Improtent or your brain in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g haaan aisa hi karna chahiye har trader ko q k agar mind upset kar k trading ki jaye to us main aadmi ko samaj nehi aati k woh kia karay aur karna kuch hota hay aur kar jata kuch hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      giiii haan mian bhi aap ki baat se agreee karta hun kun ye e aik mind businesss hai jisss main apko mind ki zrooorat hoti hai na ke emotioon ki
      • #63 Collapse

        mere busienss ke liye sharp mind means brain hona laazmi hai or woh jab hi hota hai jab apke pas perfect knowledge hoti hai is busienss ki market dekheni ani chaiye market ka rukh charta samjh ana chaiye yeh sab jb ata hai smjh jab apka brain acha hota hai.
        • #64 Collapse

          bhai mery sab se bari baat yeh hai k ye insta forex sara kaam hi brain or ap k mind ka hai ap is mai apna mind istmal kerty hain to tab hi ap is mai kamyab ho skty hai posting to yahan har koi ker le ga lekin mind ka kaam trading krna hai jo har koi kamyab nahi hota
          • #65 Collapse

            ji ha forex business ek sansative business hai or business ko sarf ko money se control na ki ja sakta is main app ko brain ko bhi istamal kar na hoga bar ba app ko success na hi milaga so is business start karna se pahalye app ko is ki baromain jan lana chyea.
            • #66 Collapse

              han sahi baat kahi hai zara sa bhi panic koi dusri soch ya koi pareshani ho to hum trading nahi kar paty hain or loss uthaty hain iss lye hum ko chahiye ke jitna bhi hum se ho sake hum ko forex trading fresh mind se karni chahiye
              • #67 Collapse

                business hota he brain ka hai aesa koi business haihe nahi jiss me hum apna demagh lagae bina he kuch hasil kar pae so hame yaha pay hamesha apnay demagh say he trade karni chahye.
                • #68 Collapse

                  yes that is the right that for the manual trading it is the essential that the mind should remain cool and fresh otherwise we cannot get the success in the forex ,for the success in the forex we should use the cool mind
                   
                  • #69 Collapse

                    Well, exactly, trading kerty wakt apnay dmg ko her trah ki tensions, pareshanion ya kisi bhi kisam kay greed, fear ya emotional factor say doore rakhen takay aap achi trading ker saken.
                    • #70 Collapse

                      be shak har kaam jo nahayaat tuwajjoh se kia jaye us me nuqsaan k muwaqe kam hotey hain nisba tan jo kaam jald baazi me kiyaa jaye aur jahaan tak is karobaar ka muamlaa hai to yeh to hai hi bohat tuwajjoh se karney waala
                      • #71 Collapse

                        Han jee aap ny bohat achi baat kahi hay, trading krnay k liye mind bilkul fresh hona chahiye otherwise aap kaam theek sy nahi kr paen gay aur loss ho sakta hay, cool minded ho kr planning aur trading krain aap behtar results hasil krain gay.
                        • #72 Collapse

                          forex trading esa bussiness hai jis me ap apne brain ko use karty ho or is bussiness me trader ka brain fresh or relax hona chahiye or ap ko kisi kism ki deression or tention ka shikar nhi hona chahiye .
                          • #73 Collapse

                            that is the most important if you will not trade with the mind then surely you cannot get the success in the forex ,the mind is the most important and we cannot get the success if we will not use the mind maximum
                               
                            • #74 Collapse

                              koi ba kaam rkty hein brain fresh hona chahiy aur jb ap mentelly toor per thkky huy hoon to trading na krien q k trading mein instant decision krny hoty hein aur thkky huy dmagh k sath sai aur brwqt faisly ki umeed nai ki ja skti hey ess liy js din app ka mood na ho ap trading na krien nai to ap loss krien gy apna.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                thek kah rhe ho aik healthy mind and brain bohat important hota ha and trading ka leya to bande ko bohat zada fresh hona chaheya aur stress to bilkul nhi lena chaheya take woh ache trhan trade kr sake and bohat zada trade krne sa bhi frustration ajate ha to is ko avoid krn kiyn kah mein na yeh cheez experience ki howe ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X