Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

    assalamu Alaikum ummid hai ki aap sabhi rakul thik honge jaisa ki aapane kaha hai ki uske bad mein Na se kam karna hi asal kamyabi hai to aapko batate chalenge ji aapane bilkul theek kaha hai ek achcha insan wahi hota hai jo apni na kami se sikhane ke bad dobara purjosh hokar mehnat Karen aur usi lagane ke sath kam Karen Ham agar kamyab hona chahte Hain to uske liye Hamen apni galti ko dus karna hoga apni galti use sikhana hoga Hamen yah dekhna hai vah kya ne kaha galti ki thi agar Ham use galti ko sudhare ayenge to Hamen aainda kabhi use galti ki vajah se loss nahin hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

      Yes dear forex member ap ny sahi kaha hai k agar loss ky bad ap ka kaam karny ka jazba barhta hai tu samjhen ap ki asal kamybi yahe hai kiyun jab ap ko nakami ka samna hota hai tu ap kamyabi ky peechy apny jazba ko hawa dety hain jo aik din ap ko zaror kamyab karta hai or ap acha profit bhi hasil karty hain es liye forex mai acha kaam karny ky liye ap ko bhoot ziada achy jaBy ki zarorat hoti hai
      • #48 Collapse

        Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

        Assalamu alaikum ummid hai aap sab theek honge aur apne forex kai business ko acche se kar rahe ho ji han bilkul losses ke bad kam karne ka jazba hi kamyabi hai agar aap aapko Forex trading mein loss a jata hai to aapko himmat nahin harne chahie balke lagan aur mehnat ke sath kam karna chahie agar aap himmat aur jazby ke sath kam karenge to aapko kamyabi zarur milegi aur aap Forex mein achcha business kar sakenge isliye losseke bad aapko himmat nahin harne chahie bal ke jazbaa kai sath mehnat or lagan ke sath kam karna chahie
        • #49 Collapse

          Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

          sometimes jab Ham logon ko nuksan hona shuru ho jata hai to aisi situation ke andar Ham logon ko koshish karna chahie ki market ko dobara se understand Karen aur hard-working karna shuru kar de jab aap logon ko nuksan ho raha hai to iska matlab yah nahin hai Kya aapane tension Lena shuru karte nahin aur market ke andar achcha Kam nahin karna karna hai aur acchi quality wale ke upar shuru kar dena hai
          • #50 Collapse

            Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

            G haan dear sahi baat ki hai losses k baad kaam karne ka jazba hi kamyabi hai aur is trah k loog forex say zaroor kamyabi hasil kar Katy Hain aur unka future hota hai aur wo bhut achi earning kar rahay hoty Hain dosto jb Tak hamen loss nh ho ga aur hum loss say ni seekhen he tu hum kabhi bh forex say kamyab nh ho sakty aur hamen loss ki sorat me sabar say kaam Lena chahye aur loss ki waja ko theek karna chahye aur hamen khud pe control karna chahye aur hamen forex pe Dil laga k kaam karna chahye aur is trah hum forex say loss hone k bawajood jazbay k sath kaam karne say apni kamyabi ki yaqini bana sakty Hain
            • #51 Collapse

              Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

              Bhai aapane bilkul theek rfx mein vahi vah kamyab hote Hain Jo losshone ke bad kam karne ka jajba bhakt hun kyunki Jo log na kam se kam chuke hain unhen kamyabi bhi jarurat hogi kyon ki kami ke bad hi hamen kamyabi are se hoti hai ismein Na kam ho gaye hain to hamen himmat nahin honi chahie bhagya mein himmat se kam karna chahie ismein mehnat apni counter nahin rakhni chahie jisse Ham kamyab ho sake
              • #52 Collapse

                Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                Forex trading main esa koi trader nhin hy jis ko loss ha howa ho pr smjhdar or smart trader wo hota hy jis k andar loss honay k bawajud bi kam krnay ka jazba khatam na ho ap ko bi loss ki surat main preshan nhin hona chahey bal k loss say ap ko learning krani chahey or phaly say bi zyada mehnat krni chahey
                • #53 Collapse

                  Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                  ji han aapki baat bilkul theek hai loss ke bad kam karna jazbay mein kamyabi hai Forex trading mein agar kamyabi Hasil karni hai to Achcha aur mehnat ke sath kam Karen jaldbazi aur tuky trading sirf insan ka Bass banti hai kamyabi Hasil karne ke liye zaruri hai hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen FIR ek online business hai ismein jitna aapke pass trading ka experience or knowledge hoga itni acchi earning ka sakenge isiliye apne experience or knowledge ko increase Karen demo per practice Karen per market ko follow Karen market ki umra ko samjhaie candles ki pahchan sikhen market ko analysis karna sikhe Taki aap expert trader sake aur unlimited earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai
                  • #54 Collapse

                    Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq123 پيغام ديکھيے
                    Friends jin logon ke jazbe itne jawan ho ke loss yani nukasanat ke bad bhe aapne islah karte hoe kam ko jari rakhna chahain to samjhain ke wohe log aapne maksad main kamyab hote hain
                    ram walekum friends and fellow ke bhai ne kaha hai ki loses ke bad hi insan kamyabi hasil kar sakta hai jab tak hamen lost nahin hoga to Ham use waqt Tak apni market ko nahin samjhe ayenge isiliye jab Bhi lashon hamen sabse kam Lena chahie aur hamen is baat ka pata hona chahie ki kabhi to kabhi kamyabi hogi
                    • #55 Collapse

                      Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                      Han g loss k bad hi kam kent ka jazba hi kamiyabi h Jo log bhttt zeyada loss k bad bhi apny kam ko continue rakhty hain himmat nae harrty who kamiyab member hoty hain aur jis kam mn jazba aur himmat sy kam kia jaye woh jaldi ho jata h aur his kam mn true excitement ho woh bhi kamiyabi h hamain preshan nae hona chahiye balky sabar sy kam krna chahiye loss to zindgi ka hissa hain es liye hmain himat sy kam krty rehna chahiye struggle krni chahiye tb ja kr hum bhi kamiyabi hasil kr sakty hain
                      • #56 Collapse

                        Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                        ji han friends kuchh log loss ke bad himmat har dete Hain ke agar humse ab Nahin Ho paya to humse yah dobara bhi nahin Hoga lekin aise kamyabi Nahin mil sakti Jo log loss ke bad khud ko iske qabil banate hain ke vah next loss Nahin hone denge vahi kamyabi hai jo log apni abilities ko improve karte hain vahi log kamyab Hoti hai vahi successful ho sakte hain vahi success hasil karte Hain Jo har jaate Hain aur vah har ko apni jeet nii bnaa skty wo kamyab insan Nahi ban skty kamyabi k liay apny loss sy seekhain na k bhagain
                        • #57 Collapse

                          Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                          Bhoat sa new trader aisy hoty hain jo ka loss karny ka bad kamyab nahi ho paty hain ku ka mayous ho kar kaam karna Chor dyty hain aisa nahi karna Cheya balky aap ko mahnat karty rehna Cheya or kamayeb hasil karny ka lia loss sa learn karna Cheya or apni mistakes ko thek karna Cheya jaab ap mistakes ko theek kar ka kaam karty hain toh aap ko kamyabe lazmi hasil hoti hai or aap successful ho sakty hain is lia mayous nahi hona Cheya or kamyaeb ka lia mehnat karna Chyea.
                          "Successful investing takes time, discipline and patience.”
                          Bitcoiner!
                          • #58 Collapse

                            Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                            han G bikul loss ka baad bhe kam karnein tajrba kameiyabe ki zama nat hay hamein jab loss ho jay to hamei ghabrana nahein chaeya hamein kam karta rahna chaheya takh ham sab kameiyab ho sakein agr hamein los bhe ajay to hamei heimat sa kam kartay ranha chaheya
                            • #59 Collapse

                              Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                              Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex sy achi earning kar rahy hn gy g apku baat bilkol theak hy lossess ky baad kaam karny ka jazba hi asal kamiyabi hy pakistan forex forum py work karty hoey agar apko loss ho jata hy to ap bilkol mayoos na hon balkay dil laga kar daily base py work karty rahy forex forum py aksar members loss hony ki wajah sy himat haar jaty hain or forex ko chora dety hain magar hum ny aisa nahi karna hum ny musalsal work karny hy or apny apko better karna hy taky hum forex sy achi earning gain kar saky or fores buisness main kamiyab ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Losses ke bad kam karne ka jazba he kamyabi hay

                                Dunia ma kamyab wohi lag huwe hain jo trade ma loss k bad beth nhe gay balkay unhon ne apni galtion se seekha hai phr apni galtion ko zindagi se minha kr k dobara full strenth k sath market ma enter huwe hain or kamyabi ko aona muqadar banya hai
                                So forex pe bhi yeh same condition hai agr aik dafa loss ho tu usay le k beth na jain balkay hard work se is chez oe overcome kryn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X