Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    this is done as per the strategy we used to built it . there are a lot of EA's available out here , but most of them are not good to use , yet there are some good EAs which will bring you much profit if you use it wisely
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      profit kliy best indicator news aur internet ki sites hai jo hamen har waqt market ki ups and downs se baa khabar rakhti hain. Jiss se hamen currency ki current values ka pta chalta rehta hai aur forex trading men yehi baat zroori hoti hai
       
      • #453 Collapse

        Assalam O Alaikum, Bhai g aap indicator koi bhi use karo lekin baat aap ki practice ki hai jo indicator bhi aap ki samajh main aa jaata hai keh wo kia signal kab deta hai to aap good profit earn kar saktay ho. Magar sab se pehlay uss per practice karo.
        • #454 Collapse

          maRY BHAI JAN AGR AP PROFIT GAIN KARNA HI CHATY HA TO AP KO INDICATOR LANA PARY GA wo bhi knowledge ka lana pary ga jis ma ap ko confirm profit ho ga
          • #455 Collapse

            salam bhai's trading me jo sub say zyada indicator use kya jata hai wo hai moving average aur ye wakee he kafi dafa hame acha indicate karta hai or ap k liy profit full bi ha ...
            • #456 Collapse

              Forex trading main profit earn karny kay indicators nahi hum khud hoty hay humay indicators say guidline leni hoti hay eskay elwa humay fundamental analysis bhi karny chahiey tab he hum aik achi trade place kar sakty hay.
              • #457 Collapse

                ye to ap kisi ache trader se pochen to ap ko ziyada sahi bat maloom ho gi lekin i think moving averege wala thek rhta he that,s it.
                 
                • #458 Collapse

                  jee bhai main toh yeh kehna chahta hun kay agar ap acha trader ban'na chahtay hain toh apko chahye kay ap koi bhi indicator use na karain or achi tarah say khud say trading karain takay problem na ho
                  • #459 Collapse

                    mene sirf forex me trade ke liye moving average ka hi use kiya hai mene koi aur indicator kabhi use kiya nahi hai mujhe is liye koi bh janakari nah hai ki konsa indicator sabse best hai aur aapko forex me yahi ek indicaotr bhi bahu thiearn karwa ksata hai agar aapko karna haito yahi use kare ye best hai
                    • #460 Collapse

                      forex main kafi saray indicator use hotay hain.har bandah panay toor par kafi saray indicator use kartay hain.sub sau best indicator moving average ha.is say trend pata chalta ha.
                      • #461 Collapse

                        my dear friend maene to abhi tak indicators ko use hi nahi kia hae islay in k bare mein mujhe knowledge bhi bahot kam hae magar mere ustad ka kehna hae k profits k liay in indicators ko use karna chahiay.
                        • #462 Collapse

                          Forex may profit krny ky ley best indicator ap ky apny analysis hyn ap analysis sekhyn aor es may jtna ho skta hy mehnat sy kam kryn to ap ko bot achi earning ho ge,otherwise ap es may kam nai kr skty yh bot strong karobar hy jb tk mehnat na ke jaye es may earning possible nai hti .
                          • #463 Collapse

                            Forex trading min weise to hum kafi bari earning kar sakte hin humin es business min kafi bari earning us waqat hi kar sakte hin k hum agar market ki situation ka theek andaza kar lin to hum es business min kafi bari earning kar sakte hin. Hum es business se profit hasil akrne k lei sabar aur professional andaz min hi trade karni chahye.
                            • #464 Collapse

                              EA ka indicator aik bot acha working indicator hai lakin us ky ilawa apka knowledge or apka experience e apko sucess ki trf ly ja skta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Agar profit lena hai tu aap knowledge ka indicator use Karen ye apko confirm profit de ga. Meta trader me jitney bhi indicators hain un ki base pe aap trading me successful nahi ho sakty or agar profit le bhi lia tu consistency nahi la sakty tab ham achi earning kar sagaty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X