Small lot size keh kia faidy hain.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot size keh kia faidy hain.??
    Assalamualaikum dear All member. Hope you all are fine? Kia senior member bhu small lot size sy trade Karen? Kia unky liye faida mand hao ya nhi???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

    Dear brother forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar lot size ki achi selection pe hota hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir hamesha small lot size ko use karen aur money management karen aur apnay balance k hisab se small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit kama saktay hen aur yeh aik best trading strategy hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

      Walekum assalam dear member agar aap Forex trading Mein minimum lot size ki selection karte hain to ismein aapko Hamesha bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain Kyunki agar aap minimum lot size ki selection Karte Hain To ismein aapke account per margin call receive Nahin Hoti aur aapke account ki safety maintain ho sakti hai isliye aapko Hamesha minimum lot size per hi trading Karni chahie ismein aapke advantages Maximus ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
        Assalamualaikum dear All member. Hope you all are fine? Kia senior member bhu small lot size sy trade Karen? Kia unky liye faida mand hao ya nhi???
        dear friends ham jante Hain sambhal load face ka ek bada paida hai vah yah hai ki ham sambhal 8 sahi se market mein trading mein jyada der tak mahfuj rahe sakte hain ham sab kuchh chahie ki ham apni lot size normal rakha Karen taki ham market mein Diya tha der tak mehfuz reh sakein
        • #5 Collapse

          Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

          Dear small lot size ke bahut jyada fayde hote hain their hamen itna bhi small load size use nahin karna chahie hamen Apne account balance ke mutabik ki small lot size lagana chahie jitna hamara account balance Hoga hamen utna hi loot size use karna hoga agar ham Apne account balance ke mutabik hi loot size ko use karte hain to hamari trading perfect hoti hai aur hamari trading hamen achcha profit de jaati hai isiliye hamen chahie ham small loot size hi use Karen aur apne account balance ke mutabik ki loot size ka use Karen aur experience ke sath trading karte hue trading mein kamyab hokar achcha profit hasil Karen. Loot size zaroori hota hai isiliye hamen Apne account balance ke mutabik ki loot size ka use karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

            Assalam o Alaikum dear friend agar Ham trading karte hue small lot size ko use karte hain aur money management ke mutabik hi lot size ka use rakhte Hain to hamara account wash hone se buch jata hai isliye hamen hamesha soch samajhkar lot size ka use karna chahie kabhi bhi lot size ka use apne account balance se zyada nahin karna chahie Jo log apne lot size ka use apne account balance zyada karte Hain woh kabhi bhi achi aur successful trading nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte isliye main chahie Kya hamesha mehnat ke sath learning ke sath ache experience and knowledge ke sath kam Karen money management ko follow karte hue market movement ko samajhte way he trading Karen kabhi bhi trading karte hue jaldbazi na Karen Jo log trading karte hue jaldbazi karte Hain woh kabhi bhi forex mein kamyabi ko possible nahin banaa sakte isiliye mein chahie ky hamesha mehnat ke sath learning ke sath kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

              Assalamu Alaikum Mere bhaiyon aap sab khairiyat se Honge Hamen lot size ka sabse Ya fayda Hai ke hamara essay account balance nahin Hota Kyunki Hamare jitni Jyada Laut Chhoti Hogi utna hi Hamen lock Nahin Hota Kyunki Ek Chhoti hoti hai aur Hamen isase profit bhi kam mil sakta hai Kyunki Kitni Badi Laut Hogi gi utna hi jyada profit aur Jyada loss hota hai Jiski vajah se a Agar Hamara account it Tamil Hota Hai To Hamara account was bhi ho sakta hai isliye Hamen Chhoti Laat Lagani chahie Jaise ham Lok Seva sakte hain aur Hamara account it wa Na wash s Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                bhai jaan lot size ap ke trade ka volume hota hy k ap kis volum par trade krna chaty hain ... ap apni investment ko daikh k fir lot size ko join kert ho .... bhai ap is k ...lot size kam kun rakhen - PAKISTAN Forex Forum







                Account balance low ho ya high,lot size small he hona ...





                Forex trading maie lot size 0.01 hony sy loss km ho ga





                More results from forex-pak.com
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                  Assalam o alikum kia hal hyn friends yr vasy to smart lot size ky bhort zyada fadiay hyn agr ap ak new member hyn or agr ap trading may bi new hy yani ap abi abi trading start kr rahy hyn to ap ko chaya ky small lot size use kryn q ky ap jb ak new member hoty hyn to ap ko trading ky bary may zyada kuch pta nhi hota is lay ap ko loss kam sy kam hota hy jb ap ka lot size small ho ga to ap ko loss bi kam ho ga is lay ap ko shoro shoro may to hr hal my lot size small hi lagna chaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                    small lot size se apka account secure rehta hae ap jitna zayada is main ache tarah se trade lete hain is main apko loss kam hoyta hae to is liye tamam members ko cahiye ke wo is mainhamesha he kam se kam lot sizeke sath trade kiya kare q ke is main uska apna he faida hota hae or is tarah se he to wo is main kamyab ho sakte hain agar wo is main ache se mehnat bhe karte hain to bas tamam logon ko is main mehnat ache se kar lene cahiye take hum is main success hasil kar he le or hum is main kamyab ho sake lakin hamen kabhe bhe ghabranan nhe cahiye balke mazeed ache tarah se kam ko karna he ho ga take hum is main successful bhe ho saka karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                      Assalamu alaikum friends ji han Small lot size ke bahut Sare fayde Hain isase ka sabse bada fayda yah hai keagar hamen loss aata hai to hamara balance kam Hoga Kam katega pichhle mein chahie ke trading karte waqt sambhal lot size use Karen taki aapko fayda ho aap ko nuksan Na ho isase hamara account wash ni ho ga profit bhi mile ga ic aaega to Apne account ko bachane ke liye small behtar tarika ji hai ki apna lot size samll rakhen kam rakhe jyada lalchi na Karen aur mahina se kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                        Small lot size ke bahut Sare fayde Hain small lot size aur sahi se ham Achcha Bole Sath kar sakte hain Hamen Laut Sare Hamesha account balance ke hisab se kam hi Rakhna Hoga Agar Ham account balance se kam lot size Rakhenge to Hamari trade acche profit Mein Jayegi aur Agar Jyada Rakhenge to trade blouse Mein Jayegi
                        • #13 Collapse

                          Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                          Forex trading ki market Mein lot size ki selection karna bahut jyada important hota hai Hamen Hamesha small lot size ki selection Karni chahie small lot size Hamari trading ke liye Hamesha profitable sabit Hota Ha lot size ki selection Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Karni chahie lot size ki selection Hamen Apne account balance ke hisab se Karni chahie Hamen small lot size hi Apne trade Mein istemal karna chahie Big Lot size avoid karna chahie Big Lot size Hamari trading ke liye bilkul bhi Sahi Nahin Hai Big Lot size Agar Ham apni trade Mein istemal Karte Hain To Is Tarah Se Hamari trade loss Mein Ja sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                            Ji Hamen Yahan per small lot size ko use karna chahie Agar Ham Yahan per Apne lot size ko use karte hain To Hamen Yahan per loss aur profit donon kam hota hai but Hamen Bangalore se baat Jaate Hain isliye Hamen small small lot size use Karke Apna profit increase karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small lot size keh kia faidy hain.??

                              Small lot size ki vajah se Ham apni capital ko safe Rakh sakte hain Apne account ko wash hone se bacha sakte hain Hamen small capital small lot size ka hi use karna chahie apni trading Mein jaake Ham acchi tarike se trading kar sake Achcha profit Hasil karne ke liye Hamen Hamesha small lot size ka hi use karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X