Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

    Assalamu Alaikum dear friends aapne bilkul right kahan hai ki mistake Hamare Liye Sabak Amol hoti hain lekana Agar Ham ek hi mistake ko Bar Bar Karenge use Ham Kaise Sabak Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie jo bhi mistake Karen usko FIR improve lazmi Karen Agar Ham apni mistake ko improve Karte Hain Tujhe Hamare liye best Hai vah gi dear friends are Kamyab Insan vah hota hai jo apni mistake ko improve karta hai Insan kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta jhumar Bar Bar ek hi Galti code rahata hai isliye Hamen ek hi Galti ko bol per Nahin dhoroner chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

      Assalamu alaikum
      Ji aapane bilkul theek Kaha ek mistake Agar ham seriously to vah hamare liye sab khamosh ban sakti hai kyunki Agar ham ek mistake karte Hain to hamen bahut jyada loss ka samna karna pad sakta hai agar ham Forex use karte hain to isiliye mistake se a bacche aur apni mistake se sabak hasil Karen ke Ahmedabad vah mistake Na ho aur aapko kabhi bhi lash ka samna Na Karna pade isiliye aap jyada se jyada practis Karen experience hasil Karen apni skill ko improve Karen aur FIR kam Karen shukriya.
      • #18 Collapse

        Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

        Assalam o Alaikum!!!! G absolutely right mistake hamare liye sabaq amooz hoti hai agr ham Forex mein kam karte hue mistake karte hain to hamen mistake se learn karna chahie kabhi bhi apni mistakes ko ignore nh karna chahie Forex trading karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut hi zyada zaruri hota hai agr ham experience or knowledge ke sath kam karen ge apni mistake ko recover karte hue Forex mein kam karenge to ham zarur kamyab hon ge forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen full mehnat karni hoti hai full confidence ke sath apna Kam karna hota hai jo log mehnat ke sath kam karte hain apni learning ko improve karte hain woh Forex main zarur kamyabi bahut hi Forex trading aisa online business hai jis mein ham ghar baith kar aram se achi earning kar sakte hain lekin achi earning tabhi possible hai jab jam isbmein mehnat se kam Karen
        • #19 Collapse

          Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

          jee haan apne theek kaha kabi kabi sath deti hai hamain apny knowldge ho ga tab hi hum acha perofrm kar skaty hain achi planing kar k hi hum market maint rade karein gay aur luck par full depedent nai hona chhaye apki skill bht mainy rakhti hai agar apki skill achi hogi to tub ja k earning sai hoti hai is luck hamesha sath nai dyti lkn apka skill achi hoti hai apko hamesha sath dy gi
          • #20 Collapse

            Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

            jee haaan mikstakes hamry liye sabaq amoz hoti hain is k bary main trend ko use kar k hi hum sucs hon gayy aur hamain skill ko increse kar k hi hum cahi trade karny k akbil ho sakty hain aur knwoldge jitna acha ho ga tab hi hum market main bi suscs ho skaty hain it is bs job for all
            • #21 Collapse

              Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

              g han hume mistakes se sabeq hasil kerna chahye un ko ignore nahi kerna chahye takay hum dobara loss se bech saken ap ko sub kaam chor kar full intrest ic ki trf karna ho ga ap ka full interest ha ap ko best knowladge dy ga market k bary me knowladge jitna ziada ho ga ap ki earning bi utni he achi ho ge
              • #22 Collapse

                Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                jeee haan i am agree with you ap baghir mehnat ke forex main earn karna chahte hain to yeh namumkin hai apni skills ko ahista ahista increase karey or apni trading ko continue rakhey Bus hamra knowledge or skill plus experince b bhrta ha or ham ek achy trader bn skty ha ager hmary pas ya sb cheezy ho tu or ya sub hamy hard wrok sa hi milti ha
                • #23 Collapse

                  Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                  Bilkul mistakes ho jayen ya loss ho jaye tou apko ghabrana nahi hai balke un se learn karna hai or aainda un mistakes ko avoid karna hai ap ko apni mistakes ko ignore bilkul nahi karna so mistakes ko learning ka aik zariya bnayen or in se learn kar ke in ko cover karen ta ke apko in ki waja se loss ka samna na karna pare.
                  • #24 Collapse

                    Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                    g han hamesha mistakes sabak amoz hoti hay mehnat kro acche track ki taraf Jana shuru ho jaate Hain Jo ek successful track hota hai vahan per jakar hamen kamyabi milati hai aur hamari earning start Ho jaati hai to vah hamen har galti har mistake se bachana hai aur use lahsun ke karna
                    • #25 Collapse

                      Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                      mistakes se bachna hamary lye bohat he zyada zaroori hota hay Hamen mistake se learn karna chahie Forex trading Mein kam karte hue Hamen bahut hi acche tarike se kam karna chahie aur active hokar kam karna chahie Hamen mistake se avoid karna chahie mistake Hamare business ke liye bilkul bhi theek Nahi hi
                      • #26 Collapse

                        Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                        mistakes har insan se ho jati hain is liye jab hum se mistakes ho jayen tou humen koshish kerni chahiye k hum is mein sabar se kam lein aur is mein hyper na hon agar hum is mein sabar se kaam nahi lein aur apni mistkes se sabak hasil nahi keren gy tou humen is tarhan kaam mein mushkil ho sakti hai humen mistakes se learn kerna chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                          Ji han bilkul mistakes Hamare liye ek learning Hoti Hai mistake se Ham bhi Ham learning Hasil kar sakte hain aur apni mistakes ko avoid nahin karna chahie aur na hi repeat karna chahie balki Apne mistake se learning Hasil Karen Taki unko repeat Na Ho aur aap next time loss se bach sake
                          • #28 Collapse

                            Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                            ap nay Bilkl theek kaha Hai kay jo Trader woi agy jata hai jo kay apni mistakes ko Ignore nahi krta hai balky apni mistakes sa Learn akar ka apni mistakes ko dobara Nahi karta hai or uny achy saymanage karta hai takeh wo aynda Na hu is liya ap ko chaye ka ap kam krein toh iss baat ka Khas Khyal raka karein ka ap ko apni mistakes ko note down kar lyna CHaye jaab aap apni mistakes ko Note down krty hain toh aap ko wo mistakes dobara nahi karna Hoti hai or jo bar bar ak he Mistake karta hai weo apna he loss karta hai is sliya ap ko mistakes say learn karna Chaye or apny real account ke Bjay aap ko demo per he Un mistakes ko correct kar lyna Chaye aisa kar ka ap ko real account per trade lgany main Asani rahy ge.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • #29 Collapse

                              Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                              1 successful trador insan apni mistakes se seekh k hi banta hai. Agr insan 1 dfa loss hone k bad quit kr de or hosla haar k beth jay to wo success hasil ni kr skta. Hmen apni mistakes se seekh k aage barhna chaheay. Mistakes se apni correction krni chaheay. Or nxt mazeed mehnat kr k trade krni chaheay . Depression is not a solution
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mistakes hamare lye sabaq amooz hoti hain

                                Ji han Jab Bhi Ham Koi kam Karte Hain To Hamen sirf Usi pravachan Deni chahie Agar Ham Tak ja ke sath Apna Kam Nahin Karenge Agar thodi si bhi mistake kar denge To Hamen usmein bahut bada loss ho sakta hai vah hamara apna hi nuksan ho sakta hai isliye Hamen Apna Kam sindhari ke sath karna chahie aur usmein koi bhi mistake Nahin Karni chahie acche tarike Se Apna Kam karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X