Profit ke lye best Indicators kon sa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    There are different indicators available, which can be used by a trader according to his strategy and approach. We should learn Forex trading skills and techniques deeply and thoroughly. The understanding of concepts of indicators and other trading tools must be very clear and strong. We should practice more and more on demo account and apply those indicators in it to get experience and to polish ourselves.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      mein to kisi bhi indicator par belive nahin karta hun han mein us sey market ko jaanch zaroor karta hun but mein kisi bhi indicator par isliye belive nahin karta hun keh indiactor fake bohot hotey hain.
       
      • #483 Collapse

        dear mujhy nahi pta k trading k liye best indicator kon sa hy lekin mein itna zaror kahun ga k ap ka knowledge ur expereince sab say best indicator hoty hy
         
        • #484 Collapse

          dear mujhy nahi pta k trading k liye best indicator kon sa hy lekin mein itna zaror kahun ga k ap ka knowledge ur expereince sab say best indicator hoty hy
           
          • #485 Collapse

            aap koe be indicators use kar sakty hain.. magar jo is kay undar he buit in hon gay.. wohe aap kay liye mufeed hon gay. aur aap un sa he ahci eanring kar sako ga aur faida hasil kar sako ga
            • #486 Collapse

              Dear sir forex trading business sab say best indicator koi bhee nahi hay because koi bhee indicator 100% accuracy batata, trend ka aap ko expereince say analysis karna hota hay.
              • #487 Collapse

                dear ma na kabhi indictor nah use kia is lia indicator ka bara ma kuch kha nah sakta wasa rsi use karien wo bi thek hay baki app net pa search kar lae
                • #488 Collapse

                  pata nhi hbai men kbhi indicatr ko use he hi kiya hia,..,keu k mujhe agta hai k koi bhe indicatr apko kcuh nhi de skata hai.,si leye indicatr ko churein,.
                  • #489 Collapse

                    Mere Bahi indecater ham ko ye bataty hain ke esa ho sakta ha right information bohat kam dety hain aap apny apny information or knowledge ko use karo
                    • #490 Collapse

                      market main aaj kal forex kay liye bohat saray indicators available hain lakin wo humein exact trend kay baray main nahi batatay hain. main khud normally RSI indicator use karta hon jo humein over-bought aur over-sold kay baray main batata hai.
                      • #491 Collapse

                        bhai jan me to indicators ko use karta nahi hon kiun ke me trading strategies or news ke hisab se karne ki koshish karta hon or us se he me profit banane ki koshish karta hon me zada parta nahi hon indicators se trading karne me .
                        • #492 Collapse

                          Meray bhae wesay to profit ka bht sai indicators hen per ap abe new hu so abe demo per practise he kro filhal to acha hoga . .
                          • #493 Collapse

                            bhai forex mein koi bhi ek indicator bohat acha nahi hai balke agar ap is mein akmiyab hona chahte hain to phir apko chahiye ke ap indicators ka different combination use karen aur jo combination apko best lage ap usko follow karen ap ko zaroor faida hoga use aur ap ko profit bhi hoga.
                            • #494 Collapse

                              Moving averages and Fibonacci Retracement tool are the best indicators to use, waisy moving averages lagging indicator h matlab yeh bad mian bataty hn k mrket ne oper jana h, jab k market pehly se ooper ja chuki hoti h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: wajigalaxy پيغام ديکھيے
                                Dear members mai yahan new hon, mai ye poochna chahta hon ke ager mai instaforex se trading kron to best indicator konsa hai jis se mai kam se kam wqt mai acha profit gain kr skon??
                                mery khayal sy profit k liye best indicator moving average wala hy keun k mein ny bohot sy logon ko use karty dekha hy kabhi khud use nahi kiya, isliye mein 100% yaqeen k sath nahi keh sakti, lakin ap check kar lain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X