Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    indicators say ap ko profit nhi hota profit ap ko apni strategy say hota hay agr ap k pass koi strong strategy hay to ap daily bhe profit hasil kr sakty ho jha tk indicators ki bat hay indicators ap ko sirf ye bta sakty hain k ab market kis trf move kr rahi hay ya next kis side pr move kr sakti hay lakin hr bar indicators k use say ki gae trade profit nhi day sakti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear meri kheal se apko kabhi bhi profit karne k liye kisi bhi indicator k upar depend nehi karna chayee balki apko apni mahnet se is me kam karke is trade market ko analysis karke hi is business me kam karna chayee par agar app chaye to app robot indicator ko use kar sakte hai
      • #78 Collapse

        mare khayal main moving avg best hate ager es main hours wale chart main line cross kar jae tu app ko boht perfect signal dete hai aur ap es main kuch na kuch earn kar skte ho es main but app ko wait krna hota tu ap es main kamayab hote ho
         
        • #79 Collapse

          It is really satisfactory for you to have a very good way to share good skill so when you are trading it is very safe for you to obtain the important stratum that yo give use to make sure way to gain.
          • #80 Collapse

            mery khyal me profit hasil krny ky humain knolegd ka indicator istimaal krna ho ga q ky knoleg he wo taqat hy jiss se hum profit kama skty hy is liye humiain ziyada se ziyada learning krni chahiiye.
            • #81 Collapse

              g mujhy forex join kiay hoey inta arsa nai aur mujhy markeet ka ziaida pata nai hy aur na he
              indicators ka k konsa best hy
              • #82 Collapse

                bhai indicators me us enahi karta hun me just khud se trading karta hun or khud se market ka jaiza le kar is ko samajhny ki koshish karta hun yeh business aik best business hai is se hum ko bohat kuch seekhny ko milta hai .
                • #83 Collapse

                  Jee bhai ap nea ek bhut acha swaal kiy ahea mein iss kea bare mein yeh kehn actaha ho kea agar ap logo ko acha profit lena hea toh ap logo ko che akea ap log zida sea zida apni knowledge aur experienced aur skills gain karne mein kud help kare aur meta tarder mein ap ko zida help ful indicatoors nai mil skate hein .
                  • #84 Collapse

                    ma na abi new he trading ko join kia ha par trading ma ap ki help karna k lia bht sy indicator hota ha par ma na kbi be koi be indicator ko use nai kia or na he muj pata ha k best indicator kn sy ha agar ap ki luck ap k sath ha or ap ko trading ma acha experience hasil ha to mery nai khayal k ap ko kisi be indicator ki help ki zarorat par skyti ha.
                    • #85 Collapse

                      Dear agar ap Forex trading me acha profit hasil karna chahty hai to ap indicators par depend na kare indicators sirf ap ko idea dety hai ye nhi btaty k market ki movement kis taraf hogi is se acha ap trading ka knowledge use kare or experience use kare or apni strategy and analysis ko perfect kar k trading kare jis ki waja se ap trading me thora time spend kar k bhi risk kam kar sakty hai or profit ziada kar sakty hai.
                      • #86 Collapse

                        RSI sub se ziyada istamal hone wala indicator hy ap RSI ko istamal karke trade aasani ke sath kar sakte hain. RSI k value 0 se 100 tak hoti hain jab ye 70 se ooper chala jaye to ye overbought ko zahir karta hy ap yahan sell ki trade kar sakte hain isi tarah ager se 30 se naiche chala jaye to ye oversold ko zahir karta hy ap yahan buy ki entry kar sakte hain
                        • #87 Collapse

                          yawr main tu filhal forex hi use kar raha hu itna baki k bary main pata nahi har software apni jaga acha hi hota hai yawr mjhy nahi lagta k koi farq hoga wesy
                          • #88 Collapse

                            dear friend yi ik acha sawal hay kay konsa inndicator acha hay to may to jo kabi kabi use kerta hu wo EA hay is say humain ache earning hoti hay aur i am happy with that baqi ap per depend kerta hay
                            • #89 Collapse

                              wasa to boht saray indicators hn. but agr hum sub ko use karain gay to hamaray lye analysis karna or mushkil ho jaye ga. isi lye ma just 2 best indicators ko use karta hon. or wo RSI or bollinger bands ka indicators han. ya dono boht achay hn. is sa hum buy or sell orders ka bhe pata laga sakhty hn.
                              :cool::cool::cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                                Agar profit lena hai tu aap knowledge ka indicator use Karen ye apko confirm profit de ga. Meta trader me jitney bhi indicators hain un ki base pe aap trading me successful nahi ho sakty or agar profit le bhi lia tu consistency nahi la sakty.
                                Han bhai sahi baat hai sab se behtar indicator hamare knowledge ka hai agar hume is kaam ka acha knowledge ho ga to hum forex se lazmi profit earn kar saken ge....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X