Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya
    G ha apny bilkul saii kaha ager loss hojay tu tanshan bilkul nhi Lani chaheya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

    Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Himmat Nahin Harni chahie Kyunki yah Ek business ka paath Hai loss aur profit to Business mein chalta rahata hai per Hamen kabhi bhi give up nahin karna chahie Hamen chahie ki ham loss hone ke bavjud bhi daily routine Mein hard-working Karen Taki aapko Achcha profit aur Achcha output Mile jab tak aapka mehnat aur hard-working Jari Rahegi Tab tak aapko apni mehnat ka reward Milta rahega aur Forex Ek Aisi field Hai Jahan per Agar Ham interest aur Lekar focus Karke trading Karen To Hamen Hamesha profit Hasil hoga

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

      Ji han bilkul dear aapane Sahi baat ki hai Forex trading Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To Agar Hamen market Mein loss Ho Jata Hai To Hamen ismein aur Jyada mehnat Karni hoti hai aur Agar Ham ismein apni learning Karke Hain Ham market ko baat karke acche tarike se analysis Karke trade Lagate Hain to uska Hamen Jyada fayda hota hai agar Ham ismein Soch samajhkar trade Nahin Lagate Thomas main kabhi bhi profit Hansi nahin kar sakte isliye Hamen chahie Ham ismein acche tarike se analysis Karen aur Market mein baat karke trade Kare to uska Hamen Jyada fayda Hoga aur Forex Mein success Hasil karne ke liye Hamen ismein Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

        ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex trading ek risky business hai aur jab Ham Pakistan forex form aur forex trading per apni trade ko open karte hain to market ki flexible motion ki vajah se hamari trade nuksan mein ja sakti hai ya hamara analysis fail ho jata hai aur market hamare against chali jaati hai aur hamen apni trading ke dauran nuksan Ho jata hai to hamen apne nuksan ko bardasht karna chahie aur pahle se jyada apni mehnat ko continue rakhna chahie aur jyada se jyada apni previous mistakes ko improve karne ki koshish karni chahie aapki previous mistakes aap ko kamyabi ki taraf Le jaenge isliye hamen apni previous mistakes ko apne mind mein rakh kar apni next trade ko open karna chahie tabhi Ham aur x mein kamyab trader Ban sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

          loss ho jane se hamen kabhe bhe darna nhe cahiye balie hamne to apne loss ko recover karne ke koshish karne cahiye tab he to hum is main se kamyab ho pate hain agar hum is maian is tarah se kam karte he hain to q ke yeh business sab se best hota hae or acha hota hae hum is main kamyab bhe ho jate hain agar hum is main is tarah se apna kam karate howe is main kuch karte hain bas is liye he to is main hamen apna kam karte rehna cahiye tab he to hamne is main kuch na kuch hasil ho jata he hae or tab ja kar hum yahan se success hasil kar he jate hain
          • #6 Collapse

            Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

            Aapki baat bilkul theek hai ki agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen Jyada mehnat Karni chahie Agar Hamen Ek Dafa loss Ho Jata Hai Kisi mistakes ki vajah Se To Hamen chahie ki Ham Dobara usmein se bacche aur dobara Aur Bhi Jyada mehnat ke sath Apna Kam Karen Kyunki Jitna Jyada Ham Dobara mistake karne se award Karenge utarna Jyada ham log se bhi bachenge isiliye Hamen chahie ki Ham loss hone Ki Surat Mein Ghabraye Nahin balki imandari ke sath aur Jyada mehnat Karen Taki Ham trade Mein Kamyab hokar Achcha profit bhi Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

              Mere bhai ap ny sahi kaha hai kiyun k ye aik online buisness hai es mai loss or profit dono hoty hain agar ap es mai mehnat karty hai tu us ka sillah ap ko zaror milta hai agar ap ko loss hota hai tu ap ko chahea k us loss ki waja jo point week tha us ko mehnat kar k understand karen taky next time ap ko waha sy loss na ho balky apny loss ko profit mai change karen or achi earning karen ...
              • #8 Collapse

                Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                g han ap nay hi kha hai agar humain loss ho jaay to humain har nhi manni chahiye humain mehnat kay sath sath apna kam jari rukhna chahiye agar hum achy say mehnat kay sath apna kam kurna jari rukhay gaay to humain success bhi gain ho jay gii to humain es maain achaay say apna kam kurna chahiye or humain es main mehnat kay sath sath apna kam kurna chahiye jitna hum es min zyada say zyada mehnat kuray gay utna he hum loss ko recover kur pay gaay or achay say apnaa kam kur kay kamyb ho pay gay
                • #9 Collapse

                  Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                  g sahi baat ha ager loss ho jai to pehle se zyada mehnat kerni chahye kyunke mehnat ker ke hi ap loss ko recover ker sakte hen Forex ko start karny sy pehly is k bary m knowledge or experience bohT lazmi ha ek esa busniness hai jis mein agar aap ko eskay basic step ka hi nahi pata tu ap apna busniess stsrt karne se pahle hi band kar betho gay so learn all trading step
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                    Dear forex trading ma loss huna aik normal si baat hay laiken ager humay loss hu jab bhi tu humay chayi kay hum loss ki waja ko talash karay aor jis waja say loss huwa hay osay door kernay ki koshish karay is liye forex market ma jab bhi kaam karay tu mehnat kay saat kaam karay aor khoob dil laga ker practice bhi karay apko loss bhi nhi huga aor ager hu bhi jaye tu apko recover kernay ma asani huni hugi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                      Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay g haan bilkul dear ap nai bilkul sahi farmaya hai kai humay agar loss ho jaey tou or zayada mehnay karni chaie humay bilkul bi himat nahi harni chaie balkay humay sabar say kaam lena chaie or dobara apna work start karna ais umeed kai saath kai humay next time zarror profit gain ho ga shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                        Dear aapane bilkul sahi kaha hai agar loss Ho Jaaye To Hamen confused Nahi Hona chahie naa hi Himmat Harni chahie Hamen bahut jyada mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham Apne loss ko recover kar sakte hain fracturing ki market Mein loss to Hota hi rahata hai isliye Hamen bilkul Pareshan Nahin Hona chahie Hamen market Mein Hamesha Soch samajhkar trading Karni chahie trading karne mein jaldbazi nahin Karni chahie Hamesha Sabar ke sath trading Karni chahie Sabar ke sath trading karke hi ham loss se bache sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                          JI han dear members jab hameen forex me trading krty waqt loss hojay to hameen xhahiay k hum ziada say ziada mehnat kreen hum jitni ziada mehnat krengy utni jaldi success hojayngy aoooor jab hameen profit ajata hy to hum relax hojaty hain esa bhi nahi karna chahiay hameen jb hameen loss ho ya profit hameen mehnat aor bhi ziada krni chahiay jis say hum asani say kamyab hoskty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                            g han loss se ghabrana nahi chahye bulke loss ke baad zyada mehnat or lagan se kaam kerna chahye jb tk forex k baray mai hum complete knowledge nai rakhain gy tb tk hum profit earn nai kr sktay. we need to work hard and learn forex completely before we start trading forex trading main bi basic yani exprience ,knowledge ki bht importnce hai or jis sy koi inkar nhi kar sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ager loss hojay tu or mehnat karni chaheya

                              Forex trading mein agar loss ho bhe jaye toh aur mehnat karni chaye is mein loog apni investment kar rahay hotay hain toh loss kay chance zayada hotay hain ise liye agar loss hota bhe hai toh ghabrana nhii chaye bulkay apni mehnat ko har keemat pay continue rakhni chaye kyun kay agar hum mehnat karna hi chor dain gay toh achi trading kaisay kar saktay hain aur phir acha profit bhe hath nhii aa sakta hardworking say hi apko is business ko mazeed improve karnay ka moqa milta hai jitna zayada struggle karen gay utni jaldi kamyabi ki taraf ponch jayen gay jaldi achi mehnat say ap bohat kuch learn kar saktay hain aur learn kar kay is say bohat saray benefits hasil kar saktay hain ise liye mehnat har moqay pay jari rakhni chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X