tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

    G han forex trading men jo log loss ki waja se tension letey hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ka mukabla karen aur phir loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

      Hanji bilkul tension Lene se tension khatm Nahin Ho Jaati Hai Agar Hamara trading Mein loss a Raha Hai To Hamen tension Nahin leni chahie Bhul Ke apni planning aur strategy ko use karte hue Apna experience badhane ke liye Forex ko time Dena chahie Forex Ek bahut hi Achcha business hai agar Ham ismein Dil Laga kar kam Karte Hain To Ham Kamyab Ho Jaate Hain aur Agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen chahie ke Ham Forex ko time Den aur tension Na Le aur Kyon Ke tension Khatam nahi hoti jitni bhi tension Lenge Hamen hard work Jari rakhni chahie
      • #18 Collapse

        Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

        Good night for access user Pakistan tension Lene se tension Khatam nahi hoti Milke tension Khatam use Waqt Hoti Hai Jab aap Achcha profit kamate hain aur Achcha profit kamane ke liye aapko behtarin aur Allah quality ka kam karna hoga Jani Ala quality ke posting Karni Honge jisse aapko behtarin bonus Forex Farhan karta hai aur is bonus Kesariya aap international market Mein trading karte hain jisse aapko loss or profit donon ka chance Hote Hain Jo log akalmandi ke sath aur behtarin experience ke sath aur Market ke analysis ke sath kam karte hain vah bataen profit Hasil karte hain aur Yahi profit aapke Tamam tension Dur kar deta hai tension Lena Apne aapke sath jaati hai aur apne kaam mein rukawat Paida karna
        • #19 Collapse

          Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

          Asslam o Alaikum,
          Zndgi mein utar chrhao aty rehty hain lekin insan ko chahye k woh unko face kry aur unko bhol k agy ki taraf chaly kiun beeti hui batein yad kr k khud ko azyiat hi day skty hain isi trha agr aik trade mein loss ho jata hai to tension nahi leni chahye balke us say sabaq hasil kr k aur trade krni chahye aur better krni chahye aur better result mily apko. Thanks
          • #20 Collapse

            Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

            Assalamu alaikum dear members tension lene se tension khatm nahin hoti to kabhi bhi tension Na Le relax hokar kam Karen agar last ho jata hai then go for hard work gain knowledge replan your plans then you will be succeed so avoid from tensions be relaxed tension lenge to tension badhti jayegi isliye kabhi bhi tension Na Le achcha kam Karen aap succeed Ho jaenge thank u Allah Hafiz
            • #21 Collapse

              Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

              ji han amzeed ziyada ho jati hay
              • #22 Collapse

                Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                kbhi kbhi aosa ho jata hay
                • #23 Collapse

                  Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                  Aapane bilkul theek kaha hai ki trade karte ho kabhi bhi tension Nahin leni chahie Kyunki Aisa karne se aapka confidence hota hai aur jab aapko confidence loose hota hai to isase aapko loss ke chances bahut jyada badh Jaate Hain aapko Ek Baat Ko Hamesha Jahan Mein Rakhna chahie kya aapko profit Hamesha aap kya Nalayak chauki bhej per hota hai aur aapka analyser Jitna Achcha Hoga aapko Itna Jyada profit Hasil hone ka chance Hoga isliye kabhi bhi Pareshan Na Ho Aur Hamesha apne aap ko confidence mein rakhen aap Jab trade open Karle do Uske bad tension Na De aapko wait karna chahie kya aapki trade profit Mein Jaaye agar aap trade ko profit Mein jaane ka vate Nahin Karte to aap kabhi bhi kam Yad Nahin Sakte Kabhi Ilaaj na Karen Soch Samajh Kar kam Karen acche tarike se kam Karenge to aapko bahut jyada fayda hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                    bilkul sahi baat ki hai aapane hamen chahie ki ham ismein main to aur acche tarike se kam ko Kiya Karen tum jakar hi to aap ismein kamyab ho jaate Hain agar aap ismein tour acche se kam ko kar lete hain to aapko yahan jyada mein net Nahin karni padati hai bolkar aap ismein to kamyab ho jaate Hain to bus isliye hamen bhi chahie ki ham bhi ismein kamyab hone ke liye acche se kam Kiya gaya tha ki hamen yahan kuchh Na kuchh hasil ho chuke hum itna jyada ismein mehnat aur acche the kaise kam kar lete hain yahan se kuch na kuch mil jata hai aur ham bhi ho jaate Hain chha jaate Hain
                    • #25 Collapse

                      Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                      Aslam o alikum my dear ferinds omed hai ka ap sb thek thak ho gy my dear ji han.
                      trading karty hovy jab bhe ap ko loss hota ha ap log bahut he zeyada tenshan le jaty han or apny jazbat par kabo nhe kar paty han jo ka galt bat ha or is waja sa ap ko or nuksan hota ha kun ka asi halt main ap ko samjh nhe ati ha ka ap na karna kaya ha to ap na sakoon sa kam karna ha or apni physology ko set karna ha ok thanks my dear ferinds.
                      • #26 Collapse

                        Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                        Ji aapane bilkul theek ka hai tension Lene Se Hamare tension khatm Nahin Ho Jaati pal ke Ham Masjid Apne sehat Ko kharab kar lete hain isliye Hamen tension bilkul bhi nahin leni chahie balke Apne kam ko mehnat ke sath karna chahie tha ki Hamen Apne kam ko acche tarike se kar sake Hamen Kabhi Bhi Apne Karm ki vajah se tension Nahin leni chahie bol ke Hamen Apne kam ko Hamesha Sabha ke sath karna chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye to main bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie Nahin Hamen Himmat Harne chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                          Je jab loss hu jy tu bare dil k malik bany na k tension le ky apny apko bhut emotional kr lrin q k yahan loss bi huta or profit bhi huta hai chiye eoh kam miqdar mai hu yh wash miqdar mai q k yh tu hissa hai k trading k business ka isliye hammy assa ni krna chiye balky achy andaaz k sth apna area kaam krna chiye takky agy ja k ham apni galtioun ko sari ko sudhaar skky or phir success ko le skky
                          • #28 Collapse

                            Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                            Assalamu alaikum hamen tension bilkul Nahin chahie kyunki jab tension mein dhandha kam karte Hain to sab kam hote Hain aur kaam ko acche tarike se insan nahin kar pata isliye hamen chahie agar ham quality work karna chahte hain to hamen bilkul tension free mind ke sath bar karna chahie Forex mein to yah bahut jaruri hai ki aap ka mantra sunna chahie on tension free Hona chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                              Tension insan ke dimag per stress banati hai aur Forex mistress Lene se hamesha las hota hai jab ham las karte hain to use glass se hamare din mind per status hota hai jis vajah se ham use recover karne mein bahut jyada jaldi karte hain aur jaldi karne ki vajah se ham aur jyada last karte hain Forex mein sabse jyada last karne ki badi vajah yahi hai kilo apna lash recover karne ke liye jaldbazi karte hain aur is vajah se aur jyada las karte hain isliye las hamesha hamen money management ke sath recover karna chahie aur apne account ki balance ko dekhkar las recover karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: tenshan leny sa tenshan khatam nhe ho jati ha

                                Slaam dear friend aapki bat bilkul thek hai k jab hum trading krty hain to hum tenshn b lety hain humari trade jab loss main jati hai to aik dam sy humara dil muthi main aa jata hai or hum boht zyada prshan ho jaty hain lakin pershani ka hal prshani sy to nai niklta humary tenshn main aa jany sy tenshn door to nai ho jati es liye koshiah kren k thamul sy kam laen or apny aapko cool minded person bnayen tenshion ko apny pas b na any den

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X