziyada focus spin taleem per dy Q k ye pir Agay Apko Trading Experince k sath Bhot kam Aye gi.
                        • #57 Collapse

                          Forex student ky leay best hai magar aus sorat mai ky wo sath sath apney taleem ko be jarey rakey aur zayda time apney study per dy aur kum time trading karay
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                            Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
                            G han belkul aap theak keh rahe hain,baaz ukaat students jub yaha se succes hasil kerte hain to earn kerne ke khushi main wo apne talem ko time nhi dete ,to forex k sath taleem bhe zruri hai
                            • #59 Collapse

                              Well, students ko chahye k time managemnt kerty huwey tarding ko time den, ager woh zyada time trading ko dety rhen gey tou unki taleem mutasir hogee, trading kaheen nahee ja rhee so pelhay aap apni academic qualifications ko poora kren or phir trading ko time den
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mjhay jb meray ek bhai nay is baray me btaya to us nay sub say pehlay mjhay baat he yahi ki the k apni study ko forex ki waja say ignor mat karna ku k ye kaam hume lalchi bna deta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X