G dear friends asslam alkum dear friends aj mai bat karun ga about safe trading kiyu kay hum mai say kafi log hai jo kay trading kartye hai per es mai kafi jald bazi mai kam kartye hai jis ki waja say un kay account wash ho jatye hai tu un ko chaye kay ager acha kam karna hai tu us kaliye safe trading karna kafi zaroori hai us mai ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap kamyab bhi ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu aik tu ap nay es mai bina mahnet kay koi kam nhi karna hai aur safe trading mai kam karna hai ager ap kamyabi chatye hai tu us kaliye safe trading zaroori hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим