New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

    new member ko Forex trading mein trade lagane se pahle market ko acche se analysis karne ke bad hi ismein trade ko open karna chahie aur Hamesha kam lot size ka use karna chahie jab Ham ismein zyada lot size ka use karte hain to Hamen ismein kafi nuksan ho jata hai isliye Hamesha soch samajh Kar trading Karen jald bazi na Karen aur Forex trading ko behtarin tarike se join karne ke bad mehnat aur hardworking se he is business mein kamyabi ko mumkin banaya ja sakta hai Ham acchi earning apne experience or knowledge se Hi mumkin bana sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

      Dear bro MN apko ayah bhe batana chata hn k ap k pass on to the following file is scanned or faxed the form below to delete this message was sent to the same to you and your team is working on a daily ki aap jante Hain hum tum ny btya to aapko yah batana Chahta to the same to you brother of Ki Forex market and we will be in a new job is per the discussion of the year in a while or experience in the morning and will be open to the same 💞 to the same 💞 to the same to me your address and phone number u ye 🙂 or experience hasil Karen aur is per kam karte hain aur Forex ke bare mein acchi learning knowledge or experience hasil Karen aur is per kam karte
      • #18 Collapse

        Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

        Assalamualaikum.
        Dear Forex members.
        New member chahiye ke vah pahle Forex ke bare mein information knowledge aur experience Hasil Karen uske bad demo account per Jyada se Jyada practis Karen. Unko chahie Kya Kam sy kam 3 months tak demo account ko use Karen training karna sikhen account login karke trading start karen shukriya
        • #19 Collapse

          Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

          New member ko trade lagane se pahle experience and knowledge to increase karna hoga aur uske bad train lagani hogi agar new trader experience that rate gana padega to kabhi bhi achcha profit nahin Le payega isliye agar aap kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki demo account per jyada se jyada experience Kare jitna jyada aap namo account per kam karenge kuchh nahin jyada aapke pass wedding ke liye today experience aaega agar aap experience knowledge ke sath kam karenge to aap bahut jald kamyab Ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

            Jay Ho bahut Achcha Sawal kiya hai ke new members ko trading Karni chahie dinner Agar knew he was standing Karte Hain To vah Kabhi Bass Mein Kamyab Nahin Honge sabse pahle new members ko chahie ki vah sabse pahle Forex ki market trading ki market ko analysis karna sikhen Agar vah market analyses karna Sikh Jaate Hain To vah ismein Ek acchi trading kar sakte hain Agar vah ismein new hai aur aap ko unko ismein Achcha experience Nahin Hai ismein expertrating kar sakte Hamen acchi trading karne ke liye dam open ko follow karna hoga isliye usko chai kya hua trading demo account ko follow Karen usmein na Jyada Se Jyada time invest Karke Jyada Se Jyada mehnat Karen Taki aapko ismein experience or knowledge aur aap market method Karen aur aapko profit
            • #21 Collapse

              Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

              My dear friend assalamu alaikum ummid karta hun AP sab khairiyat se hongy new member ko chahie ki job offer exchange trading Karte Hain To sabse pahle unko chahie ke vah apni demo account per practis Karte Rahen Kyunki Jab vah demo account per apni trade lagane ka tarika Ka Raja Hun lete hain practice kar lete hain to Uske bad Jab aur real account aur kam Karte Hain To on Ke Liye Koi masla Nahin Hota Bal kyo Hamesha profit Aasan karte hain aur Junior members ko jaane ke new member jo bhi Aate Hain unko chahie ki job ko kam karen to sabse pahle kam se kam last charge Karen aur trading karte hue Kabhi lalach Na Karenforest ko join karte hain aur hamen trade lagane ke bare mein nahin pata hota to hamen chahie ki Ham apni senior se Mishra karne ke bad trade lagaen hamesha lot size mein trade ka start Le sake aapko kam se kam loss ho aur agar aapko yah lagta hai ki lot size mein hamen profit kam ho raha hai to is baat per focus Karen ki aapko profit ho raha hai last to nahin ho raha hai isliye beshak profit kam ho starting mein aise hi hota hai kam profit hi milta hai isliye kam profit-loss se behtar hai aur soch samajh Kar ped lagaen.
              • #22 Collapse

                Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap sab Sahi question poochha hai aap Logon Ne ke new member ko straight Kaise Lagani chahie new member Agar trade Lagane se pahle demo account ko use kar lenge to isase vo trading ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain Uske bad real account per trading Karke Achcha profit gain kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                  Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek ka hai Forex mein Main daily basis par trading karykram Forex me daily basis for trading Karenge tabhi Ham Kamyab Honge isliye Hamesha acche se aur Soch samajhkar trading Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                    New members ko pahle trading karne ke liye practice karni chahie vah demo account per practice Karen aur uske bad vah real account banane wala kaun per aaenge to tabhi vah kam yah bol sakte hain unke unke ghar mein kamyab hona hai to hamen demo counter practice karni hogi FIR hamen trading ke liye real account banana hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                      dear friend new member ko chahie ke pahle vah demo account per jyada se jyada practis Karen FIR usko trade lagane chahie ISI tarah se vah kamyab ho sakta hai aur agar vah without experience ke trade lagaega to uske trade loss mein rahegi usko bahut jyada loss ho sakta hai isliye new member ko chahie kya pahle apne experience ko increase Kare FIR trade lagaen
                      • #26 Collapse

                        Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                        New member ko apne senior se poochh kar FIR trade lagani chahie new member ko pahle demo account per acchi tarah se practis karni chahie aur trading lagana aur trading karna sikhana chahie jab mukmmal Sikh jaaye to uske bad apne senior se information lekar FIR trade lagaen apne senior se information liye bhagya aur acchi practis kiye bagair trade nahin lagani chahie aur agar koi insan bagair practice ke aur bhavya information liye trade lagaya jaega to vah Na kam hoga vah kabhi kamyab nahin ho sakta kyunki use Koi pata hi nahin hoga ki trade kaise lagani hai isiliye doston Dil lagakar mahine se kam Karen acchi practice Karen aur apne senior se information lete Rahe aur apne seniors ki information ke mutabik trade lagaen
                        • #27 Collapse

                          Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                          friends Forex mein new members ko chahie ke sabse pahle to Vo apna lot size kam se kam rakhen aur kyunki vah start kar rahe hote Hain to unhain chahie koi aisa pair choose kare jis per jyada risk Na Ho gold ko to vah bilkul bhi choose na Karen kyunki gold per bahut jyada Risk hai to vah handle nahin kar payenge aur start per job kar rahe hain to aapko Koi easy Pair Lena chahie jis per aap aasani se kam kar sakte ho aur apni trade lagane se pahle Apne senior se consult zrur Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                            Dear friend new members ko trading karne se pahle a trading ke bare mein learning join Karni chahie aur test knowledge join Karke trading start Karni chahie aur trading karne se pahle hamen Apne senior members se discussion kar leni chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                              Assalamu Alaikum their Forex member ummid Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam de rahi Honge der mein bahut Achcha question Kiya aap Logon Ne ki November ko trading ke rakhni chahie usko chahie ki vah Karen Kyon market Kona licence Karen related information Hasil Karen iske sath sath Khud Ko use Karen uske upar practis Karen demo account ke upar uh uh Kaun Ki Tarah tab jakar log bahut acche trader Ban Jaenge Uske bad Jab voting Karenge to Inshallah on a profit kya Suna Hoga aur vah Kamyab Ho jaenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                **New Member Ko Trade Kaise Lagani Chahiye: Ek Guide**
                                Forex trading ek dynamic aur fast-paced market hai jo beginners ke liye challenging ho sakta hai. Naye traders ko market ki volatility, risk management, aur trading strategies ko samajhne ke liye thodi guidance ki zaroorat hoti hai. Agar aap naye trader hain aur soch rahe hain ke trading kaise shuru ki jaye, to yeh post aapke liye hai. Aaj hum discuss karenge ke naye traders ko trade lagate waqt kin cheezon ka khayal rakhna chahiye.

                                **1. Basic Knowledge Aur Education**

                                Trading shuru karne se pehle, basic knowledge aur education zaroori hai. Forex market ki basics ko samajhna, jese currency pairs, pips, lot sizes, aur leverage ka use, trading ke fundamental concepts ko clear karna chahiye. Online courses, webinars, aur trading tutorials se seekhna ek accha start hai. Iske ilawa, trading books aur resources bhi aapki understanding ko enhance kar sakte hain.

                                **2. Demo Account Ka Use**

                                Trading start karne se pehle, demo account ka use karna beneficial hota hai. Demo account real market conditions ke saath trading practice karne ka mauka data hai bina real money ke risk ke. Isse aap market ke behavior ko samajh sakte hain, trading platforms ki functionality ko explore kar sakte hain, aur apni trading strategies ko test kar sakte hain.

                                **3. Trading Plan Aur Strategy**

                                Har trader ko ek trading plan aur strategy banani chahiye. Trading plan mein aapki trading goals, risk management rules, aur entry-exit criteria define kiye jaate hain. Strategy ke components, jese technical indicators, chart patterns, aur fundamental analysis, ko use karke aap market trends ko analyze kar sakte hain. Acha trading plan aapko disciplined aur focused rakhne mein madad karta hai.

                                **4. Risk Management**

                                Forex trading mein risk management critical hai. Risk management ke principles ko samajhna aur unka implementation zaroori hai. Stop loss aur take profit orders ko use kar ke aap apni losses ko control kar sakte hain aur profits ko secure kar sakte hain. Risk-reward ratio ko consider karna bhi important hai, jisse aapka potential reward aapke potential risk se zyada ho.

                                **5. Market Analysis**

                                Trading decisions lene ke liye market analysis zaroori hai. Technical analysis aur fundamental analysis dono ka use kar ke aap market trends aur price movements ko samajh sakte hain. Technical analysis mein chart patterns, indicators, aur price action ko analyze kiya jata hai, jabke fundamental analysis economic indicators aur news events ko study karta hai.

                                **6. Emotional Control**

                                Trading mein emotional control bhi bohot important hai. Market ki volatility aur trading losses aapko stress aur anxiety ka shikaar bana sakte hain. Emotional decision-making se bachne ke liye, apni trading plan ko follow karna aur disciplined rehna chahiye. Overtrading aur impulsive trades se bachne ke liye patience aur calmness zaroori hai.

                                **7. Continuous Learning**

                                Forex market constantly evolve hota hai, isliye continuous learning zaroori hai. Market trends, news events, aur trading strategies ke updates ko follow karna chahiye. Regularly trading journals maintain karna aur apni trading performance ko review karna bhi beneficial hai. Yeh aapko apni mistakes ko identify karne aur improve karne mein madad karta hai.

                                **Conclusion**

                                Naye traders ko forex trading start karte waqt basic knowledge, demo practice, trading plan, risk management, market analysis, emotional control, aur continuous learning ka khayal rakhna chahiye. In steps ko follow kar ke, aap market ke complexities ko better handle kar sakte hain aur successful trading journey ki taraf pehla kadam utha sakte hain. Trading ek skill hai jo practice aur patience ke sath develop hoti hai, isliye seekhne aur improvement ki process ko enjoy karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X