Theory+Practical=KNOWLEDGE...not only theory or only practical.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex trading me hame chahiye ke ham theory ke liye books read karlete hai news parhlete hai tools ka istemal etc. lekin hum practice nae karte aur isi waja se real trade me loss karjate hai hume chahiye ke dono cheezon ko saath leke chale aur knowledge me izafa kare.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Bhout sary trader aisay hain jo k bhout achy learner hai lekin woh apni learning ko demo account pay use nahi karty hian or yeh he waja hai woh aksar complain karty hain k woh apni learning se acha experience hasil nahi kar pa rahy hain.Jab tak trader apni learning ko demo account pay use nahi kary ga woh apni learning se aha result hasil nahi kary ga es leye trader k leye zarori hai k woh apni lerning ko demo account pay use kary or jo mistake ho us se mazeed learning kar k un ko solve kary or practical and theory ko use karny se experience increase hoga.
      • #243 Collapse

        koi bhi business jis me ap ka thora bhut bhi theoritical knowledge na ho us ke bary me practical nahi ker sakty q ke jab tak hame us ki history he nahi pta hogi us me success krna bhut difficult task hy
        • #244 Collapse

          yes dear i 100 % agree with you only theory or practical is not enough for forex trading .... both are very essential .. BECAUSE forex is very complicated and tough and need more hard work
          • #245 Collapse

            business main koi theory zaroor nahin hey is main ham without therory ke he sirf theory aur na he sirf practical hota ha balkay haman is buisness main dono ko he ak sath main le kar agar hamari achi practice ho jaye demo par to phir hum is main practical achi trha..................
               
            • #246 Collapse

              i agree to this point .... forex ki field mayyy theory k sath sath prctical bht important hay .... jb tk hum theory ka prctical ni karay gay tb tk hamaray concepts clear ni hongay ... soo it is important k hum demo account par prctice kar k bht kuch seekhay
              • #247 Collapse

                G han friend you are right humain forex mai kamyaab hony k lye theory or practical dono ki zaroorat hoti means humain is ki learning or practice dono karna hoti hai aik b cheez agar hum miss karty karty hain dono mai sy to humain profit kabhi b nahi ho ga
                • #248 Collapse

                  I think its s bit of both. Theory aao websites se le sakty hain. Aap online tutorials se le sakty hain ya phir forum se hi seekh sakty hain but practical knowledge comes with experience which is the most difficult part because here u'll have to suffer losses too
                  • #249 Collapse

                    forex business main koi theory zaroor nahin hey is main ham without therory ke agar hamari achi practice ho jaye demo par to phir hum is main practical achi trha se work kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
                    • #250 Collapse

                      Yeah i am agree with your statement .... forex main sirf ek hi cheez kay base pay hum work nahi karty ... forex main knowledge and experience bohot maenay rakhta hai .... and theory + practice = knowledge , Knowledge + experience = success...
                      • #251 Collapse

                        gee han agar ap knowledge hasil karna chahte hain to ap ko theory or practical dono hi learn karni chahie kun ke theory se ap ko rules ka pta chalta hai or practical se ap ko work karne ka experience milta hai
                        • #252 Collapse

                          • #253 Collapse

                            mere khial se theory plus practical dono hi helpful sabit ho skte hain aik proper knowledge hasil krne k lye forex trading ki phir tb hi hum aik ache traders bn skte hain kion k hmein experience hasil hojata hai aur hum trading eaily krskte hain aur aik acha profit earn krskte hain.
                            • #254 Collapse

                              yes , that forex is a on e kinds of trdaingvmarekt that any pon ecan gam ein thsitget , if tjhey ver y ca gme i ntbsnop evry bkinds of ctaraimmarekt . i think taht forex is now veryb familara to allo obe y tne cepotsnte rte .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                I am totally agree with you kiun kay kisi bhi aik cheez ki base pe forex market me trading kay liay proper ready nahi ho sakty humen theory or practical ki help se hi knowledge milta hai or is knowledge ki base pe hum plan bana kar trading kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X