Trading Mein loss ka sabse bada reason
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

    asalam o elekum dear member umeed hy ap sub khairiat sy hon gy g han dear member ap ny bilqul sahi bkaha hy loss ka sub sy bara resan hamri misstake hoti hyisiliye bahut sare member without analyse market ko check kiye bagair per expertrating laga dete Hain is se unhen market ke ab sentence ka pata nahin chalta aur vah last mein chale jaate Hain isiliye aise member ko chahie ke sabse pahle market ka analyse kar len is tarah vah kisi Surat bhi last mein nahin jaenge aur usi Surat mein last mein jaenge jab vah trade without analyse karenge forex mein hum mhnat kar ky achi kamyabi hasil ka4r saky hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

      I think forex trading m loss ka sab say bara reason market ka unexpectedly movement krna kun k agar hum market ko analyse krty hain or aksar market analysis or trends k ulat simt chal parti hai to kafi traders ko loss ho ta hai. Market ko analyse krna bohot ahm hai market ki ki movement ko smjh kr trade kr na chahye or stop loss ko use krty rha chahye
      • #33 Collapse

        Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

        G han ap nay boht acha sawal kia hy trading main loss ki sab say bari vaja laluch hoti hy or es k elawa experince or knowledge ka k na hony ki vaja say bhi loss a jata hy es liye hamain chahiye k hum forex main trading ka acha experince or knowledge hasil karny k bad trading karain or ziada laluch na karain ta k hum forex main loss say bach sakin or achi earning hasil kar sakin...
        $#@#i Khan
        • #34 Collapse

          Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

          Trading my lost ka sabse bada reason we hai ki Ham is Mein Sab Baat Nahin karte hain aur ham ismein money management ka use nahin karta Agar Ham ismein Sabar ke sath kam karte hain aur money management ke sath work karte hain aur apne balance ke hisab se lot size open Karte Hain To Hamen is Mein kamyabi Milegi aur ek Achcha profit Le sakte hain Agar management Gopal Nahin Karenge To Hamara Kaun watch ho jaega
          • #35 Collapse

            Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

            mere pyare dost mere khyal se dur trading mein loss ki sabse bade vajah yahi hai ki Ham forex trading mein jab trade karte Hain to ismein lalach mein a jaate Hain isiliye main chahie ki Ham forex trading mein kabhi bhi lalach mein Na aaye kyon ka jo log is forex trading mein lalach se kam karte hain vahi jaldi apna account was karvate hain aur apna hero Khan karvate Hain isliye aapko ismein kabhi bhi lalchi insan nahin banna chahie
            • #36 Collapse

              Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

              Dear Brother. Hame trade lagte Hove soch samj kar demgh se kaam lena chaiye or hame trade lagte waqt jaldi ni karni chaiye sabar se kaam lena chaiye apni mehnat jari rakhen cunfiuse ni hona ap zaroor 1din kamyabi ke tarf jay ge forex me mahnet karni parti hai jetni zeyada mahnet karo ge etna he zayada kamyabi mele ge
              • #37 Collapse

                Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sultan-ghazi پيغام ديکھيے
                Assalam Alaikum dear friends main aapse yah Baat share karna chahti Hun Ki trading ke bare mein aapko information share kar Sakun ke Kis vajah Se Hamari trading Mein loss hota hai isliye friends training ke metallic Kuchh baten aapko mat dena Sar Karte Jalan ke Agar Ham trade kar Lagate Hain To Ham uska large size Bada Dete Hain To isase Hamara Kabhi Kabar profit bhi bahut Achcha a Jata Hai Lekin Aksar Hamara loss jyadatar hota hai friends Agar Hamen trading Mein kamyabi mil rahi hai aur ham Jyada profit Hasil kar rahe hain To Hamen lalach Nahin Karni chahie Mal ke lalach Ki Ab Agar trade Lagani chahie aur Apna Kam Hamesha mehnat aur imandari se freshman Rakhe karna chahie Agar ham jaldbaji karte hain aur Jyada lalach Karte Hain To Hamara account bhi Vas ho jata hai isliye Hamen bahut jyada loss nahin uthana chahie aur na hi jyada risk Lene chahie Agar Hamesha Karenge To Hamen bahut jyada loss Hoga aur Agar trading Mein sabse Bade loss ka reason kya hota hai ki na ham Kisi Pyar ke bare mein information rakhte rakhte hain aur na hi Hamen Kabhi is per penetrate Lagai Hui Hoti Hai To Ham jaldbazi ya kisi ke signals ke mutabik Agar trade Laga Dete Hain To usse bhi Hamen bahut jyada loss ho sakta hai trading Mein loss ke bare mein aap friend se kya Kahate Hain Jarur bataen Aur ummid Hai serial Hazrat Hamen acchi information share Karenge laws ke bare mein
                Yes dear friend mein aapki baat sy mukamal itifaaq krta hun. Trading krty huway hum ko money management ka khial rakhna chahie. Matlab chader dekh kar paaon phelany waly baat. Trading mein patience matlab saber be bohat zaroori ha. Aapko loss dekh kar pereshan nai hona chahiay, sabar krain ho sakta ha kuch dare baad aapki trade profit mein aajay.
                • #38 Collapse

                  Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                  hamen trade mein loss ki vajah se hota hai pet mein launch hone ki bahut vajah hai unse kuchh yah hai tab se pahle bheja to yah hai ki jab ham market ko sahi tarike se analyse nahin karte to hamen pata nahin chal pata ki ab market mein kaun sa trend hai ab market ki movement kis taraf jane wali hai jab hamen market ki movement ka pata nahin chalta to ham market ko samajh nahin paate aur galat trade open karte hain is vajah se market hamare khilaf jaati hai aur hamen nuksan hota hai aur kai bar hamara kaun thali ho jata hai roj ke aap is vajah se trade ko hi chhod de uske bad nuksan ki dusri badi baja money management plan ko follow na karna hai bahut sare log lalach karte hain aur lalach mein aakar apne money management plan ko follow nahin karte jab aap money management ko follow nahin karte to aap apne account ke sahi se badi lot muntakhab karte hain is vajah se agar market aapke khilaf chali jaati hai to aapko bahut bada nuksan hoga aur ho sakta hai ki bahut jaldi ji aapka account wash jay ho jaaye isliye agar aap ek acche trader banna chahte hain aur market mein sahi tarike se trading karna chahte hain to aapke liye jaroori hai ki aap money management ko follow karen nuksan ki ek aur badi vajah stop los aur take profit ka istemal na karna hai jab aap stop loss aur ek profit ko istemal nahin karte to aapka account was ho sakta hai kyunki stop loss market ke again jaane ki surat mein main aapke account ko khatam hone se bajata hai aur ek limit ke bad aapki trade ko automatically close kar deta hai ya per support and resistance ke mutabik lagai jaati hai agar aapane bye red open ki hai to aap stop loss support per lagate hain aur agar aapane haisell trade open ki hai to option loss resistance per lagate hain is tarah stop loss aur take profit aapke account ko khali hone se bachate hain ek profit aapko maximum profit hone ki surat mein automatically trade ko band aap kya hai trade na dekh rahe ho ho sakta hai ki marksheet aapko profit de lekin kuchh der ke bad vah lost mein chali jaaye is surat mein take profit aapka profit jaaye hone se batata hai aur trade kolosh mein jaane se bhi mehfooz rakhta hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                    So, trading main loss ki bohat c wajoohat hain lekin trading main loss ki sab say bari wajah baghair analysis kay market main trade karna hai. Log market ka analysis kiye baghair jab trade open karty hain to unko loss ka samna karna parta hai or Ultimately unka account wash ho jata hai.
                    Trading main loss ki aik or wajah ye hai kay let g baghair experience kay bhi kam karty hain or baghair experience kay koi bhi kam hamari taraki ka bais nai ban skta. Or Forex business main hamein chahye hi experience hota hai or jab hum baghair experience kay trade open karty hain to hamein loss ka samna karna parta hai
                    Lloss say bachney kay liye tamam traders ko chahye kay vo proper strategy or knowledge kay bad hi apni trade open karein or overtrading ko avoid karein
                    https://t.me/pump_upp
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                      ji bilkul trading mein last ki sabse badi reason hamari jaldbazi aur lalach hai jiski vajah se hamen last hota hai aur ham kamyab nahin hote isiliye mein chahie ki Ham jaldbaji na Karen Mal ke sabar ke sath kam Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                        Dear trading ma apko profit k sath los sy b guzarna chata hy
                        Trading ma loss ki mukhtlif wajohat hoti hain
                        Sab sy pehly jab ap trade bygyr experience k open karty hain
                        Without market analysis k open karty hain to loss sy guzarna parta hy
                        Is k sath sath jald bazi karty hain achy sy movemnt ko judge ni karty or trade open kar dyty hain
                        Ap ko agr resistance or support ka ilm ni hoga to loss ho sakta hy apko
                        Is k sath sath ap lot ghalat lagaty hain
                        Or stop loss k use na sy apna acount b wash karwa dyty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X