Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Ji haan bilkul bhai forex aik bht hi risky business ha isme earning fixed nahi hoti hai balke jo zada mahnat kare ga practice kare ga usi ko profit mile ga aur is business ma ye nahi ha k har waqt profit hi ho loss bhi ho sakhta ha so pehle ache se souch lain phir investment karain apni
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      g bilkul ma apki bat sa agree hon forex koi jado nahi k ap na join kiya or rato rat ameer ban ga forex k rules han baki jobs ki tarah yah aap khod seakhtay ho or apna loss and profit k khod zimadar hota ho. apko zarorat hoti hai achi learning ki forex pa trade lagnay sa pahla achitarah soch lena chaye ager hum hard work nahi karain ga achi tarah nahi seakhain ga to nuksan k zimadar hum khod honga
      • #573 Collapse

        Forex is a good currency business.forex start karne se pahle hamen ye soch lena chaye k ham jo invesmnt kar rahe hain us mai ya to profit hosakta hai ya to loos hosakta hai hamen zada se zada hard wrking ki zarurat.good luck.............................................. ...........
        • #574 Collapse

          g han forex trading business ko join karny say pehly soch lena chahye q kay ye boht difficuly or risky business hay es main hard work karna parta hay jo hard work kary ga wohi kamyab ho ga lakin jis ko es business main earnng ka fun aa gia wo sari zindgi es ko chorna nhi chahye ga ye kamal ka business hay
          • #575 Collapse

            Hum forex me earning ko dekh kar isko join tu kar lety hain magar is earning kay liay bhi humen kuch efforts karni hoti hain otherwise humen losses ka samna hi karna parta hai. Forex market ko rules kay hisab se or trend kay hisab se learn kia jana chahaiy or koshsih karni chahiay kay higher time frames kam se kam D1 per trading karni chahiay.
            • #576 Collapse

              ji han forex start karne se phely soch lena chaye is kaam mai profit or loss dono hai. har bath ko samj kar dekh kar soch kar is kaam ko kiya jae ye thora risky bhi hai is liye phely socha jae baad mai socha nai jata phely socha jata hai.
              • #577 Collapse

                Humein forex business mein enter hine se pehle hi sochna cahhiye har cheez k baare mein baad mien nahi kyun k agar hum pehle is business k risks, hard work ka is mein aane se pehle soch leinge to humen phr is mein aane k baad is mein adjust hone mein pareshaani nai hogi.
                • #578 Collapse

                  Ji dost aap ne bilkul sai kaha hai ke forex ko start kerne se pehle is baat ko soch lene chahiye ke yahan pe aap ko bht hardwork required hai tab hi aap kamyab ho sakte hain
                  • #579 Collapse

                    fortex par keem shuru karny sy phile such lene chaye k ap ky kaam kr rahe ho or ap ko is k retun ky mile ga is liye ap ko forex forum par zayda kaam ka zayda return mile ga sub kuch such samaj k karna chayeye risky business ha
                    • #580 Collapse

                      haan g forex ko start kanay sa pelhay humain sooch leena chayie kay hum yeh kaam kar saktayy hain phr baad mein yeh na ho kay aap bahnay banao
                      • #581 Collapse

                        ji bilkul forex start karne se pehlay humeh achi trha soch lena chayie ya humhe ak mind buna lena chayie k humhe keya karna hai .. aur jab ap start karne tu wohi karen jo apne plane kea tha .. apne mission se na hatee. bus warna bad mei nuksaan hosakta hai
                        • #582 Collapse

                          jee sir hamen forex start karne se le soch smjh lena chaiye....Avoid Greed Be patience and hardworking ki bbh zaroorat ha ismen aur isko hamen zyada se zyada time dena ha
                          • #583 Collapse

                            je forex start karnay se pehle ap k mind mein ye zarror hona chahiye k ap kaise earn karay gae kiya k ap forex k experience rakhtay hain k nahi ye ap par depend karta hai forex me hum ko rozana naye naye mawaqey milty hain investments ke or instaforex ne to best hi kara hai ke hum ko itni achi opportunity jo de di hai ...
                            • #584 Collapse

                              jee han forex main kamyabi hasil kerne ke liye hard worker hona zarori bhai daily practice is ke successful hone ki nishani hai lalaach se bachana bahut zarori hai kyun ke laalch app ko taba kerdeta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Forex trading just 1 business e nai bal k source of earning b hai. hamain isy start krny se pehly is bat ka khayal rakhna zaruri hai k ye hum se hardworking mangta hai.. is main lalach ki koi jagha nai hai.. forex bohat saaf suthra aur bohat nice business.. is se hamary knowldge main izafa hota hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X