Dear member mein yeh baat pochna chaon ge kay trading mein loss kyun hota hai kia woh humare apni ghaltion say hota hai ya hum trading kartay hye jald bazi say kam letay hain kis wajha say hum trading mein achanak loss mein chalay jatay hain aur humain trading kartay hye kin baaton ka khayal rakhna chaye kay hum loss say bach saken aur zayada say zayada profit ki taraf jayen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим