Kabhi himmat na haro koshish krty raho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

    Bilkul apnay sahi kaha hai apko kabhi bhe himmat nhii harni chaye aur sabar say achay waqat ka intazar karna chaye aur humesha koshish jari rakhni chaye kyun kay himmat say kam lain gay toh is mein apkay hi faida hai ap zayada munafay keep taraf aa saktay hain hamesha himmat say kam lenay walay trader hi is business mein kamyab hotay hain aur apni jagha bana paatay hain aur kabhi bhe woh himmat nhii hartay hain aur har mushqil ka samna kartay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

      ji han bilkul hamen kabhi bhi himmat nahin aani chahie balki apni koshish ko bar bar karte rahana chahie hamen barbad TRAI karte rahana chahie because jab Ham bar bar TRAI karte Hain To hamen fayda hota hai
      • #78 Collapse

        Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

        Agar ham log hi Mar jaenge aur ham koshish nahin karenge To hamara kuchh bhi nahin ho sakta hamen proper bahut kam karna hota hai bahut mehnat Karni hoti hai To Ham kamyab Ho jaate Hain Agar Ham easily bar karenge To Ham easily kamyab ho jaaye
        • #79 Collapse

          Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

          Dosto jin logon ko apne makasid aziz hote hain woh kabhe bhe himat nahe harte or aapne kam ko kamyab hone tak musalsal anjam dane ke bharpor koshish karte hain or forum par mojod un tamam mimbers ko main yah he kahna chahon ga ke aapna kam bina ruke aap karte rahain aap ko kamyabi zaror miljay ge
          • #80 Collapse

            Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

            Assalam o alaikum G ha ap thek keh rahe hai hamain kabhi bhi himmat nhi harni chahiye aur agar Ham forex main himmat se kam nhi karenge to Ham forex main kamyabi hasil nhi kar saktay hain aur es liye hamain chahiye k hamesha himmat aur holy k sath kam krna chahiye aur agar hamain kam loss ho jae to himmat nhi harni chahiye balke mehnat k sath Dil laga kar kam karna chahiye aur agar Ham forex main mehnat k sath Dil laga kar karege to Ham zarur successful ho saktay hain aur es liye hamain chahiye k hamesha mehnat k sath soch samajhkar trading kare aur agar Ham mehnat k sath soch samajhkar trading karege aur thrading main jaldbazi nhi karenge aur himmat aur holy k sath aur sabar k sath kam karege to Ham forex main kamyabi hasil kar sakte hain aur achi thrading kark acha profit hasil kar sakte hain aur es liye hamain koshish Karni chahiye k hamesha soch samajhkar himmat k sath kam kam kare
            • #81 Collapse

              Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

              hamen forex business main kabhe bhe himmat na harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main ache tarah se himmat wala kam karen q kle is tarah s ehe to hum ko yahan se success mil sakte hae is main hum jitna zayada ache trah se apne kam ko kar he lete hain to hamne bhe yahan se kuch faida ho jata hae or hum bhe to is main kam ko lkar he kamayb bhe ho jaya karte he hain bas is main jitna ho sake logon ko faidadiya karen take ap is main kam mo klar ke kamayb ho saken or ao is main aik ache trader bhe ban saken
              • #82 Collapse

                Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                Agr Ham Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamen kabhi bhi Himmat nhe Harni chahie balky koshish Karte Rahana chahie Ek na Ek Din Ham zarur Kamyab Honge Forex Mein vah log Kamyab Hote Hain Jo mehnat ke sath learning ke sath ache experience or knowledge ke sath kam karte hain daily Apne kam ko complete karte hain isiliye Agar Ham acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen Apne ladron per focus karna hoga daily Apne kam ko complete karna hoga tabhi Ham Kamyab Honge
                • #83 Collapse

                  Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                  Assalamu alaikum dear forex member apne bilkul sahi sawal Kiya hamen kabhi mat nahin aani chahie balki main nahin chahie kyunki Mera chahie insan kamyab hota hai duniya ka koi bhi kam ho mere se suranjan Diya ja sakta hai forex mein rules regulation ki jarurat hai lekin hamen milegi business mein roj regulation risky jarur hai lekin hamen himmat nahin aane chahie business mein rules regulation forex businessman rules regulation risky sarur hai lekin hamen se kam karenge to hamen kamyabi jarur milegi
                  • #84 Collapse

                    Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                    jo log bi kam karny me himmat harr jaty hain wh akbi bi apni manzil pay ni punch sakty aur jo log himmat rakhty hain aur achi tarah se kam karty hain wh achi trade kar jaty hain aur acha kam kar jaty hain forex me kam karny lye apko is bat ka khial rakhna parta hy to is klye zarori hykeh ap patience se kam len aur ako ziada preshan hony ki bi bilkul zarorat ni hy agar ap preshan ho jaen gy to ap market ko predict ni kar saken gy
                    • #85 Collapse

                      Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                      Forex main aksar logo ko loss ka samana krna parta hy or us loss ko waja say wo forex ko chor daety hain loss honay pr ap ko preshan nhin hona chahey balkay ap ko phlay say bi zyada hardworking krani chahey or ap ko hosla or himat biklul bi nhin harni chahey to hi ap forex main kamyab ho skty hain
                      • #86 Collapse

                        Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                        G han dear jas k hhu janty hai forex aik asa bussnisss hai jis hum agr lalch kryn to humy losss ho jata hai losss ki waja sy bhot sy log himat harr jaty hai aur forex koi cohor daty hain mgr humy kabi hamt nhi harni cahiyay bilky hhum agr aik dafa loss hho to humy phr 2bara khosh krni cahiyay phr hum mant kr k kam krna cahiyay humara phr kbi loss nhi ho ga
                        • #87 Collapse

                          Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                          asslam.o.aliakum dosto ji han kabhi b himat nhi harni chahye balke hamain mehnat kr k kam karna chahye agr kamhiyabi hasil krna chahte ho isliye daily timetable bana kr hard work kro mehnat k sath apna target pura krne ki koshish kro daily sabar k sath kam kro tabhi ap kamyiab ho sakte ho aur acha bonus hasil kr sakte ho.
                          • #88 Collapse

                            Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                            Assalam o Alikum!
                            Dear Forex members umid hy ap sab theakh Hun gy friends ye bat bilkul Sahi hy ky humy Forex trading m kamyabi hasil Karni hy tw phrr hamy chaeye k ham ziada sy ziada khoses karty rahen uor himat mat hary agar ap himat haro gy tw koi kaam bhe sahi sy nhi kar sakho gy agar ap himat nhi haro gy tw kamyabi hasil karo gy q k jo himat nhi harta wo apni khoses jari rakhta hy uor jo khoses jari rakhta hy uor mehnat karta hy tw ek din kamyab zaror hota hy Kamyabi bhtt sari attempt k bad he milti hy es leye loss sy himat nhi harni chaeye balky loss ki sorat m hamy us loss sy learn karna chaeye phrr ham wo mistake nhi kary gyn jis ki wajha sy loss hua es tarah hamary experience m izafa ho ga uor ek din ham ziada sy ziada profit hasil kary gyn es leye himat mat haren khoses jari rakhen
                            • #89 Collapse

                              Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                              Assalam o alakium
                              Dear Forex member aapane bilkul theek kahan aur bahut hi acchi baat ki hai ki kabhi bhi himmat har jaate Hain vah trading mein kabhi bhi kamyabNahin hote Hai isliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi himmat mat ho rahe hain aur mehnat aur lagan se koshish karte Rahe jindagi mein kamyab hone ke liye Hamen himmat Nahin aati Hogi cal ke koshish aur mehnat Karni Hogi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Kabhi himmat na haro koshish krty raho

                                Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mei kam karte hue kabhi bhi Himmat na Hare koshish Karte Rahen Agaram forest Mein koshish karte rahenge To Ham Jarur Kamyab Honge isiliye Hamesha Soch Samajh Kar kam Karen aur apne kam ko importance De

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X