trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: DEEWANGI پيغام ديکھيے
    mehnat kro aur greed ko avoid kro hamesha achi income hogi world ka big business hay humay mehnat karni chaye humay khud ko lucky bohat zyada samjna chaiye kay aik unique business mila hay aur hum ess mei mehnat karkay achi earning karain
    Ek baat traders ko Hamesha Apne mind Mein rakhni chahie ke Forex trading ke Business mein emotional hokar Kam Karne Se Kabhi Bhi kamyabi Hasil Lagi hoti aap Kisi bhi type ke emotions ko Forex trading ke business may involve nahin kar sakte agar aap Forex mein Main emotions involve Karoge To aap kabhi bhi Kamyab Nahin Honge aur lalach traders Ke Na kam hone ka bahut bada reason hoti hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

      agar Ham Forex mein jyada se jyada mehnat karenge to isase mein achcha se achcha banaa shasan ho sakta hai isliye hamen chahie ke match mein jyada se jyada hardworking karni chahie aur Ramesh mein apne vatko ki quality ko bhi jyada se jyada increase karna chahie jitna jyada 19 may increase karte hain apna jyada hamare liye benefits hota hai aur ham ismein se achcha se achcha profit hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

        trading income mehant sy se bhrti hy itna mushkil nhi paya lekin mujhe nhi pata ke hum apna kese start kare. acha experiencr ho ager acha experience nahe hoga to achi trading kerna mushkil he ap aik acha profit earn ni kar skay gay .. so i suggest k hamay apna experience built karna chahye pahlay demo acount k zriye tkay hum kamyab hoo
        • #19 Collapse

          Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

          He ke profit or ap main jo cheez sab say zayada apko loss karwati hai wo greed hi hai. Greed main trader or profit ki demand karta hai . Yahan tak market os ki trade kay opposite chali jati hai or ose acha khasa loss ho jata hai. emotions are always our enemy in trading business.
          • #20 Collapse

            Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

            Assalamualaikum dear forex members g han dear forex members Apki bat blkl drust hy Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye apne work ko ziada se ziada time Dena chiye whi log Kamyab hoty hn Jo mhnt krty hn hardworking krty hn lalach blkl nhi krni chiye lalach se nuqsan hota hy
            • #21 Collapse

              Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

              trading income mehnat se badhati hai greed karne se nahin to aap ki baat bilkul theek kamyab karwata hi aesay he foex ka knowgd eho tu ye ap forex market mai agay jae gay ne tu yha pe loss hia bohat es mein experience aur knowledge se kaam karay aur es mein kaam kartay howay greedy na karay ap ku forex kafi loose ho ga aur es mein small volume se trade karay thankful for qeustion,,
              :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
              • #22 Collapse

                Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                j bahut achi Adnan karna chahte hain to uske liye Hamen lalach se avoid karna hoga aur mehnat karna Hogi aik buhat hi bari power ha kisi b business ko chalany k liye .agr ap k pas experiance aur knowledge acha ho ga to ap achy tareky sy business ko handle kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                  hn g Hamari mehnat bahut hi zaruri hai isliye Forex mein Hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex mein Hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur Forex main Hamen koshish Karna chahie k forex mein Hamen zyada se zyada apna time invest Karen aur forex mein Hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni ,,
                  • #24 Collapse

                    Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                    Ji haan Mere Bhai aapane bilkul theek Baat Kahi ki trading income mehnat se padati hai Kyunki Agar Ham Mahnat Se Kam Nahin Karenge To Hamen Koi fayda Nahin hoga Agar Ham mehnat Hi Kam Karenge tu aur sabse Ham acchi tried kar Payenge aur acchi tried karne ke liye Humko acche experience ki jarurat hoti hai aur acche experience ke liye Humko Kisi senior ya demo account ka visit karna chahie ya Kisi senior se advice leni chahie Jaise Ham acchi trade kar Payenge aur usse Achcha prapt Hasil kar Payenge isliye Humko chahie ke Trident income ke liye mehnat se kaam Karen aur Achcha profit Hasil Karen
                    • #25 Collapse

                      Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                      G bilkl i totally agree. trading income mehnat sy brhta h greed sy ni. agr ap mehanti hain or kam b achy sy krty hain to tbi apko profit b hoga or mehnat ka phal or achy tareky sy milyga apna kam full determination k sth karen na k lalach m aa k lalach kch b ni deti pr mehnat zrur help krti h successful hony k lye
                      • #26 Collapse

                        Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                        Achi mehnat se he ap ko achi income milti hay experience he ap ko ek successful trader banany me help krta hai ,, regular practice se ek trader ko boht kubh sekhny ko milta hai xperience ap ko age ja kr successfull trader banne me madad krta he.
                        • #27 Collapse

                          Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                          mehnat se work kro aur greed se hamesha avoid kro koi b kam experience k bagar kuch ni hota forex m b hamy demo account bna k practice krni hoti hy ta k ham experience hasil kran or best profit earn kr skan jetni achi experience hogi othna acha ap ki trading hogi aur trading achi hogi tu profit b acha hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                            mehnat se bohat he achi income barhti hay agr ap ko trading krna ka experience nahi ha to ap demo account se experience hasil kar saktay ho aur is experience ka zarya ap kabi nakam nahi ho sakta. jab tak hamary pass experience ni ho ga ham achi trade ni kar sky gy or na he ham market sy profit earn kar sky ku k without experience ham wrong trade open kary gy jis ki waja sy hamy just loss he ho ga
                            • #29 Collapse

                              Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: DEEWANGI پيغام ديکھيے
                              mehnat kro aur greed ko avoid kro hamesha achi income hogi world ka big business hay humay mehnat karni chaye humay khud ko lucky bohat zyada samjna chaiye kay aik unique business mila hay aur hum ess mei mehnat karkay achi earning karain
                              assalamu alaikum wale kulla aapane theek kaha hai ki trading mein mehnat se Hi bilkul hamara nahin kar sakte hain agar hamara nahin main se nahin karenge to Ham iske upar Koi jyada nahin kar sakte isliye hamen isko project deposit in chahie tha kahan mein bahut jyada mehnat karke anil
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading income mehnat se barhti hay greed se nahi

                                jb ap forex kay step msalan knowledge aur experience gainb krnay kay baad aglay step mai atay hain jis mai ap ko trade open krnay kay liye market ko analyze krnay ki zaroorat hoti hai tu ap ko iss kay liye boht hard work ki zaroorat hoti hai ap ak hard work jitna ziyada ho ga ap ko utni hee achi kamyabi hasil ho ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X