Theory+Practical=KNOWLEDGE...not only theory or only practical.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Theory+Practical=KNOWLEDGE...not only theory or only practical.
    Dear traders what do you think about knowledge? is only read theory calld knowledge or only practical is knowledge? i think for trading both are required for agood trader.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I am totally agree with you kiun kay kisi bhi aik cheez ki base pe forex market me trading kay liay proper ready nahi ho sakty humen theory or practical ki help se hi knowledge milta hai or is knowledge ki base pe hum plan bana kar trading kar sakty hain jo really me effective hoti hai.
    • #3 Collapse

      Yes you are right Forex trading ko join karny k liye trader ko chahiye k wo trading ki information hasil kare or sath sath demo account par practice kare ta k trader ko apni galtio ka usi waqt andaza ho saky or un ko theek kar saky or jab trader theory and practical me pass ho jaye to phir trader ko chahiye k live account me low investment kar k trading kare or jab trader ko profit hona shuru ho jaye or risk kam ho jaye to phir trader apni marzi se apna high capital invest kar sakta hai.
      • #4 Collapse

        Bhout sary trader aisay hain jo k bhout achy learner hai lekin woh apni learning ko demo account pay use nahi karty hian or yeh he waja hai woh aksar complain karty hain k woh apni learning se acha experience hasil nahi kar pa rahy hain.Jab tak trader apni learning ko demo account pay use nahi kary ga woh apni learning se aha result hasil nahi kary ga es leye trader k leye zarori hai k woh apni lerning ko demo account pay use kary or jo mistake ho us se mazeed learning kar k un ko solve kary or practical and theory ko use karny se experience increase hoga.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #5 Collapse

          forex k knowledge ko aktha karna bhot he mushkil kaam hai aur aesa mumkin he nahi hai k hum yaha pay reh kar koi kaam na kar sake.ye ek behtreen kam hai jiss me bhot sara enjoy hai.
          • #6 Collapse

            yes brother me apke post ke sath mukaml tor par agree ho q ke sirf theory aur knowledge and also apko practicaly be prepear hona chaye forex trading me to ap succes honghe
            • #7 Collapse

              hmmm g han ye sari chezen hamary liye buhat important hay ager hum aik kamyab trader banna chahty hain to hamen in chezo ki buhat zrurat paregi or hamen chaiye k hum ziyada se practice karen..
              • #8 Collapse

                koi bh kam theory aur practical ke baghair mumkin nahi hai jab ye do chezen millti hain ti us waqt experience banta hai same isi tarha forex trading mai bhi log aise hi earn kar sakte hain ap ka knowledge forex ke bare mai ziada se ziada hona zarori hai
                • #9 Collapse

                  ji han agar ap in mai se aik bhi cheez chor dain gay tu dosri cheez ka koi faida nahi huga, jaisa kay baghar theory kay agar ap 5 saal bhi trading karte rahain tu jo experience mile ga wo proper utilize nahi huga aur agar ap theory parhte rahain gay aur practical nahi karain gay tu bhi ap earn nahi kar sakty
                  • #10 Collapse

                    my dear reading aur practical main bohot farq hota hay q k jo aadmi kehta hay k main sirf read kar k hi us se successful ho jaoon ga to woh ghalt hay q k achay knowledge k liye reading aur practical dono hi zaroori hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Yes both are important sab se pehly hamain forex trading k bary mei knowledge gain karna chahye then demo account pe practical work kar k knowledge ko us mei implement karna chahye or experience gain karna chahye then hum trading mei successful ho sakty hyn so knowledge and practical work both are essetial.
                      • #12 Collapse

                        thek kah rhe ho app kah khali thoery ya khali practical is not enough ya sirf yahan pr post parh parh kr app aik ache trader ban skte ho balke in sab cheezoun ko aik sath le kr chalne sa hi app aik ache trader ban skte ho aur yeh bhi nhi kah practice ka leya app live account open kr lo balke app demo account pa work krte raho.
                        • #13 Collapse

                          meri nazar mein bhai forex ek practical kam hai is mein jo ap theory padh bi rahe ho jb tak us ki practical application ap nhn kr lete tab tak ap trading ko improve nhn kr sakhte forex mein ap ko practical demo account pe krna hota hai
                          • #14 Collapse

                            forex business main koi theory zaroor nahin hey is main ham without therory ke agar hamari achi practice ho jaye demo par to phir hum is main practical achi trha se work kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai aapne 100 % durust baat kahi hai kay dono cheezun ko hamain istemaal karna chahiye kyun kay theory aur practical hamre dono hi kaam ata hai forex trading kay kaam main aur in dono se milkar knowledge banti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X