Trading sabar aur tahamul key sath karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Trading sabar aur tahamul key sath karni chaye

    bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson pe Forex trading man hmain apny emotion ko control man rakh k Kam krna chaheay.lazmi amal karen.Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. Forex trading man hmain apny emotion ko control man rakh k Kam krna chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Trading sabar aur tahamul key sath karni chaye

      Assalamu alaikum dear forex members g han friends trading hmesha sabar or tahamul k sathh krni chahie q k ager hum training mein jaldbazi se kam lenge to Hamain loss milega isliye friends ap hmesha trading krty huay sabar or tahamul sy Kam lain sabar sy Kam krty Hain to hmesha hi ap k loss k chances Kam ho jaty Hain sabar apko hmesha dehi ka rasta hi btata Hy sabar sy Kya hua Kam apko achaa profit dilay ga or ap kamyab trading karain gy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #48 Collapse

        Re: Trading sabar aur tahamul key sath karni chaye

        Agar forex mein Humsafar hota Ham se Kam nahin karte to kabhi bhi Ham igr nahin kar sakte is mein main aapko do baten batata hun ek yah ki jab Ham trading karne lagte Hain trade open karte waqt agar Ham sab rahata hun se Kam nahin lete jaldbazi karte Hain to galat entry lene ki vajah se hamari trade loss mein ja sakti hai aur use surat mein agar hamen profit hota hai to uski mukaddar bahut kam hoti hai lekin agar loss hota hai to vah bahut hi jyada hota hai dusra yah hota hai ki jab Ham Koi trade open kar lete hain to market jaisi hamari favour mein aati hai to Ham sabar nahin karte aur use kam profit mein Hi close katte Hain agar Ham use per sabar karenge aur market ko jaane denge to ho sakta hai ki hamen jyada profit ho lekin hamen lalach bhi nahin karni chahie manasae profit mein trade ko close kar dena chahie.

        اب آن لائن

        Working...
        X