New members lot size Kitna use kran ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: New members lot size Kitna use kran ?

    New members ko chahie ke vo Apne account ke mutabik proper tarike se kam Karen aur proper lot size istemal Karke proper money management ke sath kam Karen Kyunki Dukh Tak unke pass Achcha knowledge Hoga vah Kamyab Hote Rahenge aur jab new members ke pass Achcha knowledge Nahin hoga to vah acche tarike se Kamyab Nahin Ho Sakenge aur unko Koi profit Nahin milega

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: New members lot size Kitna use kran ?

      lot size is very importan ye ye jo ap trade lety han na us ka size hota ha to agar ap ka pass chota sa acount ha or bari size ki trade ap le lety han to ye ap ka lye nuksan hota ha to kam lot use kar ka ap market main safe trading bhe kar sakty han or is sa prrofit bhe hasil kar lety han to ap ka lye behtar yehe ha ka ap 0.01 ka lot use karen jo ka best ha
      • #33 Collapse

        Re: New members lot size Kitna use kran ?

        Assalamu Alaikum instaforex member main aap Sabko Ye guide karna chahta hun ke new member ko chahie ke lot size 0.01 rakhen sabse pahle to new member ko chahie apni posting ki quality ko accha Banaye products Business mein Iske alava new member ko chahie experience aur knowledge Jyada Se Jyada Hona chahie trading ke liye aur Agar new member ko trading karni hai to new member ko Lord Sai 0.01 ka Lagana chahie isliye Lagana chahie Kyunki Agar unke pass Achcha experience aur Achcha knowledge Nahin Hai To Unka Agar Jyada balance hai to vah wash bhi ho sakta hai aur unko loss bhi ho aata hai isliye new member ko chahie ki Chhoti Si Chhoti lot size lagao kar apna experience trading mein badhaen aur FIR trading Mein kamyabi Hasil Karen thank you....
        • #34 Collapse

          Re: New members lot size Kitna use kran ?

          hamen new me baki posting mein madad karni chahie unhen jyada se jyada knowledge or experience increased karna Dena chahie agar Ham jaate Hain ki hamen achha se achha kaun hai sanse lu to hamen new member ko bhi jyada se jyada unko jyada se jyada guide karna chahie agar jitna jyada Ham guide karenge hamare liye benefits se aur isse hamara rifle achcha aaega agaram chahte Hain ki main achcha bhuvneshwar se toota main apne devar ki quality ko jyada se jyada increase kar lena chahie
          • #35 Collapse

            Re: New members lot size Kitna use kran ?

            nay anay walay ko chahya kah woh lot size ka kam rakhain dayada sy zayad 1 sy 3 kay darmayan rakhain is ay un ko tagraba hasil ho ga aur un ka loss kam sy kam ho ga jasy jasy un ka tagraba baray ga ap un sy kahain ap lot size ko barathay jain un ke earning barthe jay gee
            • #36 Collapse

              Re: New members lot size Kitna use kran ?

              Assalam.o.alaikum
              G han ap nay boht acha sawal kia hy new members ko chahie ke wo kam az kam 10 cent ka ya 0.01 cent ka lot size use kare kui ke abhi wo new hote hain aur trading mien hume slowly slowly sab pata chal jata hai is liye hume chahie ke hum mehnat kare ta ke hume is mien ache se ache earning hasil ho aur hum is mien kamayabi hasil ker sake. New members jitni zyada demo account per practice kare ge unhe is se utna hi zyada faida hasil ho ga aur kamayabi bhi hasil ho gi...
              $#@#i Khan
              • #37 Collapse

                Re: New members lot size Kitna use kran ?

                g bilkul thk kha ap ny kh jo is plateform mye new members hn unko lot size phly to bht hi km rakhni ho gi ku kh start mye hmyn trade cka koi bb opata nhi hota ar hm itny bary loss ko assani sy bb face nhi kr sakty to yy sb skills hmyn apni quality ko bhytr sy bhytr banany sy hi mill sakti hn is liy apni skills ko bhytr banaty hoy new members km sy km lot zize rakhyn agr unka bouns bb km hy to unko yyy sb bht soch samajh kr ar apny seniors sy bb help ly kr kjrna ho ga ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana kr chalmna ho ga taakh hm aik baryy los sy bach sakkyn ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakkyn
                • #38 Collapse

                  Re: New members lot size Kitna use kran ?

                  Assalamu alaikum is karta hoon sab theek honge ji han bilkul yah baat bilkul dost ki hai ki lot size new members ke liye Kitna Hona chahie pahle pahal to new members jo hai uske bare mein batana chahie ke lut size hota kya hai uske bad unhen batana chahie ki logon ko thoda kam rakhen kyunki start an experience Nahin hota to unka account washna ho aur unhen nache Na ho agar vah jyada karenge tu account wash ho jaye gaa
                  • #39 Collapse

                    Re: New members lot size Kitna use kran ?

                    Dear forex friend new members ko chahiye k wo 0.01 se trading shoru kren or prectice k liye demo account ko pehly istamal kren or ziyada se ziyada experience hasil kren us bad real account se trading kren
                    • #40 Collapse

                      Re: New members lot size Kitna use kran ?

                      aoa dosto umeed krta hu ky sb khairiat sy hngy dosto new member ko lot size bilkul km rakhna cgary is sy uska aciunt safe rahyga or profit bhi hasil hoga but is mn koi risk nh lyni chahey agr risk lygy to ap loss bhi ho sakty hn or apka acount wash bhi ho sakta hy jitna ho saky new member lot size km rakjmhen
                      • #41 Collapse

                        Re: New members lot size Kitna use kran ?

                        New members ko chahye k lots size hamesha kam se kam use Karen ta keh unka loss zeada na ho isn't elwah demo account per zeada se zeada practice Karen jis se unko experience gain ho ga r wo achy trader Ban saky gay SL r TP lgana bahut zrori hai new members k kar so mre tu the advice hai new members k lae
                        • #42 Collapse

                          Re: New members lot size Kitna use kran ?

                          Assalamu Alaikum dosto.
                          Doston jitne bhi new member pak pak form ko use kar rahe hain. Unko chahie ke vah Puri analysis se trading karn. Taake unhone Jo mehnat kar kar bonus Hasil Kiya Hai vah zaya Na Ho Jaaye. Aur new members cover chahie Ke Jo bonus unko Mile vah Hamesha lot size cake send kar rakhen. Taake unhen Achcha profit Mile aur account bhi wash na ho
                          • #43 Collapse

                            Re: New members lot size Kitna use kran ?

                            Lot size humari trade ko show kerta hi K kitna barra profit ho ga ya kitna nuksan ho ga koi pabandi nhi hi K lot size itna rakhna hi ap ki apni marzi lot size kitna b rakhen agr lot size chota ho ga to lose aur profit b chota ho ga agr lot size barra ho ga to lose aur profit b utna hi barra ho ga mera mashwra new members keliy yehi hi K lot size 0.01 rakhen
                            • #44 Collapse

                              Re: New members lot size Kitna use kran ?

                              Hello der mein bar aapane bilkul sahi kaha hai ki new member ko lot size kitna rakhna chahie new member ko lot size kam se kam use karna chahie kam se kam lot size panibara cheating kar sakte hain agar new mein bar ko apni trading co perfect banana hai apna kam se kam karna hai imandar ke sath karna hai to unko apne kam mein Koi jaldbazi nahin karni chahie lot size hamesha kam rakhna chahie kam lot size pahle acchi trading hoti hai zero point ka lot size hi acchi trading mein achcha profit deta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: New members lot size Kitna use kran ?

                                Dear new member ko trading ke liye lot size kam se kam Rakhna chahie kam lot size parchi trading hoti hai agar bahut trading ke liye lot size kam use Karenge to boys parchi trading kar sakte hain Hamesha lot size Soch Samajh Ke lagaen lot size Mein Koi jaldbaji Na Karen Kyunki Agar Ham lot size Mein jaldbaji Karenge to is Hamesha nuksan Hoga isliye Soch Samajh Kar kam Karen kam ko best banaya tha ki acche kam se Achcha profit Ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X