greed is always bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed is always bad
    Dear Forex members ap jantay hon gey agar hum Forex par kaam kr rahay hain aur hum greed k chakar main par jatay hain tu hum hamshan apna loss kr bhatay hain eslay humain chahay hum forex trading main greed bilkul na krain balk jitna kam profit ho ga ya hamary ley otna fahday mand hay lehaza mera sabh ko mashwara hay forex trading main greed bilkul nahn krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed is always bad

    Ji han greed is always bad isiliye hamen chahie ham apni work main garib bilkul dinakaran aur mehnat and imandari ke sath apna work Karen agar ham creed karte Hain to is Surat mein ham Kabhi Kam yad Nahin ho sakta isliye hamen chahie ham garib bilkul bhi Na Karen aur experience and knowledge ke sath hi apna Kam Karen aur mehnat ke sath connector ke ham ismein acchi success aasan karte hue kamyab ho jaen
    • #3 Collapse

      Re: greed is always bad

      Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading ki market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Tamam member ko bahut hi mehnat ke sath Apna Kam karna hota hai jo members Apna Kam mehnat ke sath start karte hain aur apne kam mein kisi ki sim ka greed Nahin Karte to vah members market Mein Hamesha acchi kamyabi Hasil kar lete hain Kyunki Greeb is always bad Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko Apne kaam ko lalach ke sath start nahin karna chahie balki imaandari ke sath Apna Kam Shuru karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: greed is always bad

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AttaMuhammad5549 پيغام ديکھيے
        Dear Forex members ap jantay hon gey agar hum Forex par kaam kr rahay hain aur hum greed k chakar main par jatay hain tu hum hamshan apna loss kr bhatay hain eslay humain chahay hum forex trading main greed bilkul na krain balk jitna kam profit ho ga ya hamary ley otna fahday mand hay lehaza mera sabh ko mashwara hay forex trading main greed bilkul nahn krain.
        Dear Forex members Jab Ham instafreight per kam kar rahe Hote Hain To Agar Ham grid Mein greed badh Jaate Hain To Ham loss Mein a Jaate Hain Hamen grade nahin karna chahie Varna Ham apna hi nuksan kar baithenge isliye Hamen chahie ke Ham grade Mein Na Pade ismein Hamara hi fayda hai
        • #5 Collapse

          Re: greed is always bad

          Forex per kam karte hue Hamen kabhi bhi Lalach Se Kam Nahin Lena chahie Kyunki lalach Hamara nuksan karvata Hai Kyunki Jab Ham lalach Karte Hain To Ham Soch Samajh Kar Kam Nahin Karte Aur Is Tarah Ham se mistake Ho Jaati Hai Jo ke Hamari working aur Hamare account ke liye bahut Khatra bhi ho sakti hai Kyunki sometimes Ham Aisi mistake kar dete Hain jisse Hamara account block ho jata hai aur phir Hamara Itni mehnat karne ka bhi Dil nahin karta isliye Hamen pahle Hi lalach se avoid karte hue working Karni chahie Taake Ham apni acchi earning ko continue Rakh sake
          • #6 Collapse

            Re: greed is always bad

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AttaMuhammad5549 پيغام ديکھيے
            Dear Forex members ap jantay hon gey agar hum Forex par kaam kr rahay hain aur hum greed k chakar main par jatay hain tu hum hamshan apna loss kr bhatay hain eslay humain chahay hum forex trading main greed bilkul na krain balk jitna kam profit ho ga ya hamary ley otna fahday mand hay lehaza mera sabh ko mashwara hay forex trading main greed bilkul nahn krain.
            Assalam o Alaikum Dear Forex member Hamesha lalche se Bacchan Kyunki agar aap lalach karte hain to aap kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge mehnat se kam Karen acchi quality ka kam karen to aap Achcha bonus Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: greed is always bad

              Ji han Jo log lalach Karte Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin Hote isliye Kahate Hain greed is curse Hamen chahie ki Ham bilkul Bhi lalach Na Karen Apna daily kam complete Karen aur bagair kisi lalach ke kam Karte Rahe Agar Ham Jyada lalach Karenge To Ham kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Hamen Jitna profit Hasil hota hai Hamen apni trade ko close kar dena chahie Varna Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: greed is always bad

                Assalamu Alaikum to all Forex member aapne bilkul theek hai greed is always bad greed bahut hi Buri cheez hai agar Ham is business Mein greedy Ban Jaate Hain aur apne kam ko acche tarike se nahin Karte aur ham kya samajhte hain ki Ham Lal Jab Karenge To Hamen Achcha profit Hasil Hoga aur ham is business Mein acchi Shiksha Shastra kar Sakenge lekin yah bilkul galat hai Jab Ham garidi hokar is business Mein work Karenge To Ham Kabhi beach Business mein Achcha profit Hasil nahin kar sakte Ban Ke Hamen is Businessman loss Kasam nahin karna padta hai isliye Hamen lalach se avoid karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: greed is always bad

                  Ji Bhai aapane bahut acchi baat share ki hai ki jo Banda lalach karta hai vah bahut jyada nuksan ka Samna karta hai lalach bahut Buri Bala Hai aapane suna hi hoga lalach kabhi bhi nahin Karni chahie Agar Ham Forex trading ke andar lalach Karenge To Hamen bahut jyada nuksan Hoga isliye Hamen Lala Se Bachana chahie aur kam karna chahie minut Karni chahie Hamen Jitna profit a Raha hota hai use book kar lena chahie Agar Ham Jyada profit Ke Chakkar Mein Pad Jaenge To Hamen FIR loss ka Samne Bhi karna par sakta hai Hamari trade last Mein Bhi Ja sakti hai profit Mein gai hai agar thoda profit a Raha Hai Tu Thode profit ko hi book kar le Yaadon Ke Chakkar Mein Na Pade
                  • #10 Collapse

                    Re: greed is always bad

                    Assalamu Alaikum dear friend ji han aapane theek kaha hai ke Hamen lalach Nahin Karni chahie Agar Ham lalach Karenge to hamare liye bahut bura Hoga aur Hamara account bhi watch ho sakta hai so aapke pass Jitna hai Usi per Sabar Karen Jyada Ka lalach na Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: greed is always bad

                      G han members hme greed nahi krni chahye. Hmen hnehsa himmat se kam lena chhayre jab hum trading ker rhen hun. Trading krte hue lalch nahi krna chhaye kyun ke lalach krne wlaa hmesha apna nuksna kudi apne hathon se krta hai is lye greed na bne.
                      Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: greed is always bad

                        Dare aapane bilkul sahi kaha hai lalach ek Buri Bala Hai lalach Se Dur Rahana chahie Forex trading ki market Mein Hamen Apne kam ko Hamesha unhen Stri ke sath karna chahie Hamen market mein kabhi bh cheating nahin Karni chahie na hi Kabhi overtrading Karni chahie Jab Ham lalach Mein a Jaate Hain To Is Tarah Se Ham market mein Shuru kar dete Hain Jiski vajah se Hamen market mein bahut jyada loss ho jata hai Hamen market Mein Kabhi Bhi lalach Rahi karne chahie Hamen lalach ko award Karke market Mein kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: greed is always bad

                          jee haan apne theek kaha i am agree with you trader success ho sakta hain jo forex main hard working sa kam karta hain forex main hum jitna expert ho gaye aur hard working sa kam karye gaya pher he hum forex main success ho sakte hain forex ko ziyada say ziyada learn karta hon takay mera knowledge increase ho is tarha mein forex say achi earning kar lon ga aur mein aik good trader ban jaon ga yeh aik great business hay .
                          • #14 Collapse

                            Re: greed is always bad

                            Han g janab ap ne sahi kaha hai humen forex me kam karne k lye humen sb se pahle us ko ache se samjh lena chahye us k bad hi us me trade karni chahye jis se hum forex me achi income kar sakte hai or humen ager prifit chahye to humen forex me lalach nahi karni chahye bulke us me soch samjh kr trade karne chahye jis se hum achi kamai kar sakte hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greed is always bad

                              g han sir greed is always bad ak lallchi insan is main kamyani hasil nahin kar skta hai ager is main kamyabi chahte hain tou lalch free trades karin aur is main mahnat karin aur kam profit pe hi sabr karin.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X