trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading income mehnat se barhti hay greed se nahi
    mehnat kro aur greed ko avoid kro hamesha achi income hogi world ka big business hay humay mehnat karni chaye humay khud ko lucky bohat zyada samjna chaiye kay aik unique business mila hay aur hum ess mei mehnat karkay achi earning karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

    Trading income mehnat se badhati hai greed se nahin.
    aapki baat bilkul theek hai aur jaisa ke aapane Kaha hai trading income mehnat se badhati hai greed karne se nahin to aap ki baat bilkul theek hai ji han bilkul aisa hi hai dear Jo log garib karte hain Jani ke lalach karte hain vah Kabhi kamyab Nahin hote kyunki lal aaj karne wala Kabhi kamyab Nahin hota isiliye hamen laalach Nahin bante mehnat Karni hogi tab hi ham kamyab ho sakte hain aur trading income ko bhi bada sakte hain aur apni life set kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

      yes ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay is main yahi sehi bat kahi hai agar ap nay is main achy sya mehnat kar rhay hain aur is kay bawajood ap ko is main kuch bhi faida ni horha hai ato ap ko is main apna missing point talash karna ho ga ap ko is main kahasay mistakes ho rhay hai ap nay is maibn achy say work karna hoa aur is main dil laga kar work karna hai aur is main jis din say apnay mehnat karna start kar dia to ap is main cachy say kamyb ho jain gay ap ko is main dil say zabardaast kism ka work karna ho ga agar ap nay is main sb yes agar ap nay is main mehnat kar li to ap ki trading ki jo income hoti hai woh isi mehnat say hi bharti hai ap ko is main achy sya work karna ho ga agar p any is main achy sya work karna start kar dia toa p is main achy sya kamyb ho jain gay ap ko is main dil say work karna ho ga agar ap nay is main duil say work karna shuru kar dia to ap is man achy say kamyb ho jain gay
      • #4 Collapse

        Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

        yahan per jitni jyada mehnat hogi utna jyada aap logon ko profit milega aap logon ne koshish kari hai ki market ke andar achcha kam karna hai jitna achcha kam hoga utna achcha fayda aap logon ko Milana shuru ho jaega lalaj bilkul bhi nahin karni slow and steady working karni hai
        • #5 Collapse

          Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

          ji han dear aapki baat bilkul sahi hai trading income mahine se badhati hai kyunki Jab aap Hi Na to lagane ke sath apna Kam karte Hain to aap ki learning acchi hoti hai aur uske sath sath jitna jyada aap kam karte Hain to itna hi aapko knowledge or experience hota hai aur jab aap uske mutabik forex trading mein trading karti Hain to use waqt aapka profit increase hota hai lekin agar aap lalach mein aakar jaldi jyada profit kamane ke chakkar mein pad jaati hai to use waqt aapko kuchh hasil nahin hota balke aapko loss ho sakta hai isliye Apne profit ko minut se increase karne ki koshish karen greed se nahin
          • #6 Collapse

            Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

            Dear ham jant yhai k lalch bury bala hai to is lai ham ko lalch nahe karna ho ga . or yah bat b ham janty hai k forex aik bohat he risky hai or is main ham ko loss honey k chance zyda hoty hai agr ham blindky trading karty hai to . or wahid hal mahant hai jiss base per ham kisi b field main acha kam kar skty hai. or us se earning lai skaty hia. per agr ham lalch karty hai to apny trading strategy ko ignore karty hia to us se ham ko boaht loss ho skata hai or baz okat to yah b hota hai k hamara all capital he end ho jata hai to is lai her step se pahly achi trah sooch samjh lai or band forex mian enter ho
            • #7 Collapse

              Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

              My dear forex friend aapane bilkul sahi kaha Hy kh trading income mehnet Dy bhrti Hy gread sy nehin as hmain trading main ak acha profit earn krny klya zaroori Hy kh hum mehnet sy Kam krain jatni hum mehnet krain gy or apny Kam ko bhtre krain gy to hmain otna zyaada profet hasl ho ga
              • #8 Collapse

                Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                jee aan i am agree with you experience aik aisee cheez hai jisse insaan ko bht help mltee hai aur expereince aisee hee nai hojata hai iss k liye bht mehnat krnee pdtee hai is liye my advise is dnt trade without experience sath kah sakta hon ap ko loss ho ga is liy get some experience first.
                • #9 Collapse

                  Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                  Aap trading men jitni jyada mehnat karenge aur net reading ko time denge utna hi aapka fayda hoga kyunki trading ko time Dena bahut jyada jaruri hai itna jyada aap mehnat karoge aap apna time investment badhate jaoge vaise yahan ki income badhti jayegi kyunki trading mein hamen bahut jyada accident hona padta hai Ham jitna jyada actively trading may participate karenge utna hi Ham jyada kamate jaenge apni Adnan ko badhana hai to aapko chahie kya bahut hi lagane ke sath kam Karen aur forex ko time de aap jitna jyada ho sake jab bhi market open ho aap trading co start kar de agar aapko experience nahin hai tu bhi aapko chahie kya aap acche se kam Karen tabhi Ham kuchh Pa sakte hain aur kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                    Forex mein acchi kamyabi Hasil karne ke liye Hamari mehnat bahut hi zaruri hai isliye Forex mein Hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex mein Hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur Forex main Hamen koshish Karna chahie k forex mein Hamen zyada se zyada apna time invest Karen aur forex mein Hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur forex mein Hamen acche work our acchi trading ke liye apne experience or knowledge ko bhi increase karna chahie aur forex main trading acche confidence ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur acchi earning aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur Hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                      bilkul apki bat thek ha trading sirf mehmat karke ap us pe knowledge ke sth achi trading kar sakty hai lalach karne se humesha nuqsan hota hai is liye agar trading ka proper knowledge learn kiya jaye or achi information li jaye to ap trading ko best planning or achi strategy ke sth karke acha profit gain kar sakty hai or lalach se bach sakty hai or life time trading se acha earn hasil kar sakt hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                        trading income mehnat sy barhti hy greed sy nahi forex trading business ma sirf loss he ga kiun k forex trading business ma success k liya experience hona bohot zarori hai. experience amount khatm ,trading without experience is equal to account wash aor akhar me forex se he bagh jana ye result create hota he.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassam khan پيغام ديکھيے
                          Aap trading men jitni jyada mehnat karenge aur net reading ko time denge utna hi aapka fayda hoga kyunki trading ko time Dena bahut jyada jaruri hai itna jyada aap mehnat karoge aap apna time investment badhate jaoge vaise yahan ki income badhti jayegi kyunki trading mein hamen bahut jyada accident hona padta hai Ham jitna jyada actively trading may participate karenge utna hi Ham jyada kamate jaenge apni Adnan ko badhana hai to aapko chahie kya bahut hi lagane ke sath kam Karen aur forex ko time de aap jitna jyada ho sake jab bhi market open ho aap trading co start kar de agar aapko experience nahin hai tu bhi aapko chahie kya aap acche se kam Karen tabhi Ham kuchh Pa sakte hain aur kamyab ho sakte hain
                          Assalamu alaikum my all friends ji yah to bilkul theek kaha hai ke trading income mehnat se badhati hai greed se nahin jitni Jyada aap aap greedy hote jaenge utna hi jyada aap piche hote jaenge milkar aapko chahie ki aap sabar ke sath acche se khele Taki aap acche se Accha profit le sake
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                            Assalamu alaikum my all friends ummid hai ki aap sab theek honge. Aaj ka topic bahut Achcha hai Jaise ke kaha hai ki mehnat se prophet badhta Hai greed se nahin yah bilkul theek kaha hai ki garib jitne badhti jayegi utna hi Hamara profit kam hota jaega ek dafa To Ham Achcha profit le lete hain lekin Jab Ham greet Mein a jaate Hain To Zafar kya bata Hamen lock ho jaaye isliye sabar ke sath their khelna chahie Taki aap acche se Achcha perform kar sake aur acche se Accha profit Hasil kar sakti thank you.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                              jee haan forex mein greed apke kaam ko loss he dyti hy unko chahiye phalay wo tarding ma experinece lay phe is ma kam kray qk kay begar wxperince kay ap loss ma jay gay jo apko bardash nai hota ha tarding ma apko jatna hi experiece ho ga ap uthna hi ziada earn kr saktay ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X