Re: Mahnat say he kamyab ho sakty han
Dear members mehnat men hi azmat h .jitny bh kamyab insaan is dunya men hain sb ne apna sb kuch luta dia mehnat ki tb ja k unk hath kuch aya.mehnat se hi wo sb hasil hota h jisko ap chahty hain .waqt dena parta h .khud ko us aik kam k liye tayar rakhna parta h pori tawaju khayal se hi ap phr kamyab ho sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим