Lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    lot of size ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market man trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum real main run karein gay it is best job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      Lot size apni investment aur apni maket ki movement yani market ko achi tara analyze kar k he lagani chahee. Small lot is so better then big one risk factor kam ho jata ha small lot ma
      • #543 Collapse

        Brother apki suggestion to thek hai lekin ap ne ye ni bataya k ye lot kis k liey hai. Metel k liey ya currency k liey. Kiun k agr currency pair pe apki suggesstion pe amal kren to profit hasil krrne me bohat ziada time lag jaey ga lehaza lot size imcrease krne me koi harj ni agr knowledge ho to.
        • #544 Collapse

          Bohat zabardast topic ha lot size ka q k lot size sirf profit ya loss ka faisla ni karti bal k hamara account kitna survive kar sake ga iska faisla b lot size se hi hota ha is lye hamesha apni equity ko dekhte hue lot size money management k hisaab se use karen
          Rimmy667
          • #545 Collapse

            jub tuk trader k pas full experince na hu oc ku ju ap nay plan diya ha oc per strictly amal kery ye buhut achi policy ap nay share ki ha ic man account wash nae hu ga trader ga or profit earn hu ga bhulay time zyada lug jai.
            • #546 Collapse

              Assalamualaikum Forex 1 both achha online business hai Hum Jitna zyada lot size Rakhenge Itna Zyada profit Bhi Milega aur Agar ISI Surat mein loss ho jata hai Tu Itna Hai Zyada loss hoga ISI Liye Hame zyada lot size nahi Rakhna chahiye
              • #547 Collapse

                hamai markt main is forex k bary main expeirience hasil kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain rules ko follow karein gay tab hi hum achy say run kar skaty hain aur hamain lverage ko expeirnce hasil kar k hi hum market main achy say run karein gay
                • #548 Collapse

                  hamain lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi aur achi trade karny say pahly is k bary main information hasil karna ho ga tab hi hum real main trade kar skaty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain it is best job
                   
                  • #549 Collapse

                    hamain lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi aur achi trade karny say pahly is k bary main information hasil karna ho ga tab hi hum real main trade kar skaty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hum sucess hon gay
                     
                    • #550 Collapse

                      forex mai jab hum investment karty hain to hum is py lot lagaty hain to hum acha profit hasial kar lety hain or loss sy bach jaty hain forex mai lot ke bohat ahmeyat hain agar kabe hamare lot pance jty to hamy isy cancel kar dena chahye or is ke jaga py koi dosre lot lagane chahey hum forex mai trading be kar sakty hain
                      • #551 Collapse

                        Bro Lot size hmesha Balance ke hisab se lagana chahiey.Agr ap ka balance km he tu kbhi bhi bri lot size na lagain.
                        Agr tu ap ke 100$ hain,tu ap 0.01 ki lot size lagain.Agr bri lot size lagain ge,tu trade ke ult jane se ap ka account wash bhi ho skta he.
                        • #552 Collapse

                          Sir mery experience ka mutabak lots size agar apky pass 100$ hai ap 0.2 lots size raky agar ap gold mein trade open karty hai ye agar ap euro /USD mein trade open karty hai tu lot size takreban 0.05 tak ap lots size ye apkliya kafi acha Ho baki khud andaza raky
                          • #553 Collapse

                            G han forex me lot size ki boht zeyada ahmiyat hoti ha kyun k lot size agr ham apne capital ke hisab se nai lagate hain to ham ko loss k siwa kuch nai mile ga is liye lot size ko apne capital k hisab se ajust karna chahiye is ko ham money management b keh sakte hain
                            • #554 Collapse

                              lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main analyse karien gay tab hi hum real main run karein gay aur market main mind ko fresh karna ho ga ta k hamain is forex main faida ho saky gaa aur is forex main earn ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                Forex trading account main lot size ki 4 value hoti hain. is main .001 lot hoti hay is k mean 100 quantity of that currency, 2nd .01 ki hoti hay us ka matlab 1000 quantity of that particular currency, 3rd .1 ki lot hoti hay us ka matlab 10 000 ki quantity aur last standard lot hoti hay wo 1 say show hoti hay us ka matlab 100000 currency.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X