zyada loss kis wajah se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zyada loss kis wajah se hota hai
    market mein jyada nuksan Hamari apni Galti hone ki vajah Se Hota Hai Jab Ham market ke signal ko theek se nahin samajhte tab Hamen Apna account wash kar dete hain aur apni account wash ke Kariye Ham na to open kar sakte naahi market Mein Ek Achcha fayda Hasil kar sakte hain To Yahi Hamari Chhoti Chhoti Galti Nahin Hamen nuksan De Jaati Hain
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zyada loss kis wajah se hota hai

    dear Forex member aapane achcha topic discuss Kiya ke humko jyada last kis wajah se hota hai dear hamara jyada last hamari apni mistakes ki vajah se hota hai humko Jo Forex trading mein Apne rolls ko follow karke trading Karni chahie ham UN rules ko follow Nahin karte to hamen is main loss hota hai real Forex member agar ham apni trading karne se pahle apni market ke friend ko acche tarike se read karte hain aur apne market ki analyse acche tarike se karte Hain to ismein ham apni successful trading ka sakte hain ISI ke alava dear Forex member hamara sabse Jo badi main reason hai hamare Forex Me uski vah hamari lot size Ki selection b ha.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • #3 Collapse

      Re: zyada loss kis wajah se hota hai

      Assalam o Alaikum dear forex friends
      Friends asal mn aap ko loss is waja sa hata ha kuhn ka aap mind sa trading nahn karta. Aap dill sa trading karta hn. Aap people ki baat ko suin kar trading karta ho. Lakin aap kuhn ka market ko analyse nahn karta ho. Is liya aap ko loss hata ha.
      Allah Haffiz!
      • #4 Collapse

        Re: zyada loss kis wajah se hota hai

        dear dosto loss honay ki chand ik wajoohat hain
        1. nakafi forex trading ka ilam
        2. kam experience
        3. lalaach mai ah kr account ko double krnay kay chakar mai trading krna
        4. overtrading krna
        5. risk management aur risk reward ration ko nazar andaz krna
        • #5 Collapse

          Re: zyada loss kis wajah se hota hai

          Forex mein loss ki sabse bari wajah ji hai ki experience ka kam Hona aur knowledge ka kam Hona agar aap experience ke sath work karenge trading acchi Tarah se work ksre ge aap trading par learning Karen tab aapko loss Nahin aaega hamesha Apne work ko achcha tab kar sakte hain jab apni e word ko acchi Tarah jagne ki work kaise karna hai trading kaise karni hai spne work ko mukmmal Forex per trading karna se kahenge to aapko achcha profit milega isliye jyada minut Karen Forex per apna Kam khud Karen aur apne experience ko check Karen aur knowledge share Karen aur proper time Diya Forex ho aur mehnat karenge tab aap kamyab ho jaenge
          • #6 Collapse

            Re: zyada loss kis wajah se hota hai

            jyada loss ki badi wja Hoti hai overtrading Hoti hai jb money management ni krty tou loss hi uthaty hn Nahin karte jyada lot size use karte hain gambling karte hain aur jyada profit ki lalach mein ham kam karte Hain to iski vajah se ham account ko sirf Nahin Rakh sakte aur sabse jyada hamen sirf orchestra chahie aur mehnat kar kam karna chahie otherwise money marriage make a burger ham karenge to hamara loss hi hoga
            • #7 Collapse

              Re: zyada loss kis wajah se hota hai

              Hi friends read karte waqt jyada log samay use waqt hote Hain jab ham market ko analyse kiye bagair trade laga dete Hain kyunki hamen market ka pata nahin hota isliye Mari trade last mein chali jaati hai aur hamen kafi Sare nuksan Ka samna karna padta hai isliye Mera much paraayaa hai ki aap trade lagane se pahle market ko acchi Tarah analyse Karen aur Soch samajhkar trade lagaen
              • #8 Collapse

                Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                dear kya aapko nahin pata kaise Dala kis wajah se hota hai jyada last hamari galti hamari mistake ki vajah se hi hota hai aap kya samajhte hain bhi nahin pata sabko pata hai guitar class kis wajah se hota hai jab Ham apne experience mein ko taiyar karte hain ya nahin Ham nagin karte hain experience ko dusron ko sindoor ko follow karte hain tab Ham bhi game kar rahe hote hain na kuchh to ismein hamara jyada last bhi ho jaaye to hamen jyada profit bhi ho jaaye to use per kuchh fayda nahin hota
                • #9 Collapse

                  Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                  forex pay loss apni mistakes ki waja say hota hai forex aek bahot he acha online business hai jis pay earning karna bahot he asan hai forex pay achi earning kay lia learning ka acha hona be bahot zarori hai forex pay kamyabi hasil karnay kay lia experience or knowledge ka acha hona bahot zarori hai forex pay time or age ki koi limit nahi hoti kese be age kay logh kan kar kay earning kar saktay hain forex pay posting aghar cofidance kay sath ki jay ghi to mistakes kay chances bahot he kam hotay hain forex students kay bahot he best hai students apnay free time pay forex pay kam kar achi earnig kar saktay hain forex pay acha bonus hasil karnay kay lia experience ka hona bahot zarori hai forex pay loss kay chances bahot kam hotay hain ese lia ye sab say best online business hai forex pay loss dosron ki post ko copy paste karnay say be loss hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                    Assalamu alaikum dear Forex members Forex ma jyada loss aapko apni lalch ki vajah se milati hai jis ma aap jitni jyada lalchi banenge utani jyada aapko nuksan uthana parta hai isliye aap jab kabhi trade karen to jaldbazi na Karen na hi lalchi banai a relax hokar apne trade karen to aapko jarur profit Mily gii
                    • #11 Collapse

                      Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                      Dear friends jyada loss hamen overconfidence ki vajah se ya FIR hamari less concentration ki vajah se hai Hota hai sometimes hm double minded ho jaate Hain sometimes some lalach mein a jaate Hain to lalach bhi bahut buri Bala hai to kafi Sare factors hai jo hamare loss ke andar mein bal hote Hain to hamen chahie ham concentration ke sath Apne hard work ke sath apni ful mehnat ke sath kam Karen jyada se jyada concentrate Karen jyada se jyada 4x ko time de is ham jyada se jyada kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                        Asalamu Alaikum.
                        Loss ki sub say bari waja galat emotions hai jesay lalach , jaldbazi , bysabari. Dusri main waja hain capital k against zarurt say zayda trade open karna bari lot size use karna . 3rd and most important reason jis ki waja say mostly account wash hoty hain. Wo hain Stop loss use nahi karna
                        • #13 Collapse

                          Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                          ziada loss aksr hmen jaldbazi krnu ki wja s bhi ata h qk hm soch smjh ktrade ni krty hm emotions m aa k apna loss kr bethty hn r dosra loss any ki wja ye bhi h k aksr log lalach m aa jaty hn profit.kamaty hui wo bhol jaty market kb down ho rhi to is wja s wo loss.m chly jaty hn r analysis k bgair trading bhi loss ka sabab bnti h
                          • #14 Collapse

                            Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                            , assalamu alaikum my dear friend ummid karta hun kya aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe Honge aur kamyabi Cobra Muqaddar bana rahe Honge ji Hamen Jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapke paas hai agar inke Jyada lost kis wajah se hota hai ja Dal aur aaj aapki apni galti ki vajah Se Hota Hai Jab aap Jyada lot size kar lete hain ya Pila large kar lete hain to Usi Ki vajah se aapko Jyada loss hota hai aapko chahie ki aap apni Chhoti Se Chhoti Galti ko bhi ignore mat Karen trading ke dauran agar aap apni Chhoti Se Chhoti hoti ko bhi ignore Karte Hain To aap kabhi bhi achcha reader Nahin Ban Sakte Achcha trader banne ke liye aapko apni Chhoti Se Chhoti Galti ko bhi theek karna hoga isliye Jyada loss Hamesha aap ki lalach galat time paint Re aur Big Lot size ki vajah se hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: zyada loss kis wajah se hota hai

                              Dear members,
                              Umeed hai sb friends khariat sy ho gy jesy k bhai ny kaha k forex trading m apko ziada loss is liay hota hai q k guys ap marketing k knowledge hasil ni krty or na hi ap markeet k halat ko dykhty hai bs trading start kr dyty hai to apko loss hi hona hai.
                              Is liay loss sy bchny k liay zrori hai k ap markeeting ka ziada sy ziada knowledge haail kry or apna experience increase kry ta k apko acha bounce milly or life style change kr sgy agr apka marketing m experience ziada sy ziada hoga to loss b kam sy kam hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X