Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    I think its good that FOREX provide you enough time to pray and that's the beauty of the trading I think so that you don't forget your ALMIGHTY ALLAH as HE's the one who have given you this chance of trading and have taken you to the places you have reached after joining this FOREX.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Salam friends, Forex trading is a great business if you are just free 15 minutes free in the whole day, even still you can trade and get profit, but for this you need skills and knowledge to trade, you should practice Forex trading daily to gain experience and knowledge.
       
      • #153 Collapse

        jee jhan ap ka pass trading ka douraan no doubt kafii time hoota ha namaza prna ka liya ibadat krna ka liyah, ibadat ap ko freshh krt hanamz sa ap ka mind fresh hota ha aur acha sa kam krta haa, ap ko time mange krna chaiyah..!!
        • #154 Collapse

          bilkul sahi forex trading aik aesa business he jis men insan ko namaz prhne ka time hi nahe milta bulqe uska koi bhi kaam ho kisi bhi waqt ho ba asani ker sakhta he ..
          • #155 Collapse

            obviously friends it is the great opportunity for us where we cannot miss our namaz prayer ,it is the great benefit provided by the forex .
            • #156 Collapse

              g han bilkul sahi kaha app ny dekhain sirf pessa hi nai hota dunya main insan ko us k anay ka maksad lazmi pata hona chaiye is liye humain chahiye k namaz ada karain r Forex ek essa business hai jis main hum aram sy namaz ada kar sakty han apny time py.
              • #157 Collapse

                g bhai jan ya bat to apny bil;kul thik kahi ha k jo log forex ka kam karty han un k lia namaz k lia time nikalna or apny dosry kamo k lia time nikalna bht asan ha q k ap trading kisi b waqt kar sakty han
                • #158 Collapse

                  boht c khsusiaat main is ki aik khasiat ya b hy k hum is kam k sath sath apni family apny friends or ibadat k liy b boht acha time nikal skty hian kiun k yahan kisi kisam ki koi pabandi nai hoti na hum py dusri jobz amin to hum py boht pabandian hoti ahin na
                  • #159 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                    Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                    salam brother aap ko bhi kam karo apne rab ko yaad rakho tab he kamyab hoge . hum apne boss ko khush karne ke liye har kam karte hai jab boss hum se khush hota hai tu bonus deta hai lekin apne ALLAH ko khush liye us ke har woh kam karne chahiye jis se humhare akhrat sawar jai . forex trading me aap kis ke nokar nai hu aap easily five time namaz par sakte hai
                    • #160 Collapse

                      aap nay bilkul thk kha hai namaz hamaray deen nay hum pay farz karar de hai aur hame is business ko b band kar k nemaz kada karni chahye jea k hum dosray businesses me kartay hain.
                      • #161 Collapse

                        g haan mere dost buhat achi bat batai aap ne. hum jab chahen apne kaam chor kar namaz parh saktay hain aur duniya k saath saath akhrat b sanwar saktay hain so forex has a lot of advantages.
                        • #162 Collapse

                          forex trading aik aisi online trading job hay jo k ap ko har wakt qaid myn nh rakhti bal k ap jab caho aur jis wakt chao is par kaam kr skty ho aur jab caho is sy free bhi ho skty ho to jahn tak namaz ki baat hy to ap ko har namaz k liy easily wakt milta hy ap relax ho kr namaz prh skty ho aur apny dosry kaam kaj bhi kr skty ho phr jab caho ap forex ki trf waps a skty ho
                          • #163 Collapse

                            start karta hai tu who khud nahi karta hai who Allah us ki support kar k hi who start kar leta hai tu hum essay apnay business time may apnay main insane apni Ararat ko sawarna bhul jata hai kyu boss ko khush karny main jo apka asal boss jis k hum azimuthal hain us k huk ko tal dyty hain jis humari
                            • #164 Collapse

                              dear forex ik asa business hn jis m hum kam time bi trading ko dy pir bi hum zida profit gain kr skty hn .trade open krty waqt ap or oder lgty waqt ap stop loss or take profit ko use kry pir ap is ko close kr ky jo bi kam kr skty hn .namz ky liye time niklna boht hi easy hn .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Jee bilkul baki advantages ki tarhan yeh bhi ek advantage hai k ap apni zindagi k important kam jesa k namaaz wagera ada krsakte hain or bhi bohat se kaam ese hote hai k jo ap baki jobs k doran nahi kr pate to woh ap yahan is market main kaam krte hoe krsakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X