Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    hangi,bilkul sahi bat hai, trading kerny se pehly hi ap ko soch lena chaheiy ,or planing kerni chahiey, q k ap jab bina kisi planning k trading kertyu hein wo akser loss hi kerty hien,ager ap bhi loss se bachna chahty hei,planning zroori hai,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      dear bilkul ap ne ak bahut acha question kia hy wo is lie ke jab bhi ap koi business start karen ta ke ap ko chahye ke ap achi tarah soch lain ta ke ap ko bad main kisi kism ki tension na ho
      • #948 Collapse

        assalamu alaikum, my all friends ye kaam nihait hi aasaan he aap bulkul na ghabraen Q ke jo bhi kaam choro karo to tawakkal allah par rakhen insha allah aap bilkul profit hi karen ge Q ke me pishle 2saal se ye kaam kar raha hon or me apne doston ko bhi isi kaam ka mashorah de ta hon aap pareshaan na hon, wassalaam
        • #949 Collapse

          jee sir i agree with you kay forex is not an easy business balkay ye bohut risky business hai isko karne se pehle sikhna parta hai aur sikhne kay liye hardworking aur demand ki hai ziada se ziada practice karni parti hai patience hokar kar work karna hoga aur greed se avoid karna hoga ,agar aap ye sab kar sakte ho to join karna warna phr baad may maat afsos karna join it carefully
          • #950 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
            Dear traders forex jo k aik bohat acha business hai laikan es ko start karne se pehle chand baatain achi tarah soch samj leni chahiye k ye inta asan kam nhi,hardworking demand karta hai,ziada se ziada practice mangta hai,patience mangta hai aur greed se avoid karne ki demand karta hai.agar ap ye kar sakty hain to start karain wana baad mein afsoos karny ka koi faida nhi.kia khayal hai ap ka?
            yes you are absolutely right i am totally agree with you that i think initially we should not invest because we do not have complete knowledge about Forex trading so we can start Forex trading with demo account because in Forex trading there is high profit and high loss if you invest without knowing about forex trading then you may have to suffer from loss.
            • #951 Collapse

              Dear ge bhaio meray khyal me aap sahi keh rahe hai q ke agar aap froex market me ye soch rahe hon ge ke is me sirf profit hai to ye aap ke galat fahmi hai q ke forex me aap ko bohat kum waqat me aap ko zyada earning ker ke deta hai lakinaap ko is baat ka bhe ilam hona chaye ke aap ko forex bohat kum waqat me bohat zyada loss bhe de sakta hi magar meray khyal me agar aap kum profit per khuch hai to aap ache trader ban saktay ho.
              • #952 Collapse

                bhai jan aap na theak kaha is kam ko karnay sa pehlay sochna chahiay koi b kam ho usay soch samaj kar karna chahiay ye earning hai is ma aap ki soch ko b dakha jata hai or aap k mind ko b isay start karnay sa pehlay aap ko sochna bohat zaroori hai g
                • #953 Collapse

                  dear bro etna mushikl bhi nahi jtna ap soch rahai per bate sari knowledge or experience ki hai forex business ma agr ap achay trader hai then ap ko acha profit ho ga or ap achi se lote bhi otha kr acha profit otha skye hai es business se
                  • #954 Collapse

                    I am continue to learn of forex trade business, I am always want to looking for any things related of forex market which can give me some knowledge about forex trading business, and have hope some days i can increase my profits in my forex trading.
                     
                    • #955 Collapse

                      g ap na bohat he ache bat kahe ha k forex ma anay sa phlay soch lina cahea hay k ham ko is ma ak limit ma rhna ha.apnay jazbat ko apnay kabo ma rakhna hay.or lalach nahe karni ha to ham ko is ma kamyabi hi kamyabi ha.
                      • #956 Collapse

                        forex maina aya se pehel apko demo per kaamkerna huag keu k yehi wo hai jis per ap apen pawo per kharay hute hian,.iss leye ,ere bhai demo per seekhanachi baat hai.,
                        • #957 Collapse

                          yes dear ap saye baat keh rhy hai ....forex trading main samajta ho sub start kry .......ha riski zrore hai pr namumkin nai .....so es lye trader ko chahiye sub se pehly mehnat,exprience zayada khasil krny ki koshish and greed nai krna.
                          • #958 Collapse

                            ji ap ne bilkul sahi kaha hai humy phly sochna chahye ka hum iss main hard work kar skaty hai ya nahi humy iss business ko phly achy se sikhna ho ga phr iss main se hum kuch earn kar saktyhain. ye asan business nhi hai phly humy bht practice aur learning ki zarorat ho gi.
                            • #959 Collapse

                              When you want to start forex trading, you have to be committed, and having enough knowledge about the market trend. If you are trading without market analysis, you will face to lose. So be careful when you started trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Forex trading aik eisa karobar he jis min aik bar hum himat har gaye to phir hum gaye es lei jab bhi hum ye karobar start karin to hum pehle sari tiyari kar lin aur dimaghi toor pe bhi khud ko loss aur profit dono k lei prepare kar lin. Phir hum jab es karobar min enter hon to hum es karobar min loss leine ki sorat min bhi es karobar ko jari rakhin agar aik bar hum ne himat har di to hum es karobar se phir faida nahi utha sakte hin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X