Trading Mein loss ka sabse bada reason
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

    doston readymade blouse ka sabse bada reason hi hai ki aap operating karte Hain to aap market ki koi analyse nahin karte ho rahe trading start kar dete Hain yahi vajah hai kya aapko profitable trading karni hai raat Ko chahte Hain to apko market ko analise kiy bager trading kabhi bhi nhi krni chahei
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

      hum market mai trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kaam kar sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karna ho ga hum is mai apny boss kud ap he hoty han hum is mai agar greed ban ky kam karty hain to harma loss han hum is mai apne marze y time tbale bana kar kam kar sakty hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

        Salam to all forex friend Pakistan forex forum me lose ka sbse bra reason lalach hy es lye apko Chiye k ziada se ziada sbr se k sath kam krein jldbazi blkl nhi kreni Chiye
        • #19 Collapse

          Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

          Assalam o alaikum
          Eak bar loss ho jana trading main koi barhi bat nhi its normal. Lakin loss tab loss smja jata hay jab ap ko pehli galti ki waja sy dubara same usi trah loss ho , hm log loss main honay wali mistake ko count nhi krtay bs ye soch lety hain k ab is loss ko jaldi jaldi recover krna hay or jaldi jaldi main recover ki bjaye apko loss ho jata dubara. Loss honay ki sab sy barhi waja ye hay k hm apni mistakes sy learn nhi krtay balkay dubara sy wo hi mistakes repeat krtay hain jin ki waja sy pehly loss hua hota hay
          • #20 Collapse

            Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

            Trading my last ka sabse bada feather yah hai ki aap use improve kar sakte hain ki mistake aap khud ko Jaan sakte hain ki aap kaun se mistake Karen aur next time aapko mistake Nahin Karenge aur next time aap Inshallah profit Karenge isliye aapko chahie kya aap Behtar se behtar kam Karen aur Behtar se behtar kamyabi answer Karen aur Apna Naresh share Karen screen share Karen Patra share Karen Jo aapke pass hai.
            • #21 Collapse

              Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

              Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ek international online business hay ye pure duniya ma famous business hay forex trading ma loss sb zadya hota hay islye ham ek thore se mistake karty hay phir hamen thore ke mistake ke waja say bhut sara loss hu jata hay aur phir ham trading ka waqt lalach karty hay phir hamra bhut sara loss ho jata hay islye sb phlye hamnen isko control karna chahie phir ham kamyab ho sakte hain phir acha bouns haisl kar sakty hay aur acha porfit haisl kar sakty hay phir ham life ma kamyab hu sakty hay
              • #22 Collapse

                Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein loss ke Sabse Badi Baja Hamara an experience hota hai ham experience Hasil Nahin karte Agar Ham bagair experience ke trading Karenge To Ham Kabhi De acche trading nahin kar Sakenge Jinke pass Achcha experience hota hai wahi acche trading karte hain aur vah unlimited earning Hasil karte hain agar aap Aisa Karenge to aap bhi Kamyab Honge lekin agar aap experience Hasil Nahin Karenge to aap apna kam Honge experience of ko demo account se Milega aap demo account use Karke vahan per practice Karen Jab aap practice Karenge to aapke pass Achcha experience Hoga aur aap real account per acche trade Karke Achcha Sa profit Hasil kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                  trading me sb sy bra reason bgair kuch smjhy, bgair ksi knowledge k trade krna.. js sy hm xiada nuksaan utha skty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                    Dear forex members trading mein loss ka sab se bara reason yeh hota hai ke members demo account ki practice nahi krte. Unhe trading ka pata nahi hota us ki skills ka pata nahi hota ke asal mein trading kis Tara se krte hain aur Las e krte hain. Trading mein expert bnne me lye demo account per practice krni prti hai. Market ko achi Tara se analyze nahi krte jis se unhe loss hota hai. Market ke trend ko follow krte hue trading nahi krte jis se members ko loss face krna prta hai. Trading achi krni ke lye practice kren indicators ko use krne seekhen.
                    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                      Asslam o alaikum mary bahiyo trading main loss is leye hota hy krh 1 tu insan ko experience nhe hota dusra banda lalach kar deta hy is leye trad lagany key leye hamy acha experience hona zarori hy achy trade ky leye hamy posst karne chaye is sy hamara knowledge bahrta hy dusra hamy trade lagany ka acha tariqa jajata hy agar ham ache trade lagay gy tu hamy acha profit hoga agar hamy trade ka acha experience nhe hoga tu is sy hamy loss hota hy is leye hamy trad elagany keye laye acha experience aour knowledge hona chaye
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                        Dear frinds trading mai loss ka sab say bara reasan yah hai ka learnig bina learnig ka he hamesha loss huta hai aur jo log bagair learnig ka kam karty hai tu unko loss ka samna karna parta hai tu esi leye humy chaheyai ka hum ak achi trha pahly trading ka baray mai maulomay karay achi tarha jab malumat hujae tu hum tabhi koi agy kam karay ku ka kafi logo ko dekha hai kafi loog es tarha karty hai ka bina sochy samjy he apni marzi say trading karny lag jaty hai bina sochy samjy koi bhe kam nahi karna chheyai jo bhe kam karo soch samj say akal mandi say karna chaheyai agr kamyabi hasil karni hai tu jin logo mai yah chezay huti hai tu wohi loog hamehsa kmayab huty hai kam koi bhe huu learnig zarori hai agr earnig hasil karni hai tu earnig ka bahtreen zareyai he learnig hai es sab say bara masla eshow hai learnig ka he hai es leye forex mai jitna hu sakay hum achi learnig karay aur acha experience hasil karay tahqay humy agay asaani hujae kam karny mai bheee
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                          Walaikum Asalam .. jee bilkul sahi kaha ap ny. Or dusri ek or main waja trading mai loss honay ki wo hain human Emotion jis mai lalach , ba'sabari, or jaldbazi jesay emotion gain jin ki waja sy kamiyab hona mumkin nahi hain. Is liay apny in emotions ko bhi control karna bht zaruri hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                            Forex me trading ki bhht hi zyada reasons hen me apna nazrya share krna chaho gi apsy k trading me loss tab hota hy jab ap market ko analyses nahi krty or aksar bari trades laga dety hen is sy hmen profit zyada milta hy par zyada tar loss hi hota hy is lye loss sy bachny ka ak Hal ye Hy k hmen mustakil mizaji sy Kam Lena chahye ak àçha trader wohi Hy Jo apna daily ka ak task rakhy k aj meny itni earning krni hy or trades bhi small lgay profit beshak Kam ho lekin loss na ho kbhi bhi
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                              Assalam-o-Alikum
                              Ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur bahut hi acchi earning hasil kar rahe honge.
                              Apne boht e acha topic share kia ha or boht ache information share ki ha.hme trading krte wkt khud ko loss se bachana chahie or careful ho kr trading karni chahie.
                              Trading ma loss ki sb se bri reason ye hoti ha k hm bri lots size mein trading karte hn jis ki waja se hmara account wash ho jata ha.
                              Aik or bri w aja market trends ko ache tarh observe na krna ha hm blind trading karte hn jjs se loss hota ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading Mein loss ka sabse bada reason

                                Trading Lagate Waqt market ki position Dekhi ki jaati ye hai Aaja Ke a market profit Mein ja rahi hai ya last Mein ja rahi hai aur trading Lagate Waqt thanks ki ki bhaiya yah Sal karne ki progress note ki Jaati Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X