Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear frend mere khayal se humen dimagh or dil dono ki madad se trading karni chahiye dil ka conection dimagh se hota hhai hume thori boht dil ki bi sunni chahiye or dimagh ki bi or jab hum trading karen to khub aram se market ko soch samjh jane k bad trading lagaen Insha Allah humenm boht faida hoga..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex main dimag se kaam kerna hota hai dil ke nahi sunna bhai :P market ke proper analysis kerke phir trading start kerne chaiye isleye koish kare ke wait kerhe market ka aur phir trade lagae.thanks
      • #33 Collapse

        me to trading kartay wakt hamesha demagh ki he sunta hon is ki waja ye hai k humara dil bhot lalchi hota hai aur ye hamesha hame lalach ki taraf le jata hain aur forex me lalach ka koi kaam nahi.
        • #34 Collapse

          forx tading ma appke dil ki nahi chalti agar app dil ki mano ge to phir aapko nuksan he ziada ho sakta q ke forex trading ma dil ki nahi demag ki chalti hai dil to aap ko bara krta hai k aise trade kro ga to aise ho jai ga aur wise karu ka to aisa ho jai ga is surat mai aap ko loss he ga phir is liey forx mai dil ki nahi mannai chahye balke apne experince aur demag se kam lena chahye.
          • #35 Collapse

            o bhai jaan ye insta forex ka bussniss dimag ka bussniss hai is mai dimag istmal hota hai dil nahi istmaal hota is mai har kaam ap ko apny mind se krna hota hai mind use kro gy to ap insta forex mai kamyab ho pao gy warna dil ki sun k dekh lo
            • #36 Collapse

              Dear mein ap ko es ka bary mein itna kehna chahon ga keh ap ko trading mein dil aur dimagh dono ki sunni parti hay dono ko sath mila ker trading kernay mein ap ko trading ka faida bhi ziaada milta hay
              • #37 Collapse

                My dear friend ap ne theek kaha hy jab hum trader kart he to huma her chez pe ka analysis kar k market ko watch kar news ko dahk kar indicator ko dahk kar phr apne dil se pucha jay k ab step lan ya na lan jase dil kahy wase karn or Faida ho ga or profit b ho ga jald bazi mat karn easy ho kar kam karn
                • #38 Collapse

                  ap ko na dill ki manni parti hain aur na dimag ki.forex apka experience aur practice daikhta hain.trend daikho ga to marekt ma entry karoga aur entry karoga to profit ho ga aur loss hoga.mind ka hi sab kam hota hian...
                  • #39 Collapse

                    Ji brother trading me dill aur dimag 2no ki zaroorat hoti ha....trading me cool mind hokar zaroor sochna chiye q ke upset mind se hamesha decission halt hote ha aur dill agar us kam me ya us trading me mutmaiyeen ho to karna chiye
                     
                    • #40 Collapse

                      DEar trading me ap ko sakht or fori faisle krne hote hain jo k ap k knowledge or experience pe depend krte hain is lie dil dimag ko side pe rkho or sirf learning pe focus kro.
                      • #41 Collapse

                        Dear traders! i hope u r all doing great. . well jb main ny yh topic parha k trading main dil ka use kro gy ya dimag ga to i was like WTF is that a joke?? Trading may to dimag he use kiya jata hai na i mean dil ka kam to hota hai sirf blood pump krna souchna to dimag ka kam hota hai to i think trading may dimag ka he use krna chahiye agr dil ka use kro gy to loss he ho ga
                        • #42 Collapse

                          dear foex trading aik mind business hay jis me dil ki koi importance nahin hay aur humain fresh mind kay sath trading karni chahiye aur es business me hum leanrin g ki madad se asani se unlimited profit earn kar sakte hain
                          • #43 Collapse

                            Of course right we should think about the forex trading with mind and need to keep our relax during the trade, and make our mind active sharp and steady to do the successful trading, and also need to listen our heart before making the decision..
                             
                            • #44 Collapse

                              meray khiyal main jo experince trader hota hai wo sirf or sirf dimagh ki sunata hai trading kay waqt kiyun kay agar wo apnay dil ki sunay trading kay waqt tu is main emotion aa jatay hain or loss ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jahan tk mera khayal hai dil ko forex pe mutmain he rehn kafi hai baki forex may dimag chahye jo bht sari knowledge rkhay ky kiss trah forex pe trading krni hai......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X