Small lot size keh kia faidy hain.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
    Assalamualaikum dear All member. Hope you all are fine? Kia senior member bhu small lot size sy trade Karen? Kia unky liye faida mand hao ya nhi???
    Meri najar mein small lot size ke bahut jyada fayde Hai hamen chahie ki ham log apne trade ko bhi small lot size mein Hi lagaen Agar ham log Dil outside istemal karte Hain To iska hamen nuksan direct ho sakta hai isliye hamen har bar jab bhi apni trade ko open karna chahie to trade ke lot size ko bilkul kam istemal karna chahie jyada lot size hamen jyada nuksan de sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

      Aaj Mere bare mein chahie kya Mein lot size gotcha istemal karna chahie aur acchi lot size use karna chahie Jo kya Hamare liye bahut jaruri hai Hamen profit de sakti hai aur Hamen bahut jyada fayda de sakti hai agar aisa Nahin Karte To Hamara kam ho Jaenge fail ho Jaenge aur kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Karenge isliye main chahie kya Mein Aisa karna hoga to Kya Main Apne maqsad Mein kamyabi Hasil kar sake.
      • #33 Collapse

        Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

        Dear members,
        Kisi b trade ko open krne k leay sb se important factor lot size selection hoti hai.
        Lot size ka mtlb k ap kitne currency units buy ya sell kr rhe hain. Agr ap zeada lot size select krte hain to phr agr market up hoti hai to apko usi ratio k hisab se profit hota hai or agr market down hoti hai to loss hota hai.
        Ub agr ap experienced nhi hain or trade krni hai to lot size kam rakhen gy to agr market down b hoi or loss hua to apko kam nuqsan hoga. Agr zeada lot size select krte hain to phr apko zeada nuqsan ho skta hai or agr balance zero ho jay to account wash ho skta hai. Isi leay minimum lot size is best for trading.
        • #34 Collapse

          Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

          ji han smart lot size ke bahut Sare fayde Hain to Jin logon ke account mein bonus kam hota hai to unko chai chahie ke sambhal lot size lagakar trading Karen kyunki agar vah Apne account per jyada last date lagaenge to unko nuksan Hoga kyunki unke kaun mein bonus kam hota hai to unka account last mein ja sakta hai to agar sambhal bonus per aap sambhal lot size ki entry lagaoge to aap nuksan se bhi baat jaaoge aur ahista ahista arnak bhi aapki hoti rahegi jata hai kya lagana chahie UN logon ko jinke account mein bonus kam hai
          • #35 Collapse

            Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

            Dear member small lot size ka bahut fayda hai small lot size se aapka account secure rehta hai aur aapko ko live trading ke sath sath experience bh milta hai aur aap apni trade ko live watch kar sakte hain aur market ki movement ko dekh sakte hain aur apne experience ko strong kar sakte hain Jo new members hain unko chahie vah start mein kam lot size per trade Karen aur apne account ko secure Karen aur zyada se zyada trading experience hasil Karen take future main profitable trading kar sake aur acha profit hasil kar saken
            • #36 Collapse

              Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

              Small lot size se hamara account b safe rehta ha is liye ap agr apne account ko safe rkhna chate hein to apne account ko safely rkh k work krien mtlb jb b trading krien to apne account ko dekh kr trade krhen kion k ziyada lot size se ap ka account b wash ho skta ha so is cheez se bachein apne km pr Dian dein apna km pore focus k sth Kia krien jitna ap k Kam mein ap ka focus ho ga ap ko itna he faida ho ga so apne km ko ache se krien.
              • #37 Collapse

                Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                friends mermaid karta hun ke tamam do SE khairiyat honge dost aapane Sahi kaha hai ki lot size ke kya fayde Hain to main batana chahunga ke lot size ke kya fayda ho sakte hain sabse pahle jab ham apna lot size kam rakhte Hain ham to hamare loss ke chances kam ho jaate Hain dost lot size ka istemal hamen Soch samajh Kar karna chahie agar Hamara account chhota hai aur ham lot size jyada rakhte Hain to isase bhi hamen loss ka samna hota hai aur agar ham lot size jyada kar dete Hain to Hamara kaun bhi vas ho sakta hai chote account per hamesha kam lot ki trade lagani chahie hamare acchi earning hamari trade aur hamare lot size per hi depend karti hai aur ham lot size use waqt lagane ke kabil ho sakte hain jab hamare pass achcha experience Hoga isliye dost hamen chahie ke pahle achcha experience hasil Karen achcha experience hasil karne ka ek hi hue hai vah hardam account hamen chahie ki ham jyada se jyada dam account per work Karen vahan se experience hasil Karen kyunki jab ham dam account per work karte Hain Na to hamare vahan loss ke chance hote hain na kuchh aur vahan se ham isliye experience bhi hasil kar sakte hain aur success achieve kar sakte hain SO experience gained Karen lot size ke related knowledge hasil Karen aur uske bad apni trade vagaira ko start karen
                • #38 Collapse

                  Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                  Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han small lot size Ka Kya fayda Hota Hai Kya usmein Ek to Aapka account be secured rahata hai aur dusra aapki trade Hoti Hai vah long time jarurat hoti hai lekin profitable aur C ki or hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham small lot size use Karen agar aap long time aur se plate rate karna chahte hain to
                  • #39 Collapse

                    Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                    Dear the farmers market Mein small lot size use Karte Hain Ham koshish Kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko acchi planning Karke kam karna hota hai ya garam is market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Ham Ko ismein Kafi Jyada benefits Milte Hain Ham koshish market Mein Kamyab hone ke liye hard work karna hota hai is market Mein regular kam karne ke liye Humko shamika decision Lena hota hai Agra MS market Mein Achcha kam Karte Hain To Humko is market Mein yah pata chal Jata Hai Congress market Mein Kaise successful ho sakte hain.
                    • #40 Collapse

                      Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                      A.o.A pyary dosto forex trading ma zyada small lot size ko use krna chaia agr cheh is sy apko profit km mlta ha lkin ye kafi best way hai or ap km km profit gain kr k zyada kma skty ha agr ap zyada gain krny ki lalach krty ha or big lot size use krty ha to loss bhi zyada ho ga is lia small lot size use krna chaia taky agr loss bhi ho to thora loss ho or ap thori mehnat kr k dobara usy easily cover kr sky
                      • #41 Collapse

                        Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                        Small lot size bahut jyada faydemand hai agar ham Agar Hamara lot size adjustable Hoga tabhi Ham Kamyab ho sakte hain 12 ke baad sakte hain Agar Hamara lot size adjustable Nahin hoga to Fir Ham Aage nahin kar sakte isliye Bata tarike se kam karo Apne kam ko Apne balance karte hue Aage Bade tabhi Ham Kuchh Aasan kar sakte hain
                        • #42 Collapse

                          Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                          Tarde open karnay say phalay hamay apnay miyar ko bahatar Bana chahiya tab hi hamay mahnat Ka silaa milhay gaa is liya Dil laga Kay kam karhay mahant may hi azmat hay hamay chahiya Kay hamay apnay Account ko safe rakha Kar hi trade karhay jis Ka fidha hamay tarding platform par hii hoo GA is liya hamay apnay miyar ko bahatar banay kii koshah karhay
                          • #43 Collapse

                            Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                            Assalamu alaikum dosto jab ham trading karty hain to hamin first of all apny account ko save bnana hota hay jes ky ley hamin ehteyatan lot size ko kam se kam rakhna chahy .jab ham lot size kam rakhty hain to hmary andar se lalch khatm ho jati hay aur ham kamyab hoty hain .aur agar market chang bhi ho jay to hmari entry sl per closed ho jati hy aur hamin zeayda loss nahin hota .
                            • #44 Collapse

                              Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                              Assalam o alaikum dear friendApne account balance ke mutabik ki small lot size lagana chahie jitna hamara account balance Hoga hamen utna hi loot size use karna hoga agar ham Apne account balance ke mutabik hi loot size ko use karte hain to hamari trading perfect hoti hai aur hamari trading hamen achcha profit de jaati hai isiliye hamen chahie ham small loot size hi use Karen aur apne account balance ke mutabik ki loot size ka use Karen aur experience ke sath trading karte hue trading mein kamyab hokar achcha profit hasil Karen. Loot size zaroori hota hai isiliye hamen Apne account balance ke mutabik ki loot size ka use karna chahieHamare jitni Jyada Laut Chhoti Hogi utna hi Hamen lock Nahin Hota Kyunki Ek Chhoti hoti hai aur Hamen isase profit bhi kam mil sakta hai Kyunki Kitni Badi Laut Hogi gi utna hi jyada profit aur Jyada loss hota hai Jiski vajah se a Agar Hamara account it Tamil Hota Hai To Hamara account was bhi ho sakta hai isliye Hamen Chhoti Laat Lagani chahie Jaise ham Lok Seva sakte hain aur Hamara account it wa Na wash s Na Ho thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                                Mery piyary bhai small lot size ky bhoot ziada faidy hain kiyun smaal lot sy hamara account save rehta hai or hamary account ka wash hony ka khtra bhoot kaam hota hai jis sy ham easily or baghair tention ky trade lety hain es liye ap ko chahea k apny account ky mutbiq lot size ka istamal karen taky agar loss ho bhi jaye tu ap ka account save rhy ap ko ziada mushkil na ho ap easily apni trading karty rahen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X