Trade Lagane se pahle market Dekhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

    Assalam walekum ummid hai ki aap sab khairiyat se HongeJi han doston aap bilkul sahi baat kar rahe hain agar aap market mein trade open karna lag jaate Hain to aapko trade open karne se pahle market to acchi Tarah se analyse karna hoga aur market ki movement ko dekhna hokar market ke situation ko samajhna Hoga market mein technical analysis Karke trading Karni hogi tabhi are profitable trading kar payenge aur aap Kamyab ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

      Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut acchi post share ki hy apne k iss forum p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn aur apni family ko support kr skty hn
      Duniya mein Koi bhi kam karte hain usmein kamyabi hasil krne k liye zruri hy mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn acchi quality ka kaam kren dil lga kr kaam kren
      • #78 Collapse

        Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

        Aslamoalikum forex ki public umeed hai sab khariyat cy ho gy g bilkul sahi bat hai hum jab bhi trade lagye hume ek dafa market ka analysis zaror karna chaye kyn k market up and down hoti rehti hai jb ap market ko follow kar k trade lagae gy to ap kamiyaab ho gy warna phr nuksan uthaa sakty hain
        • #79 Collapse

          Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

          Assalam walekum kya hal hain doston mein karta hun Santosh ka Kaise Honge Gyan doston trade Lagane se pahle market ko dekhna chahie ki kaun si market kis Taraf Hai Log qualities trading co acchi tarike se ab Jab Karen Kyunki usmein chance hote hain movement kya to aap movement ko samajhne ki koshish karen recommended practice practice makes a man perfect hote hain agar aap acche tarike se practice Karenge to aap acche Businessman Ban sakte hain to Inshallah aap koshish karen aapke sath Achcha Hoga aur aap dusre Logon Ko bataen ki Kis Tarah Se Hamen ki hai
          • #80 Collapse

            Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

            Hi all members hope you are all doing great main aapko yah batana chahti Hun Ki aapane Jab Bhi market Mein trade ko enter karvana Hai To usse pahle aapko chahie ki market kosara analysis Karen market ki movements ko Dekhen aap ko chahie kya trends ko follow Karen ki kaun sa trend uptrend kya hai downtrend kya chal raha hai Jab aap market ka analysis kar lenge to Uske bad aapne Ek Achcha entry point Talash karna hai aur jab aap ek Achcha entry point Talash kar lenge to Uske bad aapko chahie ki apni trade ke upar stop loss lagakar usko market ke andar use acche point se inter karvayen so that Jab aapko Pahle Se market ki movement Ka Pata hoga to aapko Idea Hoga Ki Aaya ki aapki yah trade lost Mein Jayegi ya profit Mein Jayegi Agar stop loss Lagane ke bad trade loss Mein Chali bhi Jaaye to aap ka account balance wash Nahin Hota aap use loss ko recover kar sakte ho
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #81 Collapse

              Re: Trade Lagane se pahle market Dekhen

              Ji bilkul aapki baat bilkul theek hai main aapke pass Sach rahi hun ki train lagane se pahle hamesha market ko dekhen market ko check Karen market kuchh analyse Karen market cap sentence ko dekhen market ki movement ko dekhen agar aap yah sab acche se analyse kar sakte hain to ab kabhi bhi trading mein nakam nahin ho sakte aapki trading kamyab hogi lekin agar aap mehnat nahin karte ab market per acche se nahin jante uske ab sentence ko nahin check karte to ab kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte market mein trade lagane se pahle market ko acche se a check karna chahie analyse karke hi apni trade lagani chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X