New memner ko trade kese lgany chahiyen@@
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New memner ko trade kese lgany chahiyen@@
    Asslam o alaikum
    kese hain ap sb log kheriat se hai
    G dear forex member new member ko ks trah trade lgany chahiyen unko kese pta lgay ga k trade ks trah se lgany r kia treeka kar hai iska
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

    Assalamu alaikum dear members new members hi hona chahie trade lagane se pahle hamesha senior se mashwara karne uske bad lagaen hamesha Jo trade lagaen vah small lot size ke sath lagaen tab Kya hoga loss ho jata hai to vah kam se kam ho lekin yah hoga aapke pass confidence level Hi Ho aapke pass experience show aapke pass knowledge Ho FIR aap log trade lagaen thank you Allah Hafiz
    • #3 Collapse

      Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders ko chahiay k woh forum pe posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariya پيغام ديکھيے
        Asslam o alaikum
        kese hain ap sb log kheriat se hai
        G dear forex member new member ko ks trah trade lgany chahiyen unko kese pta lgay ga k trade ks trah se lgany r kia treeka kar hai iska
        assalamualaikum dearfriends Ma ummed karta hun aap khairiyat se honge dear friend agar trading mein new interview hue Hain to hamen sabse pahle knowledge or experience install karna hoga agar hamare pass experience or knowledge Hoga to ham update acchi laga payenge to new member ko start mein chahie Goa senior care helpline aur uski madad se apne trade lagaen taki vah experience increased kaise Ki aurat apni trade acchi laga skata cues paida hasl hi
        • #5 Collapse

          Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

          new member ko Apne senior ko follow karke aur market ko acchi Tarah se analyse Karke fundamental a nice Karke technical analysis ki madad se trading company Karni chahie aur apne trade may indicate a small karna chahie kyon indicator hamen market ki movement ka bata deti hai jiski vajah se market mein ham profitable trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

            New member ke design ke vah Forex ke rules ko use kar rahe ho apni trade start karen aur Market ko acchi Tarah Se analyse Ki Nahin gram ko essay related information nahin hai to aap apne senior member ko follow Karen aur Humse helpline Forex trading firm tabhi aapko ji ka maja bhi Milegi Kyunki aapko Achcha experience increased ho jaega Forex trading se related
            • #7 Collapse

              Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

              new member ko chahie ki job offer exchange trading Karte Hain To sabse pahle unko chahie ke vah apni demo account per practis Karte Rahen Kyunki Jab vah demo account per apni trade lagane ka tarika Ka Raja Hun lete hain practice kar lete hain to Uske bad Jab aur real account aur kam Karte Hain To on Ke Liye Koi masla Nahin Hota Bal kyo Hamesha profit Aasan karte hain aur Junior members ko jaane ke new member jo bhi Aate Hain unko chahie ki job ko kam karen to sabse pahle kam se kam last charge Karen aur trading karte hue Kabhi lalach Na Karen
              • #8 Collapse

                Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariya پيغام ديکھيے
                Asslam o alaikum
                kese hain ap sb log kheriat se hai
                G dear forex member new member ko ks trah trade lgany chahiyen unko kese pta lgay ga k trade ks trah se lgany r kia treeka kar hai iska
                Assalamu alaikum jitne bhi new member jaen unko trade lagane se pahle forex ke bare mein jyada se jyada learning karni chahie aur kaun per iski practice karni chahie aur jab Bhi vo real account per Hain to unko very small lot size use karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                  aapane bahut acchi information mere sath share ki hai ki new members portrait kaise lagani chahie jab Ham forest ko join karte hain aur hamen trade lagane ke bare mein nahin pata hota to hamen chahie ki Ham apni senior se Mishra karne ke bad trade lagaen hamesha lot size mein trade ka start Le sake aapko kam se kam loss ho aur agar aapko yah lagta hai ki lot size mein hamen profit kam ho raha hai to is baat per focus Karen ki aapko profit ho raha hai last to nahin ho raha hai isliye beshak profit kam ho starting mein aise hi hota hai kam profit hi milta hai isliye kam profit-loss se behtar hai aur soch samajh Kar ped lagaen
                  • #10 Collapse

                    Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                    new members ko chaheay k ap mehnat krain aor dil lga k kam krain aor jb new members k pas ak bhut bara account aa jay to phr wo trading start krain q k choty account py trading ap ko bhut acha profit nahi deti . es k elawa ap ko chaheay k mehnat krain aor koshish krain k achy sty achy signal bna k trading krain q k ak bhi agar ghalat signal ko ap nu follow kr lia to ap ko nuksan ho sakta hy aor ap ka pora account wash ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                      New members ko trade open karne se pahle Apne knowledge mein izafa karna chahie acchi learning ke sath kam karna chahie naalige Hasil Karen experience Hasil Karen apni trading skills ko improve Karen aur practice Karen Jab Hua Tamam rules ko follow karna Jaan len sikhle on Uske bad unhen trading ki taraf Aana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                        Assalamu Alaikum dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex main acche earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha jo bhi new member aata hai usse trading ke bare mein acchi Tarah learning Hasil kar leni chahie aur Achcha experience aur knowledge bhi Hasil kar lena chahie FIR bad Mein vah trading Karen Varna pahle vah Achcha loss bhi Hasil ho sakta hai isiliye loss Se bachne Ke Liye Hamesha jo bhi new member rahata hai use chahie ki vah Iske bare mein acchi Tarah learning Karen aur Achcha experience Hasil Karen aur Market ki moment ko samjhe aur bad mein aur lot size bhi kam lagaen aur FIR bad Mein acchi trading ho sake gi Varna bad Mein use loss bhi ho sakta hai use isliye jo bhi Chahta Hai use Achcha profit ho to uske liye mehnat jaruri hai isiliye FIR milenge Khuda Hafiz
                        • #13 Collapse

                          Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                          ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders ko chahiay k woh forum pe posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur risky pairs se avoid karen aur currency pairs men trading aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                          • #14 Collapse

                            Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                            Good question dear friend new members ko sb se pehly to demo account pa practise karni chaye waha kuch larn karna chaye experience hasil karna chaye ka trading ki kesy jati hy phr os ka bd real account mn trading karni chaye or trade lagany se pehly trading ki market ko zror analysis karna chaye apny senior se help.leni chaye ir soch samajh ka trade lagani chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New memner ko trade kese lgany chahiyen@@

                              Dear Forex member Assalamu alaikum ummid Hai sab khairiyat se honge aaj humne jis topic per baat karni hai vah hai new member ko trading kaise Karni chahie girlfriend new member ko chahie kyon senior se help lagane ko kahin koi masla hota hai to vah senior se helpline talking unki unko guide kar sake bilkul scenes ko bhi chahie ki vah unke help Karen kyunki seniors is halat se hajar chuke hain agar aap kisi ke help karenge to kal koi aapke HAL karega thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X