Trading mein loss kyun hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein loss kyun hota hai
    Dear member mein yeh baat pochna chaon ge kay trading mein loss kyun hota hai kia woh humare apni ghaltion say hota hai ya hum trading kartay hye jald bazi say kam letay hain kis wajha say hum trading mein achanak loss mein chalay jatay hain aur humain trading kartay hye kin baaton ka khayal rakhna chaye kay hum loss say bach saken aur zayada say zayada profit ki taraf jayen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein loss kyun hota hai

    Loss ko waja hamari common and repeated mistakes hoti hain. Laikin ager ham apni mistakes per qabu pa lain aur forex market main mehnat say kam lain to phir loss say bhi bacha ja sakta hay aur yahan say earning karna bhi mumkin ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein loss kyun hota hai

      Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai. Hamesha trading mai focus kar k kaam karein.loss zida ho jay depression main ne ana chaia. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein loss kyun hota hai

        Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey lekin loss ki bahut c wajoohat hen jin men market ka anaylsis nah karna ziyada profit k lalach men bari lot laga dena aur jald bazi se kam lena aur trend k opposite trade laga denay se bara loss ho jata hey iss liay apni mistakes ko control karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein loss kyun hota hai

          Forex trading Mein nuksan hone ki following reasons ho sakti hain.

          Overtrading

          Forex trading me agar aap overtrading Karte Hain To Aisi condition main aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie.

          Risk management

          Forex trading me agar aap risk management rules and regulations ko apni trading per reply Nahin Karte to aapko bahut nuksan ho sakta hai isliye risk management ko acchi Tarah Samajh Kar Jisko apni trading per reply karen.

          Money management

          Money management bhi aapke liye bahut hi important hoti hai agar aap apni trade per lot ki selection according to available balance Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages ho sakte hain agar aap isko ignore karte hain to aapko bahut nuksan ho sakta hai.

          Lack of Knowledge

          Forex trading me nuksan hone ki sabse main reason aapke pass Forex trading ka lack of knowledge hota hai agar aap Forex trading ki complete information Hasil Nahin Karte To Aisi situation main aapko nuksan Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein loss kyun hota hai

            Trading mein loss isliye hota hai kyunki aap proper analysis ko apni trading per reply nahin karte kyunki agar aap apne analysis ko trading per reply karte hain to uske sar aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye main aapko yahi advice dunga ki aapse jyada se jyada market information hasil Karen jitna jyada aap market information hasil karenge apna hi isiliye forex trading mein acche se accha profit Kama sakte hain isiliye aapko apni trading per indicators aur analysis jarur apply karne chahie
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein loss kyun hota hai

              Trading mein loss hony ki different reasons ho skti hain. Kbhi kbhi hum market analysis k bger he trade krna shuru ho jaty hain hmein andaza nhi hota k ab aagy market k kis trf jany k chmces zyada hain market upr jaye gi ya neechy aye gi. Jb hum analysis k according trade lgaye gy yani buy ya sell krein gy to hmein profit k chances zyada hain.. dosra ye k apni lalach ko apny dimagh pe haawi kr lena bhaye is k zehn se souch k aagy brhein to bhi aksr loss ho jata hai.
              Is k ilawa or bhi bht reasons ho skty hain mgr ye baat zehn mein rkhein k trading business ki trah hai jahan loss bhi hoga or profit bhi hoga to souch smjh k aagy brhty jayein.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein loss kyun hota hai

                Forex business mein loss bhi business ka hisaa hota hai profit aur loss business ka hisaa hota hai forex mein agr profit ho sakta hai forex business mein jab bhi loss hota hai kam learning knowledge aur Kam experience se hota hai aur learning knowledge aur experience kay baghair trading kartay han tu loss hota hai hum forex ki learning knowledge aur experience hasil karain tu loss se bach saktay han

                Aur forex mein jab bhi loss hota hai apni mistake se hota hai forex mein loss se hum tab hi bach saktay han jab forex ki learning knowledge aur experience hasil karain aur hum trading mein jo bhi mistake karain un mistake ko cover karain mistake ko cover kar kay trading mein knowledge aur experience hasil kar kay trading karain gey tu hi forex mein kaamyaab ho saktay han aur forex business kaamyaab woh hi hota hai Jo learning knowledge aur experience hasil kar trading karta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein loss kyun hota hai

                  Trading men loss hamen apny wajah say hota hy kun kay hum as men kotahy kay sath trading karty hain tu hamen as men dil kay sath trading karny chahey takeh hum as men acha profit hasil kar saken kun kay agar hum as men acha kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein loss kyun hota hai

                    Forex trading ki market mein agar Ham lost Bachana Chahte Hain To Hamen apni mistake ko avoid karna chahie Hamari apni mistake ki vajah Se Hi Hamen market Mein loss ho jata hai Forex trading ki market Mein Hamen Hamesha Sabar ke sath kam karna chahie Hamen jaldbazi nahin Karni chahie jaldbazi ke sath Kiya Gaya kam Hamen kabhi bhi kamyabi nahin deta isliye Hamen jaldbazi se avoid karna chahie Hamen market Mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie Forex trading ki market Mein Hamen Hamesha Apne kam ko Soch Samajh Kar Hi karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein loss kyun hota hai

                      Jiya dosta hamen trading mein nuksan isly hota hai ki ham market ki movement ko samajh nahin paate aur jaldbaji mein tradelaga baithe Hain jiske se hamen bahut jyada loss ka samna karna padta hai hamen chahie ki market ki movement ko acchi tarah check Karen agar Ham movement ko samajh sakte hain apne experience or knowledge ke sath to Ham profit bana sakte hain isliye hamen chahie ki hamen market ko samajhkar trade lagaen to Ham jarur prapt Bada sakte hain aur hamen isase nuksan nahin hoga balke Ham kamyab trader Ban sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein loss kyun hota hai

                        trade main hamen profit bhe hota hae or is main hamen loss bhe hota he hae to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam karte howe tab ja kar he to hum is main success hasil kar he lete hain lakin yeh business itna acha hae ke is main agar apko kuch hasil karna bhe hae to is main apko mehnat bhe to kar he jene hote hae tab ja kar he to apko is main success hasil ho jata hae or ap bhe to is main kamyab hp jate hain bas is waja se hamne bhe to is main mehnat kar lene cahiye tab he to hamen kuch na kuch hasil kar he lete hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein loss kyun hota hai

                          Job market ko Jab aap market ko acchi Tarah Nahin samajhte news Ka Intezar Nahin Karte analysis Nahin Karte aap ko experience Nahin Hota ke Kis Tarah train Lagani hai to experience ke bagair aapko Las hi Aana Hai profit Nahin aaega isiliye aapko chahie Kisi November se rahnumai Hasil Karen Taki aapka experience Ho Uske bad aapko trading ke andar koi problem Nahin Aaegi aur aapki trade last Mein Nahin Ja Sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein loss kyun hota hai

                            A.o.a Friends trading mn apki earning ya lose ki waja ap ka analysis market k bary mn na hona ya phr apka over excite ho kr trading krna apky lose ki waja ban skta ha. ap ko chahye k lose sy bachny kaly apko experience hona chaye or trading krty time kisi senior member sy advice laini chaye.Trading main market up and down hoti rahti ha. apko trading main apni sara acount khali ni karna chaye.Broker jo ap ka pasa ivest kr rha ha ap ko aik platform da rha ha around the world wo Broker apna commission laita ha or apki trade dricet lose mn chli jati ha.Start main thora slow jae or end of the day ap achi earning kr skte hn .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein loss kyun hota hai

                              Trading karte hue aap ko nuksan aapki apni galti ki vajah se hota hai Kyunki jawab ke pass knowledge Nahin Hota aur aapke pass koi accha signal Nahin Hota aur aap without signal market Mein trade Laga Dete Hain To vo trade aapko 100% nuksan deti hai isliye aapko chahie ki aap Jab Bhi market Mein trade lagaen to acche signal ke sath trade lagaen Kyunki Achcha signal aapke pass hoga to aapko market profit bhi Degi Aur Is Tarah aapka account bhi safe rahega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X