Improtent or your brain in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai meray khayal k mutaabik tou forex trading business mein hamara mind hi humein acha profit de sakta hai aur humein bara loss bhi de sakta hai iss liaye humein iss business per achi planing k saath working kerni chahiye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      koi b businee baghair brain use kia nahi kyi aj sakta . aur Forex ka business main to damaghi salahyiat say koi ksiay inkar kar sakta hai.agar capital hai per itni samajh booj nahi kay is ko utilize kaisay kran hai to is kam ko nahi kr saktay
      • #108 Collapse

        trading mein ap ko aik plann k sath trading karna hoti hy is mein ap koi bhi strategy bna sakty hen aur us ko apply kar k ap aik achi trading kar sakty hen to is mein ap ka mind sy kam lena acha hota hy.
        • #109 Collapse

          JE haan apko chahye k apna brain bilkul fresh rakhyn aur isski kafi importance hai trading main warna apko loss hota rhayga aur ap ka account khali ho jayega bonus sy isliye fresh mind sy trading ki jati hai na k thaky huay ya larai krny k baad ap trading krny bethyn warna apki trade main loss k ilawa kuch nhe hoga.
          • #110 Collapse

            bikul trading kerte time apne mind ko bikul clear and fresh rakhe confused mind ke sath trading kerna risky bhi ho sakta hai isleye koish kare ke app upset mind ke sath trading bikul bhi nahi kerhe.forex main trading kerna easy nahi hai isleye koish kerhe ke app apna experience increase kerhe.thanks.
            • #111 Collapse

              Yes dear aap nay bilkul theek kaha hay . Forex Trading main hum jab trade karty hian hum ko apny mind ko fresh rakhna hota hay . Agr hum full confidence kay atah Trade karey gaye to hum ko profit ho ga .
              • #112 Collapse

                G han Forex trading me trader ko chahiye k wo trading start karny se pehly apni tamam tensions and problems ko bhool jaye or apny tamam kam khatam kar le or phir trading kare or trader ki puri concentration trading ki taraf honi chahiye tab he trader trading me profit hasil kar sakta hai agar trader ka mind fresh na ho or us ki concentration trading ki bijaye kisi or jagha ho to us ka risk barh jata hai.
                • #113 Collapse

                  jee han main ap se mutfiq hon ke ap ko apne ap ko freash ker ke hi trading main ana ho ga then hi ap iss main kamyab ho sakoo gye orr achi earning bi ker skaoo gye iss lye stress free ho ker trading kerna zarioori hi
                   
                  • #114 Collapse

                    forex trading ko apnanay se pehlay ap ek cheez zehan nashin kar lain ke jab bhi trade karna hai apnay ap ko free mind rakhna hai, because professionally yeh apkaliay bihat dangerous hoga agar ap ka zehan khin aur hoga. Secondly Lalalach buri bala hai, rozana jb bhi trade karein ek profit goal set kar lain us ke agay na badhay aur na hi apnay trade ko extra profit ki gharz se active chorain.
                    • #115 Collapse

                      yes dear forex trading business me brain ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se es business se apne fresh mind aur brain kay sath trading kar sakte hian aur hum asani se es business se learning ki madad se profit earn kar sakte hain.
                       
                      • #116 Collapse

                        Yes brother it is most important for us to make trading on fresh mind otherwise we can make a big loss. We have to work on the cool mind when we are doing trade. When we go to work with hot mind we can make mistakes easily and if we do mistake in Forex market then we can not be a good trader.
                        • #117 Collapse

                          agar ap forex trading main kamyabi chete ho too sub se pehle ap ko achi learning kerni ho gi then hi ap iss business main kamyab ho sakoo gye learning ke bagr iss business main kamybi muskil se hi milti hi
                           
                          • #118 Collapse

                            jee haan forex busienss mey har aik cheez ki apni aik khasoosiyat hey jaisa key agar aap ka ilam hey or aap usko use nahi kar saktey or yaa ap ka experience hey or bawjood experience key aap ko loss hota hey tho har aik cheez ki apni apni jaga importance hoti hy
                            • #119 Collapse

                              forex trading aik bohat acha business hai is mai jab ham trading karty hain to hamy is mai cool mind ho kar trading karni chahaiya is mai hamy apny mind sy kaam karna chahiay ta k hamy is mai loss na ho is mai loss sy bachny k lia ziada sy ziada learning karni chahiya is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Babar Khan پيغام ديکھيے
                                Mere bahio jab bhi ap trading kere to pir apko chaiye ke ap apna dimag bilkul fresh kar ke trading kare take apka zehen ek hi taraf ho or ap achi tarha trading kar sake
                                Jee bhai apny bahut achi baat ki hai trading karty waqt aik trader ko apny demagh say baaqi tamam problems aur baaton ko nikal dena chahiye aur relax ho kar trading karni chahiye ta kay hum sahi waqt per acha decesion lay saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X