Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    g ha is ma hum ko sab sa bra fiad ya ha kay hu7m poray time par apne namaaz ada kar sakty ha our allah ko be razee karnay ka time mile jata haour allah ko razee karnay sa hum ko din our dona dono ma success hasil hote ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      forex business ma hum ko apne namaaz ka time be mile jata ha our boht sary asay business ha jin ma hum ko apne abadt ka time nhe milta ha our is ma hum ko time mile jata ha our ya best ha
      • #963 Collapse

        Ham apne Allah k age ghukne mn forex traxing ko koi ahmiat ni dete ye tu sab dunavi asbab hn koi kis tara rozi kama raha aur koi kis tara tu pphr ye sab tu ap munhasir ha k ap namaz k lie time kis tra nikalte ho namz zaroor qaim karo
        • #964 Collapse

          Dear apne dill ko cho lene wali baat ki hai sirf forex hi nahin kisi bhi kaam main zamaz ko nahin chorna chye q k jo hamre zinda rahne ka asal maqsad hai wo hai namaz is ko kisi bhi halat main chorne ka hukam nahin hai
          • #965 Collapse

            hamain duniyaaa ka har kam chooooor k namaz pahly parhni chahye aur hamain is main kam karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum achi trade kar saky gay
            • #966 Collapse

              Pakistan forex forum p yeh post sab sy achi post hy hmko chahiy k hm forex forum ho ya forex trading namaz ko bilkul ni chirain time p namaz ada karain is sy hamary business main bahut ziada berkat ho gi
              • #967 Collapse

                Business forex ka ho ya koi aur ye to insan py depend kerta hai k wo apni ibadat k liye time nikalta hai ya nahi. Baki apki ye baat kafi had tak thik hai k forex k business mai time ko manage kerna zara aasan ho jata hai for example aik shop keeper itni asani se nimaz ka time manage nahi ker sakta. Is lihaz se forex is best.
                • #968 Collapse

                  Forex ki waisy to bahot si khoobiyan hain lekin un khoobion mein aik khoobi ye bhi hy Forex hamari religious activities py ziada effective nhi hoti hy keun k iss mein koi hamein paband nhi krta k ap ny kitna time lagana hy Forex py ye to hamari apni wish and will k taht hota hy k ham forex aur namaz mein kis ko ziada priority detey hain
                  • #969 Collapse

                    forex trading 24 hour business ha lakin iska matlb yeh ni k ap 24 hour ick samny bethy rahain apko market analysis k liye thora time chahye hota ha usk bad ap trade laga kr tp and sl set kr k easily apny kaam kr skty hain. so forex trading sy namaz pe effect ni hota ap aram sy namaz adaa kr ksty hian.
                    • #970 Collapse

                      Forex jesa acha business aur koi nai hai jis main apko waqat zaida milta ho aur kamon ke ley .Hum insan aur mashAllah Muslim hein tu hum par lazim hai ke hum pisay kmany ke sath sath apny payare Allah pak ko bhi yad rakhein aur uski ibadat karen aur Allah ki ibadat ka bhtr tareqa namaz hai aur forex main kam krte howay apko namaz ke ley kafi waqat mil jata hai aur ap aram se namaz aur dosary naiki ke kam kar skte hein. Forex main na tu koi boss hai jo ap ko duty time ke mutelq bolay ga aur na hi koi aur problem ho gi time ke bare so aram se business ke sath sath apny Rub ko yad krte rahein aur uski ibadat krte rahein
                      • #971 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                        Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
                        New bhai Forex trading Ek Aisa business hai jis mein hum Kaam Kar Gaye Jyada time free hi rehte hain aur hum aaram se apni Namaz Aur Baki karne ko time de sakte hain Hamare Kaam Ho Aur Namaz Mein Forex trading co issue nahi banana Pandey
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #972 Collapse

                          g apki bat sahi hai forex hmain itna time provide karta hai k hum asani se apni namazen parh sakty hain or mera khyal hai k hmary pakistan main aysa boht kam buisness honugy jis main namaz ka time dety hungy yah k hmain time milat ho ga forex main yah oppertuinty hain
                          • #973 Collapse

                            trading kar rahe Hote Hain Aapke Paas itna time Hota Hai ke aap apni Namaz Ada aaram se kar sakte hain aap Jab trading karte hain Toh Apne Naam continue Rakhe Apne Namaz ko Mat Ja Ja Kare Ye bahut jyada important hai Hamare liye as a Muslim hona ki haisiyat se Namaz Hum Par Farz Hai Aur Namaz sabse Pehle zaroori hai
                            • #974 Collapse

                              forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain is main kam karny kay boht faiday hai nsab saybar faida ye hay kay hum is main pani prayers ko follow kar sakty hain tiem par nimaz par sakty hain is main koi boss wala issue nai hay humamin koi boss waly rules nai milty hain jin ko humain trade kay liye follow karna parta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                Dear sab se barri baat to ye hai k forex trading halal kaam hai, aur halal rizq ain ibadat hai, forex ki men ye quality bhi best hai k ye hamara apna business hota hai aur fully tor per hamare control men hota hai ham forex ko open aur close apni marzi se ker sakte hain hamen kissi qisam ki koi pabandi ni hoti hai aur na hi kissi se koi permission leni parti hai.
                                So ham jab chahen apni namaz ,ibadat k liye bhi time nikaal sakte hain aur ghar k other work bhi kr sakte hain.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X