Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain apni mistakes ko recover karne ke lye har mumkin koshish karni chahye jab ham apni mistakes par kaam karte hain our jab koi apni mistakes se seekhne lagta hai to main ye samajhta hun ke woh forex business main jald learning kar ke earning kar leta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

    Ghan bilkul ap ki baat saheh hy mistakes humary liy sabaq amooz hoti hain AP ko chahhay k in Sy learn krain AP ki mehnat r ek accha trade work AP ki kamya I k liy zaroori hy ap ko chahhay k Dil sy Kam krain r apni mistakes sy learn krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil saky
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

      Mature traders wuhi hota hay jo losses per apni ghaltion ko highlight kar kay inko remove karny ki koshish kary na keh inko ignore kary. Q keh yeh ghaltian he hamary liye mazeed learning aur knowledge kay darwazy kholti haim aur in he ki badolat ham khud main improvement laty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

        Ji aapane Sahi kaha hai Ham mistake se hi Sikh sakte hain mistake Hamare liye Sabak amuza hoti hai Hamen apni mistake k acchi Tarah se samajhna chahie Agar Ham mistake ko acchi Tarah se samajh Lenge To Ham Dobara yah mistake Forex trading ki market Mein Nahin Karenge Hamen market Mein Hone Wali in mistake ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Agar Ham apni mistake ko ignore kar denge Tu Is Tarah Se Ham market Mein yah mistake repeat karte rahenge Jiski vajah se Ham market Mein Kabhi Bhi Kamyab Jyada Nahin Ban Payenge Agar Ham ne ek bar is business Mein mistake kar li hai To Hamen koshish Karni chahie ki Ham Dobara yah mistake na Kare
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

          G dost mistakes me bhi hamare liye sabaq chupa hota ha aur jab kabhi ap se mistakes ho jaye to apko is se learn karna chahiye is se mayoos na hua market ko analyze karna hota hai aur aap ko is business mein effort aur hard working karni hoti hai tab aap forex market mein success hasil kar skatay ho yeh best hai.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

            Forex trading Mein kam karte hue Jab Ham mistake Karte Hain To Ham Apne mistake se hi Sabak sikhate hain aur ham koshish Karte Hain ki jo humse Ek Bar mistake Hui Hai vah Dobara mistake Humse Na Ho Jab Ham se mistake Hoti Hai To Hamen loss ka Samna karna pad jata hai isliye Hamen bahut hi careful hokar kam karna chahie aur Hamen mistake se learn karna chahie Forex trading Mein kam karte hue Hamen bahut hi acche tarike se kam karna chahie aur active hokar kam karna chahie Hamen mistake se avoid karna chahie mistake Hamare business ke liye bilkul bhi theek Nahi hi
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
              Aslam o Alakum
              Dear forex members hamain apni mistakes ko recover karne ke lye har mumkin koshish karni chahye jab ham apni mistakes par kaam karte hain our jab koi apni mistakes se seekhne lagta hai to main ye samajhta hun ke woh forex business main jald learning kar ke earning kar leta hai.
              Forex trading main hum log both ziada galtien karty han jab tak in galtiun ko control ni karny gy to hum log ache earning ni kar sakty han forex trading main practice or learning sy him log ache trading kar sakty han galtiun ko control kar sakty han forex trading main kamyab hony k ley ziada sy ziada knowledge or experience hona lazmi ha ta k hum log kamyab ho saken
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                Dear Brother ji han insaan galtiya kar kar ke He Bara insan banta hai agr wo on ghaltiyo par kaboo pa Le galti har insaan se hoti hai aur ek dafa Jo galti Ho jaaye next time wo galti nahin hoti isliye ek achcha businessman Ban sakta haiGaltiyo se ka ghubrana nahin chahie balki uska muqabla karna chahie usko behtar banana chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                  Han ji bilkul aapki baat theek hai ke hamen mistake se lesson gain karna chahie aur hamen samajhna chahie ki hamen kyon mistake hui hai aur hamen use kitna loss hua hai jab main ine sari chijon Ka pata chal jata hai to fir ham log acche track ki taraf Jana shuru ho jaate Hain Jo ek successful track hota hai vahan per jakar hamen kamyabi milati hai aur hamari earning start Ho jaati hai to vah hamen har galti har mistake se bachana hai aur use lahsun ke karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                    G dear friends sai insan woh hota hai jo apni mistakes say skhta hai hai aur futur main woh mistakes nahi repeat krta tabhi woh kamyab ho jata hai insan khata ka putla hai us say mistakes ho jati likin insan k liay woh C mistakes sabak skhny k liay hoty hin hamen un mistakes sy skhna chahiay choti choti mistakes zindgi ka hisa hain likin agar ap apni mistakes say nahi sekhty aur bar bar unhy krty rhty hin gay tab ap hmasha nakam rahy gay aur khali hath rahy gy apko apni mistakes sy learning krni chahiy experience hona chaiy aur apki skils main khar aey ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                      Aslam o Alakum
                      Dear forex members hamain apni mistakes ko recover karne ke lye har mumkin koshish karni chahye jab ham apni mistakes par kaam karte hain our jab koi apni mistakes se seekhne lagta hai to main ye samajhta hun ke woh forex business main jald learning kar ke earning kar leta hai.
                      Walekum assalam mere dost bahut hi acche ummid karta hun ki aap bhi khairiyat se Honge aapane bahut hi umda Sawal Kiya Hai yah Kanya bahut hi Achcha Sawal hai ismein Koi shak nahin hai ki mistakes Hamare Liye sabaq amoz hoti hai yah Hamen Sabak Deti Hai Ke Anda ke liye Hamen Sambhal kar Rahana chahie Taki Ja Jo mistake Humne Ki hi aainda yah mistake Na Ho aur aur jo bhi work Karen koshish karen use samjhe uske upar thodi bahut guftgu Karen Apne senior se a Jis Tarah vo acchi Rai den Usi lya se Hamen Apna workout karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain aur yah Hamare liye Hamari kamyabi ki jamanat hai apni duaon Mein Yad Rakhna Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                        ji han bilkul mistake hamare liye sabak hoti hai isiliye hamen chahie ki Ham jo bhi mistakes karte hain hamen uske kuchh Na kuchh sabak milta hai jiski vajah se Ham vah mistakes bar bar nahin karte isiliye hamen chahie ki Ham apne quality wala work Karen bahut hi achcha bharke Karen jiski vajah se hamen bahut hi achcha bonus milega aur ham kamyab honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                          Dear apki bt bilkul thk h jb sb log apni mistake ko recover kr Katy Hain tu wo kamyab ho jty Hain forex forum ma jb sb log apni mistake ko samj jaty Hain tu wo kabi dobra wo ghalti nhi kartyn is trh wo Pakistan forex forum ma acha bounce Kama shkty Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                            Assalamu alaikum dear members ummid hay ke ap khariat say honge aur apna Kam acche tarike se kar rahe honge ji han aapane bilkul durust kaha mistakes hamare liye sab Pokemon hoti hai jitni jyada hamare mistake hon gi utna jyada Ham unse Subak hasil karenge. Is sabse behtar hai ki Ham mistakes Karen hi nahin hamen mistake se bachana chahie waa slaam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                              G dear member ap ny thk kaha k mistakes hmary liye sabaq amoz hti hyn r hmyn apni mistakes sy seekhna b chahiey.qk jb hum apni mistakes sy seekhyn gy r wo ghlti nahi kryn gy jo k phly ki the to hmary liye faidymnd hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X