Mehnat hy to achi earning hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat hy to achi earning hy

    Hamen is business Mein mehnat Karte Rahana chahie main kamyabi Ki Kunji Hai Aur mehnat Mein Barkat hai agar Ham mehnat Karenge to hamare Karm Mein Barkat Hogi Hamara kam bhi achcha Hoga aur ham Achcha profit Haasil Karenge Hamen is business Mein Hamesha Apne kam ko mehnat aur imandari ke sath complete karna chahie Agar Ham Main Nahin Karenge To Ham is business Mein Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte Hamen is business Mein Hamesha Apne kam ko fresh mood mein karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat hy to achi earning hy

      Forex trading ki market Mein mehnat Se Hi acchi earning milati hai isliye Hamen Apne is business Mein earning Hasil karte hue mehnat Karni Hogi Hamen Apne kam ko Hamesha Waqt per karna hoga Hamen Apne kam ko Hamesha regular hokar karna chahie Hamen market ka acchi Tarah Se analysis karna chahie market ke analysis ko ignore nahin karna chahie Hamen market ki movement ko samajhkar market Mein entry Karni chahie market ko samjhaie bagair market Mein inter Nahin Hona chahie
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat hy to achi earning hy

        dear Forex member Mein mat bahut acchi hoti hai main Sahi kamyabi Aakar ki Ja sakti hai jo Insan mehnat Karta Hai kamyabi Hasil Karta Hua bahut acche se Khud Ko kamyabi Karte apni kamyabi Se Hi Ek Achcha fayda Milta Hai
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat hy to achi earning hy

          g blkl jesa k ap SB janty hn jb kisi karobar ko shuru ko shuru kia jata hy to usmy jb TK mehnat na ki Jaye TB tk hm kch b kma nhi skty hr shop waly JB kam start krty hn to unka kam bht km chlta hy r ahista ahisa agy unhy kamyabi multi blkl isi trah jb hm mehnat krty hn to acha munafa b kma skty hn r jb hm usmy mehnat nahi kren gy to kch hasil nhi nahi hoga hr karobar esa hota hy jb TK mehnat kro to hi kamyabi multi hy otherwise hm us karobar ko tbah KR dety hm agr mehnat na ho jb mehnat hogi to hi achi earning b hogi
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat hy to achi earning hy

            Jo log achi posts likhny k liye mehnat krty hn apny knowledge ko increase kerty hn r hard working kerty hn r apni posts ko best quality ki list mn ly aty hn to un ko profit bhi wesa hi milta h agr hm apni earning ko brhana chahty hn to hmrin apni posts ki qualty per twajo dena ho gi
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat hy to achi earning hy

              Assalamualikum...Dear Members ,ap sub tu older hongy I hope ..tu mai ye kehna chahta ho ke knowledge zaror Hona chahiye Lekin Jo new users hy un KO lead krna tu senior ka farz hy ,meri request Bhi hy ke him jesy user ko lead bhi kiya jay kr rules ke bary mai pahra hy lekin samajh km aya hy ,apkee guide sy hamy knowledge bhi aa jay ga es sy hm bhi earning kr sakty hy.thank you so much
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat hy to achi earning hy

                dear member bilkul thk formaya ap n mahant hi sab s pera zariya hai online business hay ye pure duniya ma famous business hay forex forum ma hamen planning ka sath work karna chlye forex form ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex forum ma hamen quality ke baise per posting karna chahie aur hamen zaida sy zaida mehmet ka sath work karna chlye experience aur knowledge kahus rah [[[[[[[[[[[[[[[[[[
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat hy to achi earning hy

                  g bilkul ap nay thek kaha mehnat krny say hi achi earning hoti hia agar mehnat say kam nhi kren gy to hamen earning hasil nhi hogi agar pak forex forum par hard working krne gy to kafi achi knowlege gian kr skty hain or bonus bhi hasil kr skty hian esliye pak forex forum par ziada say ziada hard working krty rehen ta k experince hasil ho ksty or ziada say ziada earning ho ksty
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat hy to achi earning hy

                    g bilkul jb tk hmari efforts nhi ho gi to hm kysy aik achy traders bn sakty hn ar apni skill kso bhytr sy bhytr bana sakty hn ar aik achy traers bn sakty hn isliy mhynat kisi bb kaam ky liy bht hi lazmi hy jo kh ap ko aik achi skill sy hi hasil ho sakti hy ar ap aiuk achy traers bb bn ssakty hn ar apni skill sko bhytr sy bhytr use kar ky aik kamyaab traers bb bn sakty hn isliy mhynat ar lagan sy any daily ky target ko bhytr banana seekhyn ar aik achy traders bn jyn
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat hy to achi earning hy

                      Bilkul mehnat hai toh ap achi earning hasil kar saktay hain hum is forum mein hamesha achi earning hasil kar saktay hain agar hum mehnat jari rakhaen aur yahan pay mehnat karna kabhi na rokain achi mehnat say hi ap achi earning ki taraf aa saktay hain achi mehnat say hi ap achi earning hasil kar saktay hain aur phir apnay profit ko increase kar kay ap trading ki taraf easily aa saktay hain ise liye in sab kay liye apko achi learning aur achi mehnat ki bohat zaroorat hoti hai apnay bonus mein izafay kay liye
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat hy to achi earning hy

                        ji bilkul yah baat theek hai duniya ka koi bhi kam ho usmein agar kamyabi Hasil karni hai to mehnat karni padegi jab tak aap mehnat ke sath Kam Nahin karoge To aap kamyab bhi nahin ho sakte isliye jitna ho sake mehnat Karen Forex trading main bhi mehnat se achi kamyabi Hasil Hoti hai To sab log trading mein mehnat Karen acche tarike se work karen to kamyab honge
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat hy to achi earning hy

                          Mehnat hai tu achi earning hai aap nay theek kaha forex main aap agar mehnat ka sath kaam krtay hai tu aap ko achi earning bi hoti hai agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko àchi earning bi nhi hoti iss Lia aap ko àchi earning gain Karni hai tu mehnat say Kaam kray
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat hy to achi earning hy

                            ji han aapki baat bilkul theek hai mehnat se bahut acchi earning hoti hai isiliye mehnat ke sath kam Karen apne experience or knowledge ko increase Karen demo per practice Karen mehnat Karen aapke pass trading ka experience or knowledge hoga to aap apne experience or knowledge ke sath forex market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain isiliye daliy time invest Karen aur mehnat ke sath kam Karen agar aapke pass trading ka experience or knowledge nahin hai to aapko is market mein Achcha profit Hasil nahin kar sakte jaldbazi aur topi ki wajah se na kami Ka samna karenge isiliye hamesha mehnat karen new members ko chahie Marne se pahle learning per focus Karen Taki trader Ban sake aur unlimited earning kar sake
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat hy to achi earning hy

                              Hello Forex family kese aap sab log umeed krta h sab kheryet se hogy or apne work k sth sincear hogy. Forex par professionally work kr rhe hogy or dil se mehnat kr rhe hogy. Mehnt h to achy earning h mehnt k bina koi kam ni ho skte achy earning k lye mehnt krni parti h or wo waqt k sth sth pta chl jata h k strategy ap k lye kon si sahi h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat hy to achi earning hy

                                g billku ap ki bat thk ha k agr ham mehnat karain gay tu us ka result bhi ham ko acha milay ga agr ham is mn mehnat nhui karty hn tu ham is mn kabhi bhi kamyab nhi ho sakaty hn mehnat mn hi azmat ha ap ko chye k ap apnay kam ko dil or lagn se karain tu ap is mn achi traha se kamyabi hasil kar sakty hn agr ap apnay kam ko dil or lagn se nhi karty hn tu ap is mn kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakaty hn so kamyabi k liye ap ko chye ho ga k ap mehnat karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X