zyada loss kis wajah se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: zyada loss kis wajah se hota hai

    Assalamu Alaikum dear members Main Karti hun aap khairiyat se Honge ji han Los Ki Sabse Badi vajah yah hai ki Ham soche samjhe trading per Laga rahe hain market market se pata nahin Hota Hamen markete siignals uska Pata Hona chahie ki market kahan kis time Upar niche Hoti Hai tab jakar Ham trading per lagaen Nahin to apna bonus wash Karva Baithe Hain Ki Sabse Badi mistake Hai Soch samajhkar trading Karen market ka analysis Karen Taki aapka bonus waste hone ke bad Jaaye aapko benefit the Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: zyada loss kis wajah se hota hai

      dear brother Jyada last ki vajah without understanding without learning without knowledge and information kam karna hai agar Hamare Paas market ki situations Aur fluctuations Ko understand karne ke liye Na Lage Aur skills Nahin Hai To Ham market Mein profitable trade nahin kar sakte aur Hamen loss ho jata hai Lo usse bachne ke liye Hamen market ko understand karna bahut jaruri hai
      • #63 Collapse

        Re: zyada loss kis wajah se hota hai

        Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Hamen Jyada lost Hamari apni mistakes ki vajah Se Hi Hamen hota hai Kyunki Ham account balance Se Jyada lot size use karte hain Jiski vajah se Hamara account was ho jata hai yah Hamen loss hota hai isliye Hamen chahie ki Hamesha lot size account balance ke hisab se Rakhenge account balance kab Nahin Rakhe To Hamen Achcha fayda Hoga Rakshita Mujhe Milegi isliye Hamesha lot size account balance ke hisab Se Kam Nahin hoga
        • #64 Collapse

          Re: zyada loss kis wajah se hota hai

          Salam
          Hamain hamesha apna mind ak he point par rakna chahye k jb b market peek point par jay to hamain wahen par trading start karni chahye jb b hum is ko nazar andaz karain gy to hamain hamesha loss ho ga hum aisy he dhram se trading main hissa ne le sagty phely market ko sahe se dakhna chahye phr ja kar trading shoru karni chahye zaida loss ke or b wajohat hain jis se loss hota hy market b baghair analysis kiye kabhi trading na karain
          • #65 Collapse

            Re: zyada loss kis wajah se hota hai

            ji han Jyada loss Hamen hamari hi galti hone ki vajah se hota hai Ham market kacche tarike se analyse kiye bagair field laga lete Hain uska vajah se Hamen ho sakte hain yah Hamen trade ke bare mein koi experience nahin hota To Hamen loss ho sakta hai bahut hi vajah hai jo ki loss ko hone Mein help Ho jaati Hai lekin Hamen chahie ki Ham loss ko record karne ki bhi koshish karenKyunki jis bhi vajah se Hamen loss hota hai usse Hamen bahut jyada loss ho raha hota hai aur ham apna profit and kar sakte hain na hi koi trade nikal sakte hain Ham Jyada Se Jyada acche tarike se market ko analyse karke knowledge Hasil karne ke bad hi trade lagaen To Hamen loss nahin hoga
            • #66 Collapse

              Re: zyada loss kis wajah se hota hai

              zeada loss jo hota hi ham ko es lia ni hota hi ku ka es amin ham jb bhe kama jo hi karty hain to asa mian ham ko bht he acha sa faida ya bhe hota hi to soo es ka sath he sath ham a es amin jb bhe analysis akrian os ka bad marekt ka sath he acha sa faida he hasal ho skata hi
              • #67 Collapse

                Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                Loss Hony ke pechy aap ka Bhoat See waja ho sakti hai is lia ap ko mahnat or lagan Sa Kam karny ka Sath rules ko bhe BHoat Zada ehmiyat dyna Ho ge jaab ap mrket mainRules Ko bhe achy say Follow karein gay toh he kamyabe hasil karna bhe ap ka Lia Asan ho sakta hai is lia ap ko kam karty hoay in bato ka Khyal karna Lazmi ha ka ap Sirf Knowledge ka use kar ka kamyab Trader nahi ban sakty hain aap ko knowledge ka sath sath rules ko bhe Follow karna Lazmi hai kamyabe Tab he Mumkin ho sakti hai or ap Successful ho sakty hain.
                "Successful investing takes time, discipline and patience.”
                Bitcoiner!
                • #68 Collapse

                  Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                  Zeyada loss kia wajah se hota hi hame zeyada loss hone Ke Bari wajah hmari mistakes or knowledge ka na hona hi hmare pas knowledge jab Kam karne ke bare ni ho ga to ham Kam ko kese Karen gay Kam tab hota hi jab ap Kam ko learn karte hen kam ko learn kye bager kam achay ni hota or Kam men ager quality na hi to us Kam men apko acha bonus ni milta bonus acha ho ga ham ache trading karen gay margen hota hi to ham koi trade karte hen margen ache na ho ham trade kese kren gay is lye best strategy ke sath kam Karen or Kam men apna experience bnae jab apko Kam ke bare experience ho jae ga PHR ja Kar ham kamyab hon gay or faida hasil karen gay loss ho jae to us men jald bazi na kren jald bazi karne ke wajah se ham se Jo Kam ho Raha hota hi wo bhe ni ho pata is lye Kam ko Aram se Karen take apko Kam men loss bye na ho or ap ka wakt bye zaya na hi time ka khyal rakha Karen take apkay time waste na ho or achay benefit mil sake
                  • #69 Collapse

                    Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                    Jyadatar loss ki vajah jaldi Badi aur lalach hoti hai jo log Forex form ko Soch Samajh Ke is mein baat nahin Karte aur ismein mehnat Nahin Karte aur lalach karte hain aur jald Baazi se kam karte hain Subah ke sath Kam Nahin Karte aur emotional hokar kam karte hain Vahi log jyadatar borok Mein loss Ho uthate Hain Agar ham loss se bachna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Pakistan Forex form mein jaldbazi ke sath work na Karen aur Sabar ke sath kam Karen aur mehnat Karte Rahe Himmat na Hare confidence ke sath Baat Karen
                    • #70 Collapse

                      Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                      sometimes agar aap logon ko accha profit ho raha hai to most of the times aap logon ko yahan per achcha nuksan bhi hona shuru ho sakta hai aapane koshish karni hai ki hamesha donon situations ke liye prepare Rahe acchi quality wale kam ke upar focus Karen aur hamesha money management ko follow karte hue market general trading karna shuru kar de jab aap log aise kam karenge to aap ko kabhi bhi nuksan nahin hoga hamesha floating profit aana shuru ho jaega
                      • #71 Collapse

                        Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                        Ziyda loss ki vajah se kam theek Nahin Hota kam kharab ho jata hai To Hamen Yad Aloft Se Achcha hai ki kam profit per hi apni trade ko close karne nuksan aapko kamyabi Nahin deta nuksan se aapko kamyabi Hansi Nahin Hoti Nahin aap ek acchi tarike se Kamyab tradable sakte ho Nahin aap ek Kamyab Insan Ban sakte ho
                        • #72 Collapse

                          Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                          Jiada loss Hamari laparvahi ki vajah se hota hai agar Ham laparvahi ke sath kam Karenge To Hamen as Mein Hamesha loss hi Hasil Hoga isiliye Hamen Agar Apne loss ko control Mein Rakhna Hai To Dava Jo Dena Ho Geeta Ke Acche result Hasil kar sake aur acche result Hasil karne ki koshish karen tabhi Hamen acchi kamyabi Ho Sal
                          • #73 Collapse

                            Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                            Assalam o alaikum dear forex friends hamen ziada loss us time hota hai jab ham bahut ziada jaldi karte hain sabar se kam nhi lete and 2nd hamare ziada lalich ki waja se bhi hamen bahut ziada loss ho jata hai aur 3rd jab ham market ko analyse nhi karte tab bhi hamen loss hota hai and 4th jab hamare pass knowledge bhi nhi hota aur experience bhi nhi hota aur ham trading karte hain to hamen bahut ziada loss ho jata hai
                            • #74 Collapse

                              Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                              Assalam o alaikum forex main zyda loss hamain isliye hota hai ham forex trading main soch samajhkar kam nhi karte aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach karte hain aur acha forex trading soch samajh Kar ka karege aur trading karte waqt kam lot size ka use karege aur market k rules ko follow karege aur market ki movement ko dekhkar trading karege to Ham loss se bach saktay hain aur acha profit hasil kar sakte hain zyda loss hamari apni mistake ki wajah se hota hai agar Ham forex trading main jaldbazi aur lalach nhi karenge aur hamesha sabar aur himmat aur hosly k sath kam karege to Ham zarur successful ho saktay aur achi earning hasil kar sakte hain aur agar Ham forex trading main mehnat se Kam nhi karenge aur zyda lot size ka use karege aur market ki movement Ko nhi samjhe ge aur market k rules ko follow nhi karenge to Ham trading main kamyabi hasil nhi kar saktay hain aur hamain zyda loss ho sakta aur agar Ham zyda loss se bachna chahte hain to hamain chahiye k hamesha soch samajhkar mehnat k hardworking k sath kam kare aur jaldbazi se kam na kare to Ham loss se bach saktay hain aur acha profit hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                                Assalamu Alaikum dear Forex friends kya aap ko Maloom Hai Ki aapko Itna zyada loss Kyon Hota Hai Kyunki Jab aap Pak Forex per Apne Puri taaja ke sath work Nahin karte aur Apna work complete Nahin karte aur Apna work made Mein Hi Chhor Dete Hain To aapko profit hone ki jagah loss hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X