Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    agar ap na profit lana ha to knowledge or indicator use kara bahi .bhot sara trader Ea use karta ha Ea aik robot ha sory mujy Ea ka nai pata what is Ea pata ha to batna bahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      i think that forex is a very good market for earning profit.. forex is a very profitable business.. there have no limit to earning money..
      • #93 Collapse

        bhai jaan agar app sirf indicators ko dekh kar trading kariengay toh app fully confirm aur surity k saath trading nahi kar payeingay indicator k bajayee app agar instaforex ki website mein jo tools diya hain usey use kariengay toh appko ziyada fiada hoga aur appki skills ziyada improve hogi aur app behtar tareekey se trading kar payeingay...
        • #94 Collapse

          ji forex mai asey bht se indictors hain lekin mujhe is k barey mian itna nahi pata kyun k maine khabi dehan nahi diya is par . aur main manta hoo k chart k main ye indictors lagty hain jis k help se hu trand malum kar sakty hain..
          • #95 Collapse

            dear ager to ap is main indicator use karna chahaty ha to is main sub se best thing jo ha wo moving average ha ager ap wo use kary gay to app kabi bi loss nai kary gay ap ko us se kafi binefit mil sakta ha.
            • #96 Collapse

              profit ke liye sub se best indicators jo he wo rsi he ye indicators boht best he is ko boht se old trader or new trader use karty hen jis time old logo ko market ki samj nhi aty hen to wo is indicators ki help lety hen.
              • #97 Collapse

                janab mene abhi forex me trading start nai ki hai jab hi me apko is ke bare me kuch khas nai bata payo ga to mere dost forex trading me sub se best jo indicator hai wo hai jaha tak muje pata chala hai wo hai EA ziyada tar tyrader wo hi use kerte hai q ke wo autometic hota hai jab or han ek bat or ke hum sub ko wese agar knowlge ke bare me melumat rakhe ge to pir hame kisi bhi indicator ki zarurt nai pare gi
                • #98 Collapse

                  Dear ap koi b indicator use na kro g forex me pher b ap ko success mil skti ha g forex me ap long time frame me trend ko analyse kro or short me trade kro g pher ap ko success mil skti ha g forexme indicator k bgher g
                  • #99 Collapse

                    NO sir me ne to abi forex me trading nahe k ha liken me kud forex me abi demo account par trading karta ho take me forex k bare me kuch jan sako our forex me demo account bahot he best ha our is sy ap ko bahot he best our kafi experience mil sakta ha.
                    • #100 Collapse

                      meray Bhai Forum Say jo bonus milay Ga wo Ap insta k Account k Sath he use Kar saktay ho,Dosri baat indicator kon Sa behtar hai tou main Ap ko batataa chaloun indicator saray he Achay hain...mt4 main jo presets hain like,Fractals,Bulls,bears,momentum,ADX,MACD Waghera ye Sab usefull indicators hain magar indicator ko us k rules K Sath Apply Karna partaa hai..indicators Ko Samajhnay K liyee Ap forum par MT4 And MT5 indicators Walay potion ko Zaroor study Karain
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #101 Collapse

                        dear brother ager app profit hasil karna cahty han to app ko pahly markeet ko dakhan ho ga analysis chek karny hon gay or us kk bad trade laghne ho ge tab app profit hasil kerin gay
                        • #102 Collapse

                          There are a lot of indicators and I think that the most important indicators, such as the existing index and MACD indicator Moving Average
                          • #103 Collapse

                            koi b indicator prefect signals ni deta na hi consistensy deta hai profit main ..baz indicators asy hain jinka accurcy rate kafi acha hia jinmain sy ik macd hai or RCI hai jo k acchy reulsts dety hain
                            • #104 Collapse

                              brother forex trading business main bohat se indicators hain market ko analyse karnay kay liye bas app ko in ka sahi use kar kay sahi tareekay se market ko samjhna hota hai koi bhi indicator use karo lekin us ko use karnay ka tareeka ana chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Technical analysis mein hum bohat see indicators use kar kee market kee trend koo identify kartee hain kee future mein market bullish trend mein hoo gee yaa market bearish hoo ge aur es kee liye hum MACD, RSI etc indicators use kartee hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X