Money management aur Risk Reward Ratio.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Money management aur Risk Reward Ratio.

    forex ein jab hum work ker rahy hon tou humen chahiye k hum is mein cheezon ko manage kerna seekhen kuen k begair manage kiye hum is mein kabhi bhi kamyabi ki tarf move nahi ker sakty is mein humen money management aur risk management k rules ko lazmi follow kerna ho ta hai humen kabhi bhi apny experience se zeada risk nahi lena chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Money management aur Risk Reward Ratio.

      Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein agar Ham risk ki rateo ko kam rakhenge to hamare liye kamyabi hogi money management Forex mein kamyabi ka zariya hai Forex trading mein 90% log na Kam hai jiski wajah yeh hai ki woh is mein lalach karte Hain is mein Jo 10% log kamyab Hain woh is mein money management se trading karte hain aur acche knowledge or experience ke sath market ko analysis karte hain jald bazi nahin karte soch samajh ke bad hi trading karte hain is liye Forex mein kamyabi ke liye hamare pass iski acche knowledge Ka hona zaruri hai aur ham is mein behtarin profit apne acche knowledge se Hi Hasil kar sakte hain yeh ek behtarin online business hai Hamen isko join karne ke bad money management se kam karna chahie jo ki hamare liye Forex mein kamyabi hy

      اب آن لائن

      Working...
      X