greed is always bad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: greed is always bad

    jee haan lalch buri bala hy forex business hy esaa business hy jissy jitna learn kiya jaay utna kam hy, lakin yeh b sach hy k jab tak ham mehnat ker k forex ko seekhain aur samjain gy nai ham kamyaab trader nahi ban skty, kabhi bhi is business me success tb tk hasil nahi kar sakty hain jb tk hm is business me mehnat se kam nhi karty hain kyun k mehnat is business me shart ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: greed is always bad

      Greed is always bad kion k lalach hamehsa hamein loss he deta ha is liye jb b ap km krien forex pr to lalach ko chor kr or apna km sbr k sth krein sbr se Kia gia hr km acha he hota ha is liye ap forex pr dil lga kr km krein or apne km perfectly krein is se he ap ko acha bonus mile ga or jb ap ko acha bonus mile ge phir ap achi trade kr skein ge or achi trade only ache bonus k sth he ki jati ha forex ap ko bot ziyada earning deta ha jb ap is pr dil lga kr km krte hein forex pr ap dil se km krein tk ap ko kabhi kisi job ki b zrort nai prhe gi so ise apni job smjh kr is pr km krien.
      • #18 Collapse

        Re: greed is always bad

        Aaj Mere Bhai aapane theek hai greed se isliye mein Se Bachana chahie Kyon kh Insan ko tabah kar deti hai aur uska account Bhaskar dijiye Hamen chahie Hamen Apna Kam karna chahie Udhar working karna chahie Uske leni chahie pata nahin chahie Na Lagana chahie.
        • #19 Collapse

          Re: greed is always bad

          Always kam kly hamin kam krna chay jutna ap apny kam ko soch samj kr krty hy us main ap.ko achi earning hoti hy jitna ap apny kam ko soch samj kar karty hy us kly hamain Always gread kly kam karty hy jis sy hamain faida hota hy
          • #20 Collapse

            Re: greed is always bad

            Assalam o alikum Dear members gi Han aapane bahut achcha jo mila kaha hai greed is always bad lalach bahut gandi chij hai hamen Forex per Kamyab hone ke liye lalach se dur rahana hoga kyunki lalchi insan kabhi Kamyab nahin ho sakta isliye ke vah lalach mein aakar mehnat nahin karta aur na kam ho jata hai hamen Forex per Dil lagakar aur Puri mehnat ke sath kam karna chahie tab hi hamen kamyabi milegi thanks
            • #21 Collapse

              Re: greed is always bad

              ApA dear member apki bat bilkul thk hy lalach men insan hamesha loss krta hy q k lalach k chkr men hamesha insan ziada se ziada kamany k chkr men hota hy is liye loss uthata hy lykin agr bnda lalach k bghair kam kry to acha profit hasil kr skta hy.
              • #22 Collapse

                Re: greed is always bad

                G beshak assa hi hai greed hamesha se bad hi kaam rha hai greed krny wala hamesha hi apny maqsad ma nakaamr ha hai hamy ni krna chiye assa jis ss hammy nuksan mil skky achy se kaam krna chiye or greedy man tu hamesha hi nakaam rehta hai because lalch jo krta hai woh isliye hamy bhi assa ni krna chiye lalch se parhez krna chiye
                • #23 Collapse

                  Re: greed is always bad

                  ji han bilkul greed is very bad hamen se kam greedy hokar kam karen to aap hamen nuksan Na Ho Ham jitna jyada apne mehnat aur sab ke sath kam karenge ham utna hi achcha profit hustle karke kamyab honge
                  • #24 Collapse

                    Re: greed is always bad

                    dear member greedy se bachne ke liye apko forex trading ko samjna or learn karna hoga us se apko knowledge hasil hoga trade ke bary mein phr us knowledge ka istamal trade lagne mein karty hai to apko greedy se safe ho kar achi earning kar sakty hai learning achi honi chiaye forex trading ki to apko achi earning khd ba khd hasil hone choro ho jaye gai yahi tarika hai greedy se bachne ka or risky trade krne se or sth sth senior trade ki bhi khidmat leni chiaye jis se bhi apko achi rehnumai hasil ho sakti hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: greed is always bad

                      Jo bhi insan life mein lalach karta hai aisa insan kabhi bhi forex trading mein kamyabi hasil nahin kar sakta Agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain To hamen uske liye bahut sari mehnat aur proper planning ke sath kam karna hoga
                      • #26 Collapse

                        Re: greed is always bad

                        hum forex maai km akr ky pasia kam sakty hain hum is ma psots kar sakty hain hum is maai treade be kaga sakty hain ham aik time tbale b ana kar kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be jam ar sakty hain hum is mai agar greedy ban k kam karty hain to harma loss hain hum is ma apnyboss kud ap he hoty hain
                        • #27 Collapse

                          Re: greed is always bad

                          jee haan i am agree with you ap ko tab he success milte hai jab app mehnat say kahean bhe kaam kerty hain .jab hum bht maynat karty hain tu humsha right path he py jaty hain.aur kamyabi humary qadam chumti hia.har kam m maynat karny k bad he kamyabi hasl hoti hai hamin hameesha kamyab hony kay liye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: greed is always bad

                            Aksar trader loss is wajha se bhi zyada kar rhe hain kyun ke woh lalach main a jate hain yeni agar woh kam lot par prorfit hasil karne main kamyab ho jate hain phir woh lalach kar jate hain Lalach se kaam karny sy Ap acha kaam nai Kar sakty Hain koi bhi kaam Karein aur agar lalach sy Karein gy tou apko nuksaan hota hai is liye kabhi bhi lalach sy kaam nai karna chaiye Ap kisi bhi field mein hi keun na hon kabhi laalach sy kaam na Karein keun Ky lalach se hamesha apko nuksaan hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X