ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai ap nay bohot achi advise di hay or main apki soch ko slam kerta hun.main bhi ye hi sochta hun kay hamain Forex zaror karni chahiay lakin hamain is kay pichy apni taleem nahi chorni chahiay wo apni jaga zarori hay or ye apni jaga theek hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      students ke lye yeh best kaam hai kyo ke agr koi apni studies kr raha hai tu side pe wo yeh business bi kr saktha hai kyo ke students ke paas bohat time hota hai wo demo account pe forex trading ki studies ko practically apply kr sakhte hai aur results gain kr sakhte aur apni academic education pe bi focus kr sakhte hai
      • #78 Collapse

        Jee brother ap nea ek dam sahi bat kahi hea mein iss bat sea agree karta ho aur yeh kehna chata ho kea forex mein ap log tarde kare iss ka koi issue nai hea yeh ek bhut acha business hea hum log achi sea achi eanrin gkar kstea hea aur apni education ko kabhi bhee nai chorini ytrade kea sath sath parnhi karni hea .
        • #79 Collapse

          balkul g ham janty hai k forex aik profitable kam hai. jis main profit kamany ki koi had nahe . or mazeed yha k forex tamam logo k lai suitable hai. chahiy wo student hai. ya femail. per tmam log to professional nahe hai un ko apny capital k mutabaq trade karni chaian q kforex ap ko loss b day sakta hai. is lai lazmi hai risk kam se kam lai or lalach na karain taky ap regualr profit kamaty raho.
          • #80 Collapse

            forex trading say students boht achi earning kr sakty hain or apni study k akhrajat khud bardasht kr sakty hain es say un k parents pr un ki study ka bojh km ho jata hay wo farig time main earning kr sakty hain students k pass boht sara free time hota hay
            • #81 Collapse

              asalam o alaikum bhai jan apne si kaha he ke students ko kam pe sub kuch karna chahye trade ke time trade study ke time study har kam time ho to behtar lagta he dear taleem bi bahut important he trade bi
              Luck After Hard Work
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
                Jee han bilkul woh students jin kay ghar kay maali haalat achay hain tu mere khayal unn ko forex main ziada time nahi dena chahiye aur woh jo ghreeb hain aur apni studies ko khud he support karty hain tu unhen chahiye kay pehly apni assingments aur jo kaam unko diya jata hai woh poora karen aur phir forex main kaam karen.
                • #83 Collapse

                  g haaan aap nay bilkul theek kaha q k agar koi aadmi team main reh kar kaam karay aur phr woh team ko chor de to woh weak ho jata hay aur woh pehlay ki tarha kaam nehi kar sakta. is liye team is best then alonly.
                  • #84 Collapse

                    han sir me ap se agree hu or me ye manta hu k agar humare pas achi knowledge or acha time hai to hum yaha achi trading kar sakte ahin or ache paise kama sakte hain lekin me ye sochta hu k kisi ko bi paise ko deakh kr apni school poor collage ko ni chorna chaioye balke us ko balance me chala kar achi trading karni chaiye take hum ache paise kama sake..
                    • #85 Collapse

                      taleem to bohat zaruri hai taleem to apko nikharti ye forex to just hunar hai way of earning hai sabse pehlay parhai phr forex ki learning
                      • #86 Collapse

                        han ji ap ne bilkul sai kaha kyoun ke sab se phele study hai os ke bad baqi cheezen hain ap foex trading ke business ko bad main bhi kar sakte hain but bad main study nahi kar sakte is liye phele study per zor den then forex trading ke business ko
                        • #87 Collapse

                          yes you are right students ko chaheay k woh forex trading zarur karain taky woh apny studies ka kharch utha saken but greed nhe karain aur apni studies ko ignore nhe karain,nhe to forex un k liay positive nhe rahy ga
                             
                          • #88 Collapse

                            i tell you because i advice because i am student its good for me and help me i know learn and gain experience dear
                            its good for me and give me more in trading its good for us to know about this
                            • #89 Collapse

                              yes you are right me apki bat se agree karta hu q ke jab ek student forex me trading karta hai to pir us ko chaiye ke wo apni study ko ignor nai kare or trading ke sat sat apni study pe bhi tawaja de jab hi wo is me kamiyab ho sakta hai ok dear to jo bhi student forex me hai meri us se ye request hai ke wo is post ko zarur read kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jee bilkul ye to aapny bht ache advice di hai yaha akar students lalach me akar apni taleem pe wese tawaoja nahe dai patey ye galat hai aisa nahe hna chiye apni taleem ko hargiz ignore nhe karna chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X