Best indecator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    My bro ma is ma Abe new ho our Mary pass is Kay baryma kio knowledge nhe ha ma is Kay baryma knowledge hasil kar rah ho our ya aik online business ha is ma kam kar Kay him ko both acha lagta ha our is ma successful honay Kay liay aap ko is ma mahnat karne ho he our is ma knowledge ki zaroorat hote ha Mary bahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      best indication ke liya apko deep analysis ki zaroorat hti hai ju apko market sy hta hai or knowledge apko sense daita hai ke kab kia hny wala hai ye hi strategies yahan kaam ati hain or forex mei success daiti hain
      • #663 Collapse

        RSI sub se best indicator hai jis main ap kafi achci movement or real movement dekh sakte hai market ki so RSi ka use kia karey behtareen indicator hai or instaforex ke terminal main default hota hai
         
        • #664 Collapse

          humain market main indicators ko use kar kay kam karnay say achi earning hasil ho sakti hay ta kay huamin traidng main loss km ho saky or humain market main practice karnai ho gi kun kay inicators say kbhi loss b ho sakta hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #665 Collapse

            dear great ap na ek acha swal kya ha dear mn to yehi khn ga ka dear ap na jo bh indicator ko acha sa practice kya aha and usaka best singel ko judge krna ka andaza lga liya ha to then ap zror acha sa earning kr skta han waisa koi bh singel indicator ya singel type ka indicator ko use krta hova ap es mn mar nhn khao ga qn ek jaisa indicator ek time mn same e signel provide krta hn dear
            • #666 Collapse

              ning ko barha sakty hain or forex newtor, I think it's the best indicator in forex market. s sy bhi hamin acha indica hoon ge q ke kahbi jo hum sochte hia wo nahi hota hia. tor mil sakta hy
              • #667 Collapse

                bhai indicator aik acha tool ha lakin agr apo indicator ko dekh kr trading kry gay yani esi pr trust kr kay trading kry gay to ap fail ho skty hain yani loss ho skta ha es lye ma to ap ko ye nhe kahu ga kay ap aik indicator ki base pe trade kry ap ko aur chezy b dekhni ho ge trading ma kyu kay es trah ap ka capital ma drawdown b ho skta ha es lye jaha tk ho risk kam se kam ly ..
                • #668 Collapse

                  forex trding ak asa work ha jis ma hamymhant karna sa kamyabi mil skhti ha wasa ni koi bi kam ho us ma kamyab hona k liya hamy mhant karni cheya hardwork so mhant karo mhant ka phal meta hota ha
                  • #669 Collapse

                    sab say ziada use honay wala indicator moving average hay agar hum esko theak say set karen gay to market kay trend kay bary main humay pata chalta hay aur humay usi trend main trade karni chahiey
                    • #670 Collapse

                      indicators say help lay kar kam karnay main kafi achi earning hasil ho sakti hay magr humain har bar nai humain khud b practice kar kay trade main ana ho ga ta kay humain loss km hasil h saky
                      • #671 Collapse

                        moving average say hum ko idea milta hai k kis tara say market main trade ko krna hai kun k last kuch candle ki closing ki price ka ik average hota hai jis say market ka trend main next moving ka idea milta hai humy
                        I LOVE PAK FORUM
                        • #672 Collapse

                          Bhai forex trading ma.hr chez ki apni apni jag importance aor value hai hum aik he chez py depend nhi kr skty humen aor bhi chezon ki zarorat hoti hai candle stick pattren aik japanese chart indicator hai jo bht best indicator hai humen isko use krna chue
                          • #673 Collapse

                            dear being a new trader m. y indicators zyada use ni kiyay sirf unko practce k limit tk rakha ha mgr bollinger inducator mjy ab tak kafi better lag rha ha
                            • #674 Collapse

                              G forex trading mein trading karne k liye aur profit earn karne k liye signal ko bhi use kar sakty han aur kise website se signal download kar k use kar sakty han likn hum ko ziada signal par depend nhi karna cahaiye aur khud forex trading mein knowledge aur practice kar k experience hisal karna cahaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                jab hum is main indicators ko use kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X