Forex Start Karne Se pehle Soch Lo........Baad Mein Nhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    yes true main ne b forex start karnye se phaley 10000 dafa socha tha advised liyee the seniour se phir beth kar finaly socha uar join kia warna aysa na kartha tu bad mian sir akar kar rotha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      ji han brother you are absolutely right is business me hum ko bohat easily paise kamany ka moqa mil sakta hai and hum is ko lightly len ge to is me kama nahi saken ge is ko learn kar ke is ki knowledge hasil kar ke he hum ko is se benefits hasil ho sakty hain .
      • #318 Collapse

        Forex start krne ke liey munasib knowledge, achhi training, bharpoor practice, forex market ki news aur data ko samajhna, hard working, mustaqil mizaji, sabar aur bardasht, lalach se parhez, target fix kr ke kaam karne aur puri yaksoi aur tawajjo ki zaroorat he. agar ap kar sakte hen to shuru karen warna baad me afsos karna pare ga.
        • #319 Collapse

          yes is ma up to adterhn prta ha news ka kahayla rkna prtaha or is k ilwa si ma tama parametrs dkna prta hn . forex ma earniing b hti ya or is k ilwa shocks b milta hn
          • #320 Collapse

            yea bat sarf forex busienss ka lyea na hi hai yea bat sab kus ka lyea suitable hia ku ki app ko kohi bhi kam karna se pahalyi assi tarha sos lena chyea hai ki app ko wo kamkarna hai ki nahi hai so ap ko pahali sos na hai bad main na ih hai.
            • #321 Collapse

              yes dear ye business aik risky business he is business me trading ke liye hamy boht zada knowledge hasil karna ho ga us time he ham is business se profit hasil kar sakty he esa na ho ke ap is business ka knowledge hasil na karo or bad me loss ho jye is liye is business ke trading ko join karny se phle soch lo.
              • #322 Collapse

                g han ap ny sahi kaha ha k forex ko start krny sy pehly hi is k bary m sub kuch soch samjh lena chaya q k bad m is m sochny ki koe bhi gunjaish nhi hoti ha
                 
                • #323 Collapse

                  bhai ji aap nay bilkul theek kaha hai main aap ki baat say 100% agree karta hon .jab koi forex ko join karta hai to zrori hai kay usy sub pta ho mtlb forex ki term and condition .phr badd na pach'htaye kay mujhy pta nahi tha .
                  • #324 Collapse

                    yes ye bat thek ai k hamain forex men invest ker k trading kering kerny se pahly hi achi traha se soch lena chahye jis se hamain ye bhi pata hona chahye k hamain is men loss bhi ho sketa hai is ley reay hona chahye pahly se hi.
                     
                    • #325 Collapse

                      gii haa merre bhaiii humme forexx tradde parr tradde lagganne see pahhlee acchhi tarrhha see sochh lann chahhe phirr humme baadd mee pechttanna naee vhahhee isse laee hume forexx traddde parr koeee tradde lagganne see pahhlle acchhi tahha sooch samj lee
                      • #326 Collapse

                        ge ha apko ya gan lana chahea k app jan la k ess per apko seraf profit nahe bal ka liss bhe ho sakta hai or profir bhe app apna skill sa hasel ker sakta hai or ya na ho k ap samjha k ess per to mugha siraf profit he hona hai or knolrdge hassel kera please
                        • #327 Collapse

                          forex start karnay se phelay humain esi waja se soch laina chahie hai kyun k hum forex start karnay k lieye humain ziada practice ki aur best honay k liye mehnat ki bhi zarurat parti hai aur jab hum forex se earn kar laiaty hai tab esko chornay ko dil nahi karta hai.
                          • #328 Collapse

                            Yes dear you are right, we must have to think about before doing trading in forex market because it is the tough and most difficult business of all time so only hard working and brave traders will do this business, if we are not hard working, then we will get much loss every time.
                             
                            • #329 Collapse

                              ji haan!! ye baat bilkul sahi hai.. agar ap ko forex me kaam krna hai or achi earning krni hai to ap ko hardworking or practice krni pare gi or greedy ko avoid krna hoga!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Bilkul hamen forex business ko start karne sey phley yeh bat achi trha se soch leni chahiye keh yeh business aik bohot hi risky business hey aur agr hum is main achi trha se knoweldge aur experience hasil kiye baghair is main enter hotey hain to phir hamen is main loss hi hota hey.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X