Theory+Practical=KNOWLEDGE...not only theory or only practical.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    g haaan dear aap ny bilkul 100% sahi kahaa hy, ager ksisi b trader ko forex main survive kerna hy aur aik kamyaab trader banna hy to ussy app ki btai gai 3no batoon par amaal kerna hi hoo ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Theory aur practical donon zaroori hotey hain. Pehley to aap forex ki basics ko samjhain, is key rules aur is ki strategies ko study karain aur phir demo account main in ko practically apply karain. Jitni ziada aap ki demo account main practice ho gi utna hi aap ko real account main trading main asani ho gi. Life main theory aur practical donon mil kar insan ko perfect banatey hain.
      • #438 Collapse

        jee bhai app ne bilkul theek kha hai hume forex trading main na serf aur serf theory use ho sekte hai aur na he serf aur serf practice chalte hai iss main hume in dono ko use kerna hota hai kun k hume jo learning theory se hoti hai wo practice se nai hoti aur jo learning practice se hoti hai wo serf theory se nai hoti iss leya hume in dono ki zaroorat ho ge :)
        • #439 Collapse

          Yah woh cheeze hn jo forex trading ke basic hn unhi ke base pe ap ny =trading krni hoti hy aur uusi ke base pe ap ko earning hoti hy yah aik alag bat hy ap ko is me kisi bhe bat ke pta na ho ga aur ap ke liay woh new trick ho.
          • #440 Collapse

            Aap koi bhi field check kar len, theory aur practical dono hi important hote hain. Forex mein bhi bilkul aisa hi hai, yahan knowledge aur experience dono bahut important hain.
            • #441 Collapse

              g haan aap ki baat bilkul sahi hay khali ilam amal kay bina adhura hay and amal tou ilam kay bina ho he nahi skta isliye 1st aap knowledge gain kerien and then is knowledge ko practice ekrien and profit earn kerien
              • #442 Collapse

                ge ap nay ye bat bilkul sai kahi hay kay aik chezz say humain kabhi knowledge hasil nai hoti hay or humain trading karty time knowledge ki boht zrot hoti hay or humain tgeory or practical sa dono say achi knowledge hasil hoti hay or hum profit earn kar sakty hin
                • #443 Collapse

                  yes apne kafi acha point nikala hai or ye buhot hai ahem hai k practical knowledge or us k sat sat theory bhi parte rahain or agar theory yad hai tou us ksat sat practical knowledge bhi hasil karna chahye kisi ek cheez pe depend nahi karna chahye.........
                  • #444 Collapse

                    Han bhaei apne durast bat kahin he k theory aur practical knowledge k sath sath use hone chahye aur agar hum kisi aik bhi cheez ko miss kar din ge to profit aur kamyabi nahi hasil kar sakin ge hum lagatar mehnata karin aur knwoeldge bhi hasil karin us k sath sath hum sabar se experience bhi lein to hum es business se kafi bari earning bhi le sakte hin.
                    • #445 Collapse

                      thioery kay sat stah hi apko is ko laern karna hai brothers learning is buisness nmei boaht hi important hoto hai is laiy hi tu apko learning ko saths ath hi lay kay jana hoat hai kay jub atk ap is market mei kamiybi ko achi tarah say get nai kar jatay hai
                      • #446 Collapse

                        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business iss businness main treory wala konsa kam hay practical to hay jo kerna hay.
                        • #447 Collapse

                          asalm o alykum bhai g bhai g main jo learning way hai wo tu hai k ap kisi b kaam ko practically kar k he dykhnai tab he us kaam ko mind main rakha ja sakta hai, agar read krny ka bad chor dain gy tu wo with in few days main he bhool jaye ga or jo kaam ap practically karian gy wo kfi arsa chalta rahay ga
                          • #448 Collapse

                            Yes you are right Forex trading ko join karny k liye trader ko chahiye k wo trading ki information hasil kare or sath sath demo account par practice kare ta k trader ko apni galtio ka usi waqt andaza ho saky or un ko theek kar saky or jab trader theory and practical me pass ho jaye to phir trader ko chahiye k live account me low investment kar k trading kare or jab trader ko profit hona shuru ho jaye or risk kam ho jaye to phir trader apni marzi se apna high capital invest kar sakta hai.
                            • #449 Collapse

                              dear forex mai ap ko smjhna boht zarorii hy es liye smjh k kam karo lehza ap ko chahiye k start mai demo account pe practice karo aur sath sath knowledge b gain karo ta k ap ko es business ko enjoy karne ka muqa mil jaye aur ap acha earn karo...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                is main ap ko theory b ana chahye ur practicticle b ap ki kafi practice honi chahye pher he kam karny ka maza hai is main ager ap k passs dono cheezy ni hai to ap pher kuch ni kar sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X